Dosroun ki ghaltioun sae seekhain khud ghaltioun sae bachain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dosroun ki ghaltioun sae seekhain khud ghaltioun sae bachain
    Kuch traders ka kehna hai kay jub tak traders khud ghalti na keray woh forex nahin seekh sakta jab kay mein yeh kehta hoon kay yeh zaroori nahin kay trader khud ghalti keray balkay agar woh aik successful trader banana chahta hai tou ussay doosroun ki ghaltioun sae seekhna ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Dosroun ki ghaltioun sae seekhain khud ghaltioun sae bachain

    Forex mein tou ghaltian tou her trader sae hoti hain chahyea woh senior ho ya junior lakin forex mein kamyab wohi traders hotay hain jo forex mein apni ghaltioun ka analysis kertay hain aur result milnay per woh ghaltian dobara apni tradings mein repeat nahin kertay
    • #3 Collapse

      Re: Dosroun ki ghaltioun sae seekhain khud ghaltioun sae bachain

      Well ap ne theek kaha k humain dosron ki galtion se seekhn cahiay take khud wo galti na kar sakain aur un se bache reh sakaim lekin aesa boht kam hota hay k hum dosron ki galrion se seekhain jab tak hum khud experiance nai karte hum kuch nai seekh pate isi tarha trading mainnjab tak humara khud k experince nai hota hum kabhi ache trader nai ban pate
      • #4 Collapse

        Re: Dosroun ki ghaltioun sae seekhain khud ghaltioun sae bachain

        Yes dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai k agar hum ne ais market mai kamyab hona hai to hum ko ye pata hona chaye k ais market mai agar hum ne kamyab hona hai to ais market mai hum ko ye pata hona chaye k ais market mai hum ne kaisy kaam karna hai agar hum ais market mai kisi aor ki ghalti se sabar sekh lety hai to aus mai ye hai k hum ko pata chal jata hai k hum ne ais market mai loss se kaisy bachna hai agar hum ais mai khud ghalti kary gay to aus se hum ko loss ho ga ais liay ais mai khud ghalti na kary to zayda behtar hai.
        • #5 Collapse

          Re: Dosroun ki ghaltioun sae seekhain khud ghaltioun sae bachain

          g esa hi hai k hum sub ko chahiye k hum sub dusro ki ghaltio se learn kare or khud bhi apni ghaltio se learn kare ku k ghaltio se learn karne se bohat kuch seekhne ko milta hai isi liye senior members bhi yehi kehte hain k agar ap se koi ghaltia ho jati hain to ap ko chahiy k ap apni ghaltio se kuch na kuch zaroor learn karte rahe or isi tarah hi ap ek ache trader ban sako ge.
          • #6 Collapse

            Re: Dosroun ki ghaltioun sae seekhain khud ghaltioun sae bachain

            G bhai apnay bilkul theek kaha hai jbtak insan ghlati nahi krta jbtak experience nahi ata q k insan ko aqal jo hai wo thookar khnay say hi ati hai or jb tak insaan ghalti na karen use andaza hi nahi hota actually insaan bachpan say burhapay tak aponi ghaltio say hi seekhta hai or actually insaan nakam usi waqt hota hai wo apni ghaltio say seeikhnay k bajai ye samjhay k wo ye cheez nahi kr sakta jb tak wo give upo karnay k bajai seekhay ga nahi wo kamiyab nahi hu sakta
            • #7 Collapse

              Re: Dosroun ki ghaltioun sae seekhain khud ghaltioun sae bachain

              Sahe bat ke learn from the mistakes of other and save your self from mistakes,,, jo trader kse 2sry trader ke glti sa learning nae krta wo Kabi profit full treading and Kr skta so trader k exprince sa apni trading setup bana or save bano jis ma koi b repeated mistake na ho
              • #8 Collapse

                Re: Dosroun ki ghaltioun sae seekhain khud ghaltioun sae bachain

                Dear dosroun ki ghaltioun seekhana chay his say ki kyabi yakeeni hay oor aager aap khud ko ghaltioun bajaoo ISSI main aap ki kamyabi hay forez main bi Jo log dosroun ki ghaltiium say seekhama chat oor in ghaltioun say bajna chat.
                • #9 Collapse

                  Re: Dosroun ki ghaltioun sae seekhain khud ghaltioun sae bachain

                  Friend main apki baat se agree kerta hon. Dekhain apni mistakes se seekhna koi bhi experti nhen hey. Samjhdar trader woh hota hey jo dosry trader ki ghaltion se sabeq hasil kery. Ager khud mistake ker key sekhna hey to phir yeh to kaam kafi nuqsan deh sabit ho sekta hey.
                  • #10 Collapse

                    Re: Dosroun ki ghaltioun sae seekhain khud ghaltioun sae bachain

                    Bilkul janab aap nay sahi kaha hai.Dusrey traders jab forum pay apna experience share kertay hai to humey chaiye kay hum unki ghaltioo sey sabaq haasil karey or un sey seekhay phir wo ghaltiaa na dohraey.Humey chaiye kay aisi koi ghalti kernay sey pehlay he samajh jaey kay ye step humey loss dey ga iss tarah hum apnay aap ko ghaltioo sey bacha kay bhi achay trader ban saktay hai jis mai ziada behteri hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Dosroun ki ghaltioun sae seekhain khud ghaltioun sae bachain

                      Sab say smajhdar aur wise admi wohi hota hay jo doosron ke ghaltion say sabaq seekhy. jo banda khud say ghaltian karna shuru kar day aur doosron say sabaq na seekhy jo is market main pehly ghaltian kar kay loss kar bethy hain wo kabhi bhi kamyab ni ho sakty. balky jab tak unhen ehsas ho ga wo utni dair tak to waqt kho chuky hon gy.
                      • #12 Collapse

                        Re: Dosroun ki ghaltioun sae seekhain khud ghaltioun sae bachain

                        forex mai hamy mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex aik legal business hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Dosroun ki ghaltioun sae seekhain khud ghaltioun sae bachain

                          g haa sir aap ny theek kaha hum to khud new members hai lakin pehly to knowledge gain karna chaheye phir experience after that hamain trade karna chaheye. Aur kisi ghalti ki gunjaish nahi honi chaheye

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X