Pehlay learning per earning

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pehlay learning per earning
    Forex trading may hamay kamyaab honay k liay sab say pehlay apne learning par tawaju Dena chahiay kionka is business may hum os waqth thak earning nahe Kar saktay jab thak hamari knowledge increase nahe ho jatha is liay traiding start karnay say pehlay is business ka experience buhut zarori hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pehlay learning per earning

    jee han phaly learning hoti hay phir earning ku kay kab tak hum kam ka knowledge nahi ho ha tu hum loss kran gay humay koi earning nahi ho gi is luia humay chyia ka hum phay kam ko smj lein phir earning ka b sucha ku kay yahan par earning treading say hoti hay or treadinh ka lyia knowledge or experience hona chyia otherwise earning nahi loss ho ga
    • #3 Collapse

      Re: Pehlay learning per earning

      Dear brother apki bat theak ha kisi bhi business mn kamyabi k liay pehlay uski learning bahot zroori hoti ha agr ap forex trading mn kamyabi chahtay hn aur achhi earning hasil krna chahtay hn to apko chayay k pehlay forex trading ko achhi trh learn kren to earning asan ho jay gi
      • #4 Collapse

        Re: Pehlay learning per earning

        forex trading mn humen kamyab hony k liye sub say phly learning krni chayi is say hum apny kam ko zaida acha bnna sakty hai jb tk hum learning ni kren gay to kamyab nhi ho sakty learning ko achi kren tb he ap ko earning ker sakty hai forex trading achi tarha learn kren is say earning asan ho gi
        • #5 Collapse

          Re: Pehlay learning per earning

          forex trading business mian kamyabi hasil karny kay liye ap ko forex ki learning karni chaye ap kay pass jitna zayada knowledge ho ga ap otna zayada profit hasil kar saktay hyn
          • #6 Collapse

            Re: Pehlay learning per earning

            BiLkul sahii kahaa Hai aap Ne dear foRex Main Kaamyaabi itNi JaLdi yaa Aasani Se Nahi miLti forex Main jiTni Zyaada practiCe ki Jaaey or Jitna zyaada market ko tiMe Diya jaaey pRoFit k Chances Bhi Utnay Hii Zyaada Hotay Hain isLiye jo bhi trader forex main kaamyaab hona chaahata Hai Usko Chaahiye j Trading Se PeHLay Market Ko Achi Tarha Samjhay oR uS K Baad Koi Bhi Trade lgaaey To KamYaabi K chanCes bhi Zyaada hoNgay.
            • #7 Collapse

              Re: Pehlay learning per earning

              Jee bhai ap ke baat bilkul theak hai.hum sab sy pehly trading sy related knowledge gain karna chiay aur sath sath trading ke practice demo par karain.is say hum loss say kafi had tak bachain gay.phr foran lalach ya jazbat main aa kar firan trading start na karain.jab tak trading par sahe aboor na mil jaye tab tk bas seekhtay rahain aur bonus ko zaya na karain
              • #8 Collapse

                Re: Pehlay learning per earning

                Forex mein learning tou bahut zaroori hai aur aap ko chahyea kay jo bhi new member aye uss ko brief kerain kay woh dou maheenay tak trading kay baray mein sochain bhi nahin aur din raat forex ka knowledge hasil kerain aur jab aap achay sae seekh jayain tou phir woh trading kerain tou iss sae unn ko kamyabi zaroor ho gi
                • #9 Collapse

                  Re: Pehlay learning per earning

                  Gee haan bhai yeh baat tou theek hai kay kisi bhi maam mein kamyabi uss waqt milti hai jab woh uss ko pahele sae seekhta hai aur jo kaam seekh ker kya jaye tou uss mein zaroor kamyabi milti hai aap bhi forex ko achay sae learn kerain aur phir iss mein kaam kerain tou kamyabi zaroor ho gi
                  • #10 Collapse

                    Re: Pehlay learning per earning

                    Gee brother aap ki baat theek hay ky membranes jinoo ny forex join kia hay oon ky liye Senior member informative posts kerain taky oon ky knowledge main izafa ho ga jiss say experience bhi maly ga tou byter toor per forex main kam ker sakain gy
                    • #11 Collapse

                      Re: Pehlay learning per earning

                      Yes dear brother !forex trading ek complete bussiness our trading department hey ,is main ghalti ki gungaish ki sooret main loss hota hey ,is liey first lerning uor bad main earning .
                      • #12 Collapse

                        Re: Pehlay learning per earning

                        G dear brother aap nay teak kaha hai main jab forex trading ko start kya tha too 15000 rupees earn kya tha lakeen us kay bad main gold per trading ke us ka mra experience nhe tha too mra account wash ho gya es laiy learning aur earning bhi kafi zaori hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Pehlay learning per earning

                          Beshk ap ny thek bola phly learing zaroori hai earing hasl krnyy liyee jo bi kam ho beshkkoi bi kam ho forxs ky relted na bi ho jb tk ous ki infromtion ni ho gei wo kam ap ko fida ni de ga isei tara forxs main agr kamyab hona chaty hai sub sy phly key jo ap ko kamyb kar skti hai wo hai learing wo apni learing ko best kryy our seniors member ko chiyee apna knowdlge share krtyy raha kryy jis syy nsw members fida leyy skyy.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Pehlay learning per earning

                            forex aik asa business hain jis main learning ky sath earning be hasil kar sakty hain ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main fukk time be kam kar sakty hain hamy ham demo account par daily practice kar ky achi learning hasil kar sakty hain ham isy apna lifr time profession be bana sakty hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X