pak forum per posting ke liy knowledge hona chay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    pak forum per posting ke liy knowledge hona chay
    dear forum members ager ap chahty hn ke ap ko her month forum se asha bonus mily to ap ke pass aik asha forex trading ka knowledge hona zarory hy ager ap ke pass knowledge ho ga to ap forum per posting ker sakin ge
    Signature removed by moderator
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: pak forum per posting ke liy knowledge hona chay

    Continue forum main posting kerty rehain tou knowledge khud ba khud hasil ho jata hai agar ham forum main posting job start kerty hain tab zaruri nehi ky hamary pas forex ka sufficient knowledge ho tab hi ham forum main posting job ker sakty hain ham other members ki posts read ker ky apna reply dy sakty hain aur agar related thread ka knowledge na bhi ho tou ham posts ko aesy bhi reply ker sakty hain ky main forum main new hun mujhy is ka ilam nehi hai
    • #3 Collapse

      Re: pak forum per posting ke liy knowledge hona chay

      Agaar hum pak forum.pr posting krnaa chhtaii haiinn...to hmaain to us k liyer hmarai ps knowledgee hOnaa chahiyaiii.....us k alwaa hm postss nhee kr sktaii haiinnn.....q k wo fzool hai usse hum apna time bhe waste kraiin .....aur bounss bhee nhee achaa miltaa agaar achaa bouns chhtai haiin too hmaian ache knowledge wali posts krné prhain geee
      • #4 Collapse

        Re: pak forum per posting ke liy knowledge hona chay

        Dear member Pakistan fourm ap ko knowledge share krny or knowledge gain krny ka best chance data hy especially jo trader hain wo full experience k sth post share krty hain ap knowledge gain ,,fourm ma exprince or knowledge full post milty hainy
        • #5 Collapse

          Re: pak forum per posting ke liy knowledge hona chay

          Har banda chahta hay kay usko bohat he acha bonus milay forum sey tou acha bonus lenay kay liye acha forex ka trading ka knowledge hona chahiye tabhi hamesha aap achi posts bhi kar sako gay jiss mei aap acha trading ka knowledge de saktay ho esliye aap ko chahiye achi posts pe acha knowledge do gay post ki quality achi hogi
          • #6 Collapse

            Re: pak forum per posting ke liy knowledge hona chay

            Forum pe bahut se kam education k log bhi posting kar rahey hen kam education ki waja se achi wording use nhi kar saktay aur kai aesay log thread aur posts ko sahee samaj nhi patay iss liay reply bhi nhi kar saktay aur agar posting k baray men knowledge hasil kar len k post kitni lines ki honi chahiay aur posting ki quality ko kesay behtr karna hey agar iss ka knowledge ho tu posting achi hoti hey
            • #7 Collapse

              Re: pak forum per posting ke liy knowledge hona chay

              Dear friend forex k baray mn knowledge hasil krnay k liay apko seniors ki poston ko achhi trh read krna chayay unki poston ko read kr k ap posting k bara mn knowledge hasil kr sktay hn is trh apko pta chal jay ga k posting kaisay krni hn jis sa apko bonus bhi achha mil skay
              • #8 Collapse

                Re: pak forum per posting ke liy knowledge hona chay

                Dear friend forex trading k business me knowledge aur experience ki zrorat hoti h isvk leye apne experts teacher se sekhna chaye aur sath seniors ki help bhe leni chaye ta k hum knowledge aur experience hasil kar k acha work karen aur forex me hum learning ziada karen is se posting ke knowledge me izafa hota h
                • #9 Collapse

                  Re: pak forum per posting ke liy knowledge hona chay

                  BiLkUL Sahii kahaa Hai aap Ne dear....Pak Forum Py PostiNg K LiYe Bhi KnoWLedge Ka HoNa BhoT Zyaada zaRoori Hai...agar KnowLeDge na Ho to inFoRmative PoSts NaHi Kii Jaa Saktein or Achi AmoUnt Main BoNus Nahi miLta...isLiYe HameN ChaahiYe k jiS Cheez K BaRay Main Confusion Ho Us K baray main Sawal KaR k Us ConFuSion Ko DooR KaRen...
                  • #10 Collapse

                    Re: pak forum per posting ke liy knowledge hona chay

                    Ji dafinately pak forum per posting kerne ka aim hi bonus laina hota hy or ye tabhi mumkin hy jab app ki posting achi ho gi or achi posting k lie app k pass acha knowledge bhi hona bht zaroori hy ager app k pass knowledge ni ho ga to app kabhi posting ni ker saktay is lie app pehle knwledge gain krain phir posting start krain takay app ko bonus acha mil sakay
                    TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
                    Please visit my trading journal from here
                    • #11 Collapse

                      Re: pak forum per posting ke liy knowledge hona chay

                      Yes boss jab ham pakistan forex forum mien posting kerte hein tu as mien hamary pass acha knolwedge hona hota h jab ham as mien acha knowledge hasil na kerte hien tu ham as mein posts ka reply na ker sakte hien as lyee hamain as mien apny knowldge ko increase kern hota h aur haamin as mien as had tak kaam kerna hota h jab ham as mien aik expert ban jat hien aur as mien her baat jan let hien.
                      • #12 Collapse

                        Re: pak forum per posting ke liy knowledge hona chay

                        ghaan bhai jaan p ne thek hi kaha hai kee ham ko as main psting kee liy as main hamre pass as main knowledge ka hona bohat hi zarorat hai forex trading main agar hamere pass as main knowledge hai tu as main ham kamybi se trading kar sake gee aorv as main acha bonus hasil kar sake gee as main ham ko dil se kam karna chahjiy hai
                        • #13 Collapse

                          Re: pak forum per posting ke liy knowledge hona chay

                          forex trading business mein trading karne k liye aur pak forex forum par posting karne k liye knewledge ki zaroorat hoti hy agr ap ko forex trading business ka acha knewledge ho ga tu hum pak forex forum par posting se share kar k acha bonus hasil kar saktay han is liye pak forex forum se bonus hasil karne k liye knewledge ka hona zaroori hy
                          • #14 Collapse

                            Re: pak forum per posting ke liy knowledge hona chay

                            forex ma boht sari thread hoti ha jis thread k ap ko ilam ho us tread par ap posting kar sakta ha agr ap apne posting us thread par kare jis par ap ko ilam nahe ha to is sa ap ke posting par ap ko bonus kam mila ga or ap k account b band ho sakta ha.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: pak forum per posting ke liy knowledge hona chay

                              forum mai kam karny sy hamary knowledge mai azafa hota hain is mai kam karny sy hamy bonus be milta hain forum hamara dost hain hamy isy kabe be ignore nahi karna chahey hum is mai live or sada urdu mai kam karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X