umeed ka daman kisi surat main nai chorna chaye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    umeed ka daman kisi surat main nai chorna chaye.
    dear kabhi kabhi ham lose say ghabra jatay hain aur forex ko ya kisi aur business ko chornay a faisla karnay lagtay hain yeh baat hamain apnay mined main rakh k kaam karna chaye k lose wapis profit main change ho jata hay kabhi bhi umeed ka daman nai chorna chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: umeed ka daman kisi surat main nai chorna chaye.

    Dear apki baat bilkul teek hay kiun kay aksar traders ko jab trading ma loss hu jata hay tu wo hosla haar detay han aor samjhtay han kay ab forex trading ko mazeed jaari rakhna unkay liye fazool hay halan kay loss huna tu aik normal si baat hay aor ager loss hunay kay baad ager hum mazeed mehnat say kaam karay tu acha khasa profit hasil ker saktay han.
    • #3 Collapse

      Re: umeed ka daman kisi surat main nai chorna chaye.

      G han na umeedi hi nakami ka sabab banti hy, hamesha mehnat karni chahye aur phir reward ki umeed bhi rakhni chahye lekan kuch hasil karny k lye mehnat lazmi hy agar mehnat nhe to phir umeed bhi nhe rakhni chahye, pora month post k bad bounas bhi mil jata hy esi taraha umeed pe dunya qaem hy
      • #4 Collapse

        Re: umeed ka daman kisi surat main nai chorna chaye.

        G bilkul apnay bilkul sahi kaha ke umeed ka daman kisi sorat nahi chorna chahiyay que ke kusi bhi chez main kamyabi pur umeed hona par munahisar hoti hai is leye chotay chotay losses say dilbardashta nahon balkay mehnt kartay rahen ap yaqeenun kamywb hongay que ke umeed hi par duniya qaim hai agar umeed khtam ho jaye tou sub khtam ho jaye
        • #5 Collapse

          Re: umeed ka daman kisi surat main nai chorna chaye.

          G han wo kehty hain na umeed pay dunia qyam hai so ap ko umeed nahi chorni chiye kyun kay beyumeedy say ap achi trading nahi kar salty ager ap ye chaty hain kay ap ko trafe main profit ho to ap pur umeed ho kar trade open karyn or achy say markeet ko study karny kay baad trade lagyn...
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: umeed ka daman kisi surat main nai chorna chaye.

            Yes dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ko hai dear mery kheyal me umeed ka damin hamen kesi bhi hal me nhe chorna chahye or hamen hamesha he achi umeed rakhni chahye qk insan jesa sochta hai or jesi umeed rakhta hai usy wo he milta hai lehaza hamen apni soch or umeed ko musbat rakhna chahye

            اب آن لائن

            Working...
            X