Knowledge aur experience ka hasil karna kinu zarori hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Knowledge aur experience ka hasil karna kinu zarori hay?

    g han brothers Knowledge aur experience say he ap forex main success ho paty hain ager ap k pas Knowledge aur experience na ho tu ap kabhi bhi forex main aik kamyab trader nahi ban paty hain es leay sab sy pehly demo account par practice kar k Knowledge aur experience hasil akren phir he real main kam karen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Knowledge aur experience ka hasil karna kinu zarori hay?

      Bhai jaan FoRex Trading Main Kaamyaab Honay K liye KnowLedge oR Experience ka hoNa Bhot Zyaada Zaroori Hai q k FoRex Trading Main knoWLedge Or expErieNce K Baghair ProFitabLe trading kaRna naa Mumkin hai isLiYe HuMen ChaahiYe k TradiNg Main kaamyaabi HaasiL karnay k LiYe FoRex Ko Zyaada se Zyaada TiMe Den Or har Haal Main learning jaari rakHeN.
      • #18 Collapse

        Re: Knowledge aur experience ka hasil karna kinu zarori hay?

        JAb tak ap kay pass knowledge or experience na hoga us waqt tak ap achy trader nahi ban sakty so ap ko chiye kay trading karny kay liye knowledge or experience lazmi hasil karyn or ap ko forum per ziyada knowledge hasil hoga or experience ap ko demo per practice karkay hoga
        • #19 Collapse

          Re: Knowledge aur experience ka hasil karna kinu zarori hay?

          yes my dear friends jesa k ap jante hain k forex trading aik online business hai as main agar koi bhi ho ga us k pass agar knowledge nahi hao aoee experience bhi nahi hao tu wo as forex trading main kam nahikar sake gaa ye tu forex hai agar oi aor bhi online business hota tu us main bhi koi knowledge aor experience nahi hai tu wo us business main bhi kam nahi kar pate as main ham ko online business main kam karne kee liy hamre pass as main knowledgeka hona bohat zarory hota hai as liy ham knowledge ke beghaer ham ksis online business main kam nahi kar sake gee
          • #20 Collapse

            Re: Knowledge aur experience ka hasil karna kinu zarori hay?

            Dear ap thek keh rahe ho forex mai jab hum kam karain gain tu he hum es business mai acha kam kar sssskte hian os ki ak he reason ho skti hai aur wo hai ap ki learning lehaza ap ko learning karni hai smjhna hia es business ko seekhna hai ta k apk oidea ho jaye k ye business ap ko kese aur behtar faida de skta hai agar ap ne jald bazi ki tu ap ko loss hone k chance b hain lehaza ap ko aysa nhn karna...
            • #21 Collapse

              Re: Knowledge aur experience ka hasil karna kinu zarori hay?

              Knolige our ya sab hasil krna is liya zaori hy k jb tak ham ko trading k bary my jai pta chalta hy tb tak ham is kam my kamyab nai hoty hy trading my kamyab hony k liya sahi achi trha sy knolige hasil jkrna chiya phr ham is kam my bhot agy ja sgty hy jhsy har trader ki wiss hoti hy
              https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
              • #22 Collapse

                Re: Knowledge aur experience ka hasil karna kinu zarori hay?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                Forex market without any reason key kabi be up ya down movement nahi kar sakti aur na hi es ka control kesi person ya company key hand me hay, Traders fundamental analyzing ko agar understand kar lety hey to wo understand kar sakty hey key Forex market ki movement ki asaal waja kia hay, technical analyzing se be market ko samja ja sakta hay.
                Assalamualaikum ji bhaijaan Forex trading main aapko experience Hasil karna bahut jyada Zaroori Hota Hai experience app online taafi saree websites Hasil kar sakte hain ok aap apne analysis Kesariya Karenge status ko technical analysis karna Zaroori Hota Hai Jiski wajah se ho market ki movement ko samajh mein ahsani Hasil kar leta hai
                • #23 Collapse

                  Re: Knowledge aur experience ka hasil karna kinu zarori hay?

                  Dear member ap na bhut he ache bat ke ha k knowlege aur experience ka hona kitna zarori ha iss ka answer ye ha forex trading main sab sa ziada important he ye dono chezain hain k ap k pas forex ka knowledge hona chahia ap ko market k trends aur movement ka ilm hona chaia take ap acha sa trade lga skain aur profit earn kr skain aur agar ap ko knowledge ha tu experience gain krain kion k theory aur practicle dono sath hona chahia
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Knowledge aur experience ka hasil karna kinu zarori hay?

                    Mary khyal main knowledge ka hona bahut zaroori hy AGR ap Kay pass knowledge ho ga to ap achi threads post kar sakyn gyn Jo ap ko bonus increase karny main madad karta hy or experience time Kay sat sat hasil ho jata hy

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X