Informative posts per reply na kerna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Informative posts per reply na kerna
    Aksar dekha hai kay maximum log kisi bhi informative post per reply nahin kertay aisa kyun hai kya unhain woh informations samajh mein nahin ati ya unn ka forex mein knowledge kaam hai aap ko jo bhi pata ho aap reply mein zaroor likhain aur agar nahin pata tou uss mein sae question bana ker likhain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Informative posts per reply na kerna

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
    Aksar dekha hai kay maximum log kisi bhi informative post per reply nahin kertay aisa kyun hai kya unhain woh informations samajh mein nahin ati ya unn ka forex mein knowledge kaam hai aap ko jo bhi pata ho aap reply mein zaroor likhain aur agar nahin pata tou uss mein sae question bana ker likhain
    forum intune information wali post share ki Jati hain woh isliye Hoti Hai takat new members in colon Karke in girl ply current organs se sikhe hai lekin bahut Sare log new is Jo hote hain wo Phoneky posts ka reply nahi karte ho new posts karne lag Jate Hain
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Informative posts per reply na kerna

      Ji hame information wali post ke upar zarur reply karna chahiye kyun kay is se hame experience milta Hai Jab Tak hum kis kam mein experience nahi len ge tab tak hum successful nahi ho sakte successful hone ke liye hame zyada se zyada post Karni chahiye wo be information wali post ke upar bs ya he ak rasta hay humari success ka
      • #4 Collapse

        Re: Informative posts per reply na kerna

        Kuch log jo k new hn wo post ko samjh ni skty aur purany log usko repeated considered kr k skip kr jaty hn. Kuch logo ki writing bi itni buri h k kuch samjh mn hi ni ata. Lakin agr hr post ko peha jay aur us ko apny knowledge k mutabiq reply kia jay to na sirf knowledge increase hota h bl k apki posting limit bi aram sy complete ho jati h. zayada sy zayada daily ki 4 thread khud sy creat krni hoti hn jo k aram sy ho jati hn. Us k baad posts ko sakoon sy perhain aur agr pta na ho to us mn question krain ta k baad mn post krny wala apko reply kr dy ya alag sy thread bna kr post krain. es sy queries solve hun gi.
        Just view ???, Like kon kry ga???
        • #5 Collapse

          Re: Informative posts per reply na kerna

          Dear ap k samny agar aisi post aa gai hai jis k bary mai ap ko pata hai aor ap ko pata hai k ais mai kafi achi information share ki gai hai to ap ko chaye k ap aus par reply kary agar ap aus par reply kary gay to ap ko ye pata chal jaye ga k ais forum par ap ne jitna kaam kia hai aus ka ap ko acha bonus mily ga kun k ais mai ye hai k jab ap achi posts par reply karty hai to aus k badly ap ko acha bonus milta hai ais mai ap ki jitni zayda mehnat hoti hai aus k hisab se ap ko ais mai bonus mita hai.
          • #6 Collapse

            Re: Informative posts per reply na kerna

            Forum per aksar senior members ki posts bahut zayada informative hoti hain aur iss kay lye aap sub ko chahyea kay aap log forex mein forum per aise posts ko zaroor reply kya kerain iss sae aap kay knowledge mein bahut zayada izafa ho ga jis sae aap ko forex mein kamyabian milain gi
            • #7 Collapse

              Re: Informative posts per reply na kerna

              forex ka aik assool men nay khud azmaya hy keh log informative posts per reply nahin karty hen uc ki aik khaas waja jou aap nay bhi batai hy keh logon ka forex kay baaray mn ilm kam hy baat aap ki theek hy logon ka itna ilm he nahin hy keh wo information ko discuss kar saken , mera aap sab ko mashwra hy keh aap jo bhi informative thread hy uc pe reply lazmi karen , aap ki yeh post zinda rehtihy koi bhi ic ko delete nahin karta.
              • #8 Collapse

                Re: Informative posts per reply na kerna

                Ho sakta hau jesa ap keh rai hain wesa hi ho lekin pak forum par kadi members hain jo k har thread ka replay karte hain aur informative threads par kam replay ki aik wajha ye bhi ho sakti hay k is forum par kam karne wala har member trader nai hay aur un k pass zada information bhi nai is kaam k baray main jis wajha se har thread ka repaly har koi nai kar sakta
                • #9 Collapse

                  Re: Informative posts per reply na kerna

                  Ji bilkul theek kaha aap ne kiu k Pak forex forum p posting karne ka maqsad hi forex k mutaliq seekhna ha , jis kisi baat ka hamain nahi pata use pochna chahye, aur agar hamain kisi baat ka pata ha to hamain dosrey members ko us k mutaliq btana chahye , jis post ya thread ki agar samaj nahi aati k is ka kia reply kia jaye to hamain wo b pooch laina chahye kiu kisi se kuch pochne mein hamara apna hi faida ha , isi liye koshish karain k zyada se posts ko reply karain jitna b apko pata ha beshak wo hi jawab dain
                  • #10 Collapse

                    Re: Informative posts per reply na kerna

                    bhai me ap ki bat se bilkul sehmat nahi hun ku k ye forum posting k liye hai or agar hum posting nahi kare ge to knowledge kese spread ho ga lehaza mera to yehi opinion hai k agar ap ne apna knowledge increase karna hai to ap posting karte rahe or ye na dekhe k ap ko kis ka answer ata hai ku k jub ap answers dena shuru karo ge to automatically ap ka knowledge bhi increase hona shuru ho jay ga.
                    • #11 Collapse

                      Re: Informative posts per reply na kerna

                      Ji bhut se log esy hty hain ky jo informative pists lo parh to lety hain lekin unka reply denybki bjaye post ko leave kr jaty hain ya to un ko us post k mutaliq koi baat nahi ati to wo cmnt nahi krty is k ilawa ye possibility hti hai k wo sirf questions k answers dena psnd krty hain.is k ilawa wo wording change kr k usko new thread me post krny ka b soch skty hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Informative posts per reply na kerna

                        Dear jo log informative post per reply nai kerty woo ya to OOS post ko samaj nai path ya per woo log itnay informative nai hoty ky woo log iss post ka reply nai ker salty iss ki waja say woo log post per reply nai Kerry lakeen hain is waja say aapni informative post ko rokhna nai chay oor post kerty rana chat.
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: Informative posts per reply na kerna

                          Dear jo log informative post per reply nai kerty woo ya to OOS post ko samaj nai path ya per woo log itnay informative nai hoty ky woo log iss post ka reply nai ker salty iss ki waja say woo log post per reply nai Kerry lakeen hain is waja say aapni informative post ko rokhna nai chay oor post kerty rana chay.
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: Informative posts per reply na kerna

                            G han brother kuch aisa hi k forex members informative post k reply nhi dety.i think iski asal reason yhi h k kafi members ko iski samajh nhi ati qk unko forex ka itna knowledge nhi hota.jin ko knowledge ho unko zarur rply dena chahye ta baqi members ko faida ho.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Informative posts per reply na kerna

                              forex mai hamu information posts py be reply karna chahey forex aik real or kabe band na hony wala business hain hum is mai live or sada urdu mau trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X