Post kernay ki limit ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Post kernay ki limit ?
    Kia koe dost bata sakta hay kay daily post kernay ki kia limit hay aur ye kis tarikay say napi ja sakti hay. matalb ghanto main ya date kay change honay kay bad ham mazeed post ker saktay hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Post kernay ki limit ?

    forex ma kam karne ke limat yeh ha k hum daily ke 50 post carha sakte han agar hum is se zayada post carhaein gae to hamara account ban ho jae ga is leay behtar k hum wo kam kaaarein he na jis se hamein noksan ho daily ke 50 post carhana b itna assan nai hota insan ke poore tawaga kam ke taraf he hote ha or forsat k sat he bathna partta ha is leay 50 post ke requiment ha to 50 he carhane caheay
    • #3 Collapse

      Re: Post kernay ki limit ?

      Dear friend forex par agar ap kam karna chaty hain to apko post karna hoti hain dosti ap daily basis par 50 post kar skhty hain es sy ziada karny par apka account bolack b hosakta hai rozana 50 post karna itna asan kam nahi hai baht mahnat karni parti hai agr mahana 50 post b kary to apko itna bounas mil jay ga k ap apna kam chala sakhty hain
      • #4 Collapse

        Re: Post kernay ki limit ?

        g bhai forex mein bilkul posts krnay ke limit hai ap forum per din ke sirf 50 posts kr sktay hain agar ap 50 se zyada posts krein ge to ap ka account ban ho jaye ga isi liye forum ke limit mein reh kr posts krein
        • #5 Collapse

          Re: Post kernay ki limit ?

          Bhai jaan Pak foRex FoRum Py Posts ki liMit 50 Hai jabke Threads Ki Limit 4 Hai Humen ChaahiYe K Agar foRum Py Achi trah KAAmyaabi haasil kaRna Chaahaty hain or achi amoUnt main bonus Haasil KaRna Chaahaty hain to FoRex Rules k MuTaabiq hii PoSting ki Jaaey q k is Se humen Bhi Faaida HoGa or DooSray memBers ko Bhi oR Agar Limit Se Zyaada poSts Ta threads ki Jaaen To Woh Forum Ki Taraf Se FoRan deLete kar di jaati Hain.
          • #6 Collapse

            Re: Post kernay ki limit ?

            Forum per posting kerne ki limit 50 daily ki or 4 threads hain 50 posts daily ki zaroor kerni chahiye phir hi averrage achi banti hy or bonus bhi acha milta hy ager daily ka target app poora ker dain to humain zaroor acha bonus mile ga jis se hum trading ker k acha profit hasil ker saktay hain or apni earning bhi achi ker saktay hain
            TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
            Please visit my trading journal from here
            • #7 Collapse

              Re: Post kernay ki limit ?

              date ke change hone tk ek date me hum zayda se zayda 50 post kr sakten han and hum apne posting jo acha krne ke koshesh krne chahye js se logo ko acha faya ho sake agr hum daily 4 post lagte han to hum ko zayda se zayda 50 post ka reply bhe dena hota hye js se hum ko acha bonus melta hye
              • #8 Collapse

                Re: Post kernay ki limit ?

                G roz kee hum 50 posts krr sktai hain jin mrin hum apne r threadss createe kr sktaii hain ....is se agaar ziada hum.posts keain gy tO uskaa hmain kOi faidaa nhe hOgaa daily limit k andar rehtaii hOwaii he posting krne hOtee haii........aur haar rOz 10 se aglai 10 tk day chnge hO jata hai us k bd hum aglaai din ke posts kr sktaii hain
                • #9 Collapse

                  Re: Post kernay ki limit ?

                  posting ki limit 50 tak ki hai laki me sub ko yahi kahu ga k agar 50 se kam posting bhi ho jay to koi problem nahi hai bus ap apni wording ka haas dehan rakhe ku k agar ap ki wording theek nahi ho gi to phir ap ko bonus bhi acha nahi mily ga or ap ki posting ko koi read bhi nahi kare ga so please apni postings ki wording par focus rakhe shukria.
                  • #10 Collapse

                    Re: Post kernay ki limit ?

                    Bhi gee aap ny bilkul theek kahaa rahy hain k aik din main 4 thread oor 50 posts task ker sakty hain post kerty hoay copy paste say bachana chahaye oor informative posts karain taaky member ky knowledge main bhi izafa ho sakty.
                    • #11 Collapse

                      Re: Post kernay ki limit ?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: hony2018 پيغام ديکھيے
                      Kia koe dost bata sakta hay kay daily post kernay ki kia limit hay aur ye kis tarikay say napi ja sakti hay. matalb ghanto main ya date kay change honay kay bad ham mazeed post ker saktay hain?
                      Assalamualaikum Ji Bhai Jaan Mere Khayal mein agar aap forum par hai daily basis par 50 question Mein kar lete hain to koi problem nahi hai lekin Main Ek administrator se Pucha tha Dono ne bataya tha daily basis for unlimited post kar sakte hain actually main to administrator Koi Pata Hoga hum to save Apne Paas Hi idea hai Laga sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Post kernay ki limit ?

                        Dear pak forum par post karny ke limt daily ky hsab sy 50 tak hai likn ye limit Date ky hsab sy nhi hoti ky app ny shamm ko 50 ke hai to app sobha morning main koi post nhi kar sakin gy

                        post karny ka time perid 24 hours ky hsab sy chalta hai app ny jis time posting start ke the us time sy 24 bours tak 50 post ke limt hai
                        koshish krain k 50 post sy kam posting krain likn jo b post krain us main acha knowladge share krain ta k us ke quailty behtr ho jis ke waja sy app ko bonus acha mily
                        • #13 Collapse

                          Re: Post kernay ki limit ?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: hony2018 پيغام ديکھيے
                          Kia koe dost bata sakta hay kay daily post kernay ki kia limit hay aur ye kis tarikay say napi ja sakti hay. matalb ghanto main ya date kay change honay kay bad ham mazeed post ker saktay hain?
                          Main forum Pe Ek Saal se posts kar raha hoon aur old member Hoon mera post Jab Delhi ki 50 Hoti Hai Tu usse Jyada posts nahi kar sakta Lekin jo new members Hai Woh batate Hain ke post ki limit nahi hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Post kernay ki limit ?

                            forex trading business main acha bonus hasil karny kay liye zayada say zayada 1500 posty k arni chaheyn or rozana ka 50 posts ka task rakhyn or osay complete karny ki kosish karyn tan kay humay acha bonus mil sakhy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Post kernay ki limit ?

                              Bhai ap ka quetion buhut acha ha humain jaha tak pata ha vo ye ha ak din ma hum 4 thread our 50 post kar sakty ha baqi forum k rules ko dekna parega k rules keya ha kion k agar rules k against juch jarengy to acount bann ho sakta ha thanks very much

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X