luck ya planing

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    meray bhai yahan luk bohat kam aur planning zaida chalti ha is liye ye zarori ha k ap k pass planning honi chahiye aur wo b strong.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      dear ap ne bahut acha question kia hy jab ap forex pe trading karte hain to ap ke pas proper planning r stratgy honi chahye ta ke ap ko kisi bhi kism ka koi problem na ho r ap ko experience r profit mile
      • #78 Collapse

        bhai mery khayal se to jab tak hum properly learn nhi karty forex ko tab tak hum kch bhe earn nhi kar skty yahan se , fr ghlti hamari apni hoti hy or hum qismat ko kosty rhty hen
        • #79 Collapse

          janab ye kaam he koi game nahin he jo luck pe chley is liye is main pori tiyari k sath inter hona chahey ta k is se faidah uthaya ja sakey na k nuksan ye kaam shru kerney se phley sekhna zarori he
          • #80 Collapse

            bhai mein forex mein dono ki hee zaroorat ha plan bhi aur luck bhi is se ap kay pass losses kay chances kum ho jatay hain
            • #81 Collapse

              mere khayal main dono ka hona zaruri hai agar ap luck par chor do ge to ap ko loss hoga aur planing pe chor do ge to b ap ko loss hoga is lie dono ka khayal rakhna chahiye
              • #82 Collapse

                is kaam men sb sy pehly apko is k baary men sb kuch pata hona cahahiye. kyun keh agr ap k pas knowledge ho ga tab he ap ko faida ho ga. dosri bat k her kaam men luck to boht matter krta hai cahaahy wo apki zindagi ka koi b kaaam ho. lekin ap mehnat karo ar skills lo. luck sy ziyada ye matter kerti hai
                • #83 Collapse

                  Forex ak bussines ha or bussines ko kerny se pehly us k bary men knowledge hasil kerna buhat zarori ha or phir is mein perfection buhat zarori ha or in sab k bad ap ki luck ha us ka b sath hona ap ko zyda profit deta ha
                  • #84 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: daniya143 پيغام ديکھيے
                    forex trading mein hme luck ka soch k kam krna chaye ya ak achi tarah mukammil taiyari kr kr ke apne capital ko dkh k planning ke sth trading krne chye plz share ur comment tu all ur freinds us
                    agar ap ak plane karte hai ke main ne kase chalna hai to vo ap ke liye sahi hai har kam planing ke sath ho to hi acha hota hai our luck to ap ka is kam main lie karta hai acha luch jo ap ko is kam main earn karvata hai.
                    • #85 Collapse

                      bhai jaan mai forex mai new member he hu maine haal he mai forex join kia hai is waja say mje is bare mai itna ilam nhe hai mai yaha per to daily basis per learning he kar raha hu mai samjta hu forex per trading karna humare liye itna asan nhe hota hai humay ache say study karni chaiye
                      • #86 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: daniya143 پيغام ديکھيے
                        forex trading mein hme luck ka soch k kam krna chaye ya ak achi tarah mukammil taiyari kr kr ke apne capital ko dkh k planning ke sth trading krne chye plz share ur comment tu all ur freinds us
                        bhai ji is mai planing ki too bhoot zyada zrorat hai or is kay sath sath ap ki luck ki be importance hai q kay agr ap planing sy kam karo gy to agr kuch thek na howa ho to or apko profit be ho jay to is mai apki luck kam karti hai...................
                        • #87 Collapse

                          Bro is main Luck tu kabhi kabhi sath seta hai but Planning say hUm is main Success hasil kar sakty hain ,,, Q k Planning Hum Puri soch Samjh kar trade lagaty hain jissay Hum 90% is main Profite Gain kar sakty hain...
                          I Neend Good friends............ :confused:
                          • #88 Collapse

                            planing aur luck both hai aur forex mein success ky liye aap ko forex tips par, concentrate karna hota hia aur aap ko demo par trading kary ky apni ,skills ko improve karna hota hia aur studnets ky liye yeh business bohat, suitable hia aur aap is ko as a part, time work kar saktay hain.
                            • #89 Collapse

                              jee bilkul sahi kaha hai apne lekin mere khayal mian humain planning ko first priority deni chahye kyun kay yeh toh boaht he zayada important hoti hai or sub say acha hota hai ap planning kay sath trading karain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                forex forum mein planning bohut xaruri hai balke sirf forx hi nahi balken koi bhi kaam hum plaaninng ke bagher nahi kar sakty hame pehly planning karni parti hai tab hi hum kaam start karty hai or aghar luck bhyi sath ho to sony pe suhaga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X