Orders ko loss me dake kar emotional nahi hona chaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Orders ko loss me dake kar emotional nahi hona chaye
    emotional hony ki waja ye hoti hay key ham jesy hi MT 4 terminal open karty hey aur orders ko loss me dake kar emotional ho jaty hey es satiation me ya to ham ye loss key orders close kar lety hey ya esa koi decision le lety hey jes ki waja se hamara account mazeed loss ki taraf move karny lagta hay, traders key ley yahi time hota hay emotional ko avoid karny ka es condition me esa decision lena chaye key orders loss se profit ki taraf move kar saken.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Orders ko loss me dake kar emotional nahi hona chaye

    Dear fellow emotions is business ka hisa hay kionka agar aap ke trade musalsal loss may jaa rehe ho tho aap ko buhut pareshani hothi hay lekin it's a part of business hamay trade laganay say pehlay os pairs ke analysis ko buhut study karna chaheay per loss k chances buhut Kum hothay hay
    • #3 Collapse

      Re: Orders ko loss me dake kar emotional nahi hona chaye

      Billkul ap na tek kaha ha k order ko loss main daikh kr emotional nhn hona chahia aur waisa bhe trading main apni emotions pa control rkhna chahia iss main wohi kamyab ho skta ha jo apna emotions ko control main rkha aur consistant rha take hardwork krna sa profit bhe gain kr ska jo apna emotions ko control main nhn rkhta wo ziada tar loss he krta haintrading main
      • #4 Collapse

        Re: Orders ko loss me dake kar emotional nahi hona chaye

        Hamari trade loss my bhi jati hyesa jai ho sgta hy k trade loss my na jaye pr ham ko us taime sr krna chiya our market ko achi trha sy analysis kr lyna chiya taky ham is kam.my phr loss sy bach sgy our ya emotional kbhi kisi sorat my nai hona chiya ya sab sy bri waja hyloss krwany ki
        https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
        • #5 Collapse

          Re: Orders ko loss me dake kar emotional nahi hona chaye

          G han bahot bar aysa hota hai kuch trader jab oder kar chuky othy hain to un ko trade main loss hona stat ho jata hai or jab wo trade ko loss main dekhty hain to wo dil bardashta ho jaty hai or emotions main a ker apni trade ko close kar dety hain ager ap ki trade lose main ja rahi ho to usy forun close mat karyn is say ap ko or ziyada loss othna perta hai
          • #6 Collapse

            Re: Orders ko loss me dake kar emotional nahi hona chaye

            hanji hbai ap thek kah rhay hain fnew trader ki yehi galti ki wjah say loss hojata hai k jab new trader trade put karta hai tub wo trade ager thori see bhe nuksan day rahi ho tu wo dar jata hai uss dar ki wjah say next trade par bhe asar parta ha aur confsuion ki wjah sy loss ho jata ha es leay aik trade lga kar us k tp aur sl ka wait karna cheay.
            • #7 Collapse

              Re: Orders ko loss me dake kar emotional nahi hona chaye

              Yes ye trika theek ni hai.hmen awal to br br order hi ni daikhna cahhye bl k agr hmari entry theek hai to hmen patience k sath wait kr lena cahhye.ye wait 4.5 hours ka b ho skta hai. Dorsi suret me hmen Stop loss laga daina chahey taky mazeed loss se hm pressure me na aa saken.
              Be Cool during trading.
              • #8 Collapse

                Re: Orders ko loss me dake kar emotional nahi hona chaye

                Yeh situation aksar new traders ko paish aati hai jb unki open trade loss mein hoti hai tu woh confuse ho k trade close kr dety hein ya phr preshani mein loss ko recover krny k liye aur trades open kr lety hein jis se unka loss increase hona shuru ho jata hai aksar okat account wash ho jaty hein,loss mein apny mind ko cool rakhna chahiye aur koi bhi ghalat decision nahi lena chahiye.
                • #9 Collapse

                  Re: Orders ko loss me dake kar emotional nahi hona chaye

                  Dear loss and profit is part of trading ap ne thek bola loss ko dekh k emotional nhn hona chaiye q k jab b ap es business emotional ho gy ap ko loss ho jaye ga aur ap at the end faida hasil nhn kar sako gy lehaza ap ko chaiye k ap mehant karo aur apni trading ko behtar se behtar banao aur acha earn karo forex aik behtreen business hai jo ap ko mehnat k bad he faida de skta hai lehazaa ap ko traidng mai behtar se behtar tarhra se kam karna ho ga au rap ko faid ab haisl karn aho ga...
                  • #10 Collapse

                    Re: Orders ko loss me dake kar emotional nahi hona chaye

                    G bhai apsy bilkul agree krta Hn K hmein order loss me Daikh k boht Zyada emotional Aur jzbati nhi ho Jana chahyaya Belkeh Sabr ka muzaehra krna chahyay. Sabr ka phul meetha Hota hy. Emotional ho K hum Aksar Ghlt decision lay baithty Hn jo bd me Sirf pa6tawa reh jata hy. Isliye Hme emotional bilkul nhi hona chahyay trading K Duran
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Orders ko loss me dake kar emotional nahi hona chaye

                      G bhai ap ki bt bilkul thk ha ye masla hota ha hamary sath k hmri trade jb loss mein ati ha tu hm us ko dailh k preshan ho jaty haen aur esi tention mein hoty haen k kb ye profit mein jye ge.me sirf itna kahn ga k ye koi tention wali bt ni ha jb ap trade lagaty ho tu phly wo loss mein hi rehti ha kafi time k bd wo ahsta ahsta profit mein ati ha.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X