which chart is more useful?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1456 Collapse

    slaam to all members.. bhi ya app ki trading strategy per depend krta ha app usi hasab sa time frame use kro ga agr app short term trading krna chahta ho to app ko m1 sa m15 mah kaam krna ho ga ur agr long term to h1 ur h4 mah normaly h1 ur h4 mah kaam krta hon baqi market ki movement ka hasab sa diffrent time frame use krta hon jo ka acha result da..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1457 Collapse

      yes dears ap koi bhi chart ko laga lo useful rehta hai. bas ko idea hona chaeye k market ab is time kahan ko movement kare gi is ap pehly se ready hona parta hai. sare chart hi ap k lye useful rehte hain.
      • #1458 Collapse

        G wesyto hr trader apny apny time frame ky hisab sy trade krta hy but sub sy acha aur new aany walon ky leay jo chart pehtereen hy mery hisab sy wo 1 hours aur 30 mintswala hy kuen ky ap in chart ki madat sy short time trade kr sakty ho
        • #1459 Collapse

          mare bhi ma to is ma abi new ho our is ka maju kopi b alam b nhe hay q ik ma na abi terding ko start hi nhe kia majua forex ko jono kis abi 5 day how hay is lay ma is ma sarfi abi hard working kir rhay ho i am new terd but ma to abi is ka knowledg our experince hi hasal kir rhay ho
          • #1460 Collapse

            Bhai jan saray charts e bht eham htay hain lakjn agar app weekly aur daily pay analysis karein to app long term kay liye faida uthaa sakty hain aur app ka profit v bht ziada ho sakta hay uce trah apka stop loss v badh jaye ga lakin better yehe hay kay app high time frame main analysis karein
            • #1461 Collapse

              dear friends market mai invest karny ky liye ap ky pas best knowledge or experience hona chahiye agr ap new to ap h1 py ap market ko watch kary is mai ap ko loss nahi hota or h4 or h5 use kary ly lyie ap ki learning bohat achi honi chahiye
              • #1462 Collapse

                Taime frame my h1 our m30 our h4 ka jo chat hota hy ya ham o bhot achi trade bhi lgwata hy our is sy ham ko bhot zeada pips bhi hasil ho jaty hy jis sy ham bhot zeada profit bna sgty y who bhi bhot zeada aram sy our ya kam bhot zeada phr ehsan lgta hy ham ki our phr dil lga rahta hy hamra is my
                • #1463 Collapse

                  Dear friends forx trading mey .chart bhot use ful huta hy issy ap ko market ka pta chlta hy ...or ap ko indicator b dyta hy agr ap chart ko sai smj skty hyn to ap trading mey kam yab ho sakty hyn....chart sy ap ko technical analysis ka pta chlta hy.....5m 10m 1week 1month.ye sb ap ko trading mey sport krty hyn
                  • #1464 Collapse

                    sorry maNAY ABE TRADING START NHE KI HA IS LIAY MAJY IS MA KIO EXPERINEC NHE HA TO IS LIAY MA AAP KO IS KAY BARY MA NHE BTA SAKTA HO OUR YA AIK BEST BUSINESS HA IS MA har kaam mind sa ka jata ha our ya aik knowlged wala business ha
                    • #1465 Collapse

                      is forex main chrt ko dekh k bi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur sucess hony k liye si k bary main analyse kar k hi hum achi trade karny main bi koi mushskil na ho saky gi aur hamain is k bary main profit hasil karein gay
                      • #1466 Collapse

                        Assalam o alikum dear friend me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot acha sawal kia hy dear ye to trading kay lehaz sw chart hota hai kay hum kis tarha trading kr rahy hai aor kis tarha trading kry gy ais liay hum ko phly dekhna hai kay hum trading kn si kr rahy hai aus kay bad decide krna hai kay kn sa chart ais kay liay behtar hai jis se hum ko zaiyda info mily gi aor zaida faida ho ga
                        • #1467 Collapse

                          mrket main rules ko mind main rakh k hi trade karni ho gi aur market main is k bary main experience k begair hum sucess hhon gay aur chrt ko dekh k hi trade karni ho gi market main movement ko dekh k hi trade karni ho gi market main analayse kar k hi hum sucess hon gay aur hamain market main loss say bach sakty hain
                          • #1468 Collapse

                            market main rules ko follow kar k hi achi trade karny main bi asani ho saky gi aur market main plane kar k hi hum run karein gayy aur market main emotio ko kabo main rakh k hi hum achi trade karny main bi asani ho saky gi aur market main chrt ko dekh k trade karni ho gi tab hi hum sucess hhon gay ta k loss kam ho
                            • #1469 Collapse

                              market main rules ko follow kar k hi hum achi trade karein gay aur chrt ko dekh k market main achy say dekh k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain market main is k bary main hard work kar k hi hum acha earn karny k kabil hho sakty hain aur hamain market main trend ko use kar k hi hum suucess hon gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1470 Collapse

                                market main chart ko dekh k hi hum achi trade kar sakty hain aur hamain market main is k bary main demo main practice kar k hi hum achi trade karny main bi asani ho saky gi aur hamain market main emotion ko kabo main rakh k hi hum achi trade karny main bi asani ho saky gi aur earn karny main bi asani ho saky gi

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X