Forex trading may Dil laga Kar kaam karna chaheay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading may Dil laga Kar kaam karna chaheay
    Dear fellow's may nay buhut say members ko dekha hay Jo start may tho is business may buhut dilchaspi say kaam karthay hay lekin jab osko loss ho jaaye tho wo per is may interest nahe lathay asay members kabhi bee kamyaab nahe ho sakhtay agar is business may kamyaab hona hay tho is ko buhut time Dena hoga our per ek time esa aaega ke hum is say regular earning Kar sakangay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading may Dil laga Kar kaam karna chaheay

    Yes bhaio forex trading ma Bht dil LG K kam krna chye Jb Aur Zida Jaldi bazi nai krni chye Jb Hm jald bazi kry tu Hm loss kry GA Aur Fx ek ase Bussine Jis ma Hmy full dil K Fx ko market ko smja chye
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading may Dil laga Kar kaam karna chaheay

      Gee haan brother forex mein humain dil sae kaam kerna chahyea warna tou forex mein hum apna waqt hi zaya kerain gay aur aap kay pas forex jaisi income ki bahut achi opportunity hai jis ko aap zaya honay sae bachain aur iss mein mehnat sae knowledge hasil kerain aur iss sae achi income lain
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading may Dil laga Kar kaam karna chaheay

        forex trading mn dil laga ker kam krna bht zrori hai q ky yeh ak bht acha business ha is mn dil kr jb hum kam kren gay tb he kamyab ho gay kam koi bhi ho jb tk hmri neyat na ho hum nhi ker sakty hai or is kam say humen knowelged milta hai or expeerince bhi hasil hota hai forex trading ko dil say or mehnat say work krna zaida best hai
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading may Dil laga Kar kaam karna chaheay

          ye ek hakekat hye ke js bussines me hum ko profit hota hye os me hum log bohat zayda time dete han jab hum ko os bussines me loss ho jata hye to humra dil nahi krta ke os pr kam karan ye sach hye agr hum yahi krte han to as me hum ko kabi bhe kamyabi nahi hote hye as leye hum ko agr loss hota hye to hum ko as loss se sekhana hota hye js se hum or bhe acha profit bana start krte han as leye hum ko chahye ke apne losses se learn krna sekhan to hum acha kr sakte han
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading may Dil laga Kar kaam karna chaheay

            Forex mein kamyabi hi iss business mein mehnat kernay sae milti hai aur aisa tou hum forum per daily suntay rehtay hain tou humain chahyea kay hum unn baatoun per amal kertay huay iss mein mehnat sae kaam kerain iss mein apnay knowledge aur experiance ko improve kerain ta kay humain kamyabi milay
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading may Dil laga Kar kaam karna chaheay

              ap na bilkul theak kaha ha k ap jitna ziada dil lga kr kam kren gay aur jitni ziada mehnat sa forex k baray mn knowledge aur experience gain kr k trading kren gay to ap forex trading mn kamyabi hasil kr k bahot achhi earning kr sktay hn ap jitna ziada interest sa kam kren gay profit hasil krna asan ho jay ga
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading may Dil laga Kar kaam karna chaheay

                g bilkul theek kah rahy hain ap bahoot se members dil laga k kam nahi karty wo kamyab nahi hoty kyu k jab wo interest nahi laity hain wo time zada nahi daity aur naa he learning karty hain jis se loss main jaty hain aur wesy b jo kam bedili se kiya jaye us main kamyabi nahi milti hai.is liye mehnat se aur dil laga k kam karna chahye taa k kamyab ho sakain.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading may Dil laga Kar kaam karna chaheay

                  yes jo jitne mahnat kare g otna phal pae ga is leay forex ma dil laga kar kam karna caheay apne khawab pore kane k leay ap jitne mahnat kar sakte han ap karein kun k kisi b medan ma tarake k leay mahnat zarori hote ha pak goreex b mahnat talb kam ha kuchh log is ko bohat easy leaty han magaar yyey itna easyy nai ha is ko samajne k leay bohat mahnat ke zarorat hote ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading may Dil laga Kar kaam karna chaheay

                    Ji aisa hi hy bht se members aisay hain jo start main bht intrest laitay hain or bht josh se kaam kertay hain lekin junhi koi loss hota hy to wo disheart ho ker kaam chorr daitay hain aisay ni hona chahiye loss to business ka part hy humain loss se disheart ni hona chahiye balkay or purrjosh ho ker kaam kerna chahiye
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading may Dil laga Kar kaam karna chaheay

                      yes dear brother ! i agree with you ,forex trading ek aisa bussiness hay keh is main g jan se mehnat kerna perti hay her
                      pair ko achi terah analyse kerna perta hay ,our khoob dil laga ker ,hamtangosh ho ker ,relax ho ker trading kerna perta hay .
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading may Dil laga Kar kaam karna chaheay

                        Boss aap ki baat belkul thek h k forex mien jab ham kaam kerte hien tu as mien dil laga ker kaamkerna hota h agar ham as mien dil say kaam kerte hien tu phir ham as mien her bar kamyab ho sakte hien aur as mien kamaee b ker skte hien as lyee mien as mien her bar kaam kerta hun aur as mien kamaee b kerna chahta hun agar ham as mien dil say kaam kerte hien tu her kaam asan ho jata h.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading may Dil laga Kar kaam karna chaheay

                          g haan bhai jaan ap ne thek hi kaha hai kee ham ko as main yani forex trading main ham ko dfil laga kar as main kam karna chahiy hai ta k ham as main kmayb ho sake as main ham ko mihnat bhi karny chahiy hai tu hi ham as main kmayb ho sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading may Dil laga Kar kaam karna chaheay

                            Yes dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear mery kheyal me me itna janta hon agr ap forex trading business ko apna samjhty ho to apko is me dil laga kar kam karna hoga is me apko interest peda karna hoga tab he ap is ko learn kar sako gy earning k sath sath earning bhi kar sako gy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading may Dil laga Kar kaam karna chaheay

                              Gee bhi gee aap ny kaha ky member ko dil lagaker kam kerna chahaye ager ham dil lava ker forex main kam kerain gay you NY sirf hamain profit hasil ho ga balky kam kerny main maza bhi aata hay ager ham iss business main acha kam kerny ky liye time dyna chahaye.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X