Her waqat trading bhi loss ka sabab banti hai best entry point ka wait kerna chahiay
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Her waqat trading bhi loss ka sabab banti hai best entry point ka wait kerna chahiay
    Agar ham chahty hain ky her waqat hamari trade open rehy tou hamain kafi time trades ko loss main bhi run kerna perta hai lekin agar sirf best entry point find ker ky trade open ker lain tab hamain very short time main acha profit hasil ho jata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Her waqat trading bhi loss ka sabab banti hai best entry point ka wait kerna chah

    Bhai aap theek keh rhy hein agr hamari trades ziada waqt open hongi tu loss hony k chances bhi ziada hongy hamein market ko follow kr k achi entry ka wait krna chahiye jab market hamary favour mein ho tab hi trading krein tah k profit hasil kr sakein.
    • #3 Collapse

      Re: Her waqat trading bhi loss ka sabab banti hai best entry point ka wait kerna chah

      apki bat bilkul theak ha aik achha trader hr waqt trade naen krta balkay achhay waqt ka wait krta ha aur jb market mn apnay liay behtr smjhta ha k ab profit hasil kr skta ha to fauran trade lga kr profit hasil kr leta ha isliay market trend ko achhi trh read kia jay aur achhay time pa trade lgai jay to profit hasil kia ja skta ha
      • #4 Collapse

        Re: Her waqat trading bhi loss ka sabab banti hai best entry point ka wait kerna chah

        Bahot zeyda average key sath daily trades ka open karna bahot zeyda loss ka sabab ban sakty hey, best entry ka agar 1 month be wait kia jaye to traders ko wait karna loss se zeyda batter ho sakta hay, best entry jes point par ki jaye esy trades 100% big profit de sakty hey.
        • #5 Collapse

          Re: Her waqat trading bhi loss ka sabab banti hai best entry point ka wait kerna chah

          Yeah bhi zaruri nehi hai ky apka bonus aa gia hai ab us per trade laga di jaey agar aesa hi her month bonus aany per kia jaey tou phir kabhi bhi account save nehi reh sakta her dafa account wash hi hota rehy ga but agar best time for trade ka wait ker lia jaey tou hamesha aesy trade open kerny main kamyabi hi hoti hai
          • #6 Collapse

            Re: Her waqat trading bhi loss ka sabab banti hai best entry point ka wait kerna chah

            Yes brother !I agree with you ,forex trading ak risky trading bussiness hey is leiy is main jaldi nahin kerni chahiey ,achi terh
            markeet ko analyse kerna chahiy our signals ka wait kerna chahiey bilkul ek shikari ki terah ,jub ap ko acurate entary point mill jaey to trade laga dainey chahiey ,trading main jald bazi loss ka sabab banti hay .
            • #7 Collapse

              Re: Her waqat trading bhi loss ka sabab banti hai best entry point ka wait kerna chah

              g bilkul sahi kah rahy hain hume her waqat trading ko nahi open karna chahye is se hum bahoot baray loss main chly jaty hain is liye hume suitable time k wait karna chahye taa k hum achi trading kar sakian aur profit earn kar sakain.is liye soch samj k strong trade open karain beshk kam he kyu na ho liken lalch main her time mat open kar k rakhain is se loss pay loss hoga.
              • #8 Collapse

                Re: Her waqat trading bhi loss ka sabab banti hai best entry point ka wait kerna chah

                forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik real or kabe be band na hony wala business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Her waqat trading bhi loss ka sabab banti hai best entry point ka wait kerna chah

                  hamy raat din trading nahi karne chahey hamy aik time table bana kar kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar sakty hain forex aik online business hain hamy is mai entery point ka wait karna chahey pher kam karna chahey forex aik online or kabe be katem na hony wala business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Her waqat trading bhi loss ka sabab banti hai best entry point ka wait kerna chah

                    G han dear boht he achi bat ap ny ki hy...Jo log trade opn rkhty hn un min sy aksr wo hoty hn jin k account kafi bri ammoumt k hoty hn ya phir unhin trading ka pta ni hota q k aik acha trader hamesha time py trading krta hy or close kr deta hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Her waqat trading bhi loss ka sabab banti hai best entry point ka wait kerna chah

                      G bhai waqai hat Waqat ki trading be loss ka Sabaab hai. Mai n his sy trading seekho thi unhn n aik baat samjhai thi k hafty Mai aik do trade lgao mgr profit utna ya us sy zyda bnao. Baar Baar trade bnady Ko muqsan daiti hi
                      • #12 Collapse

                        Re: Her waqat trading bhi loss ka sabab banti hai best entry point ka wait kerna chah

                        forex aik legal business hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka balm nahi hota
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Her waqat trading bhi loss ka sabab banti hai best entry point ka wait kerna chah

                          hamy loss ko avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex trading students or house wife's ky liye bohat ache job hain hum is mai bager pasao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex aik real busienss hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X