Friends ap kiya khiyal hai ager hum mehnat kar kay zayada profit kama sakty hain to lalach hum loss bhi karwa sakta hain ap kiya kehty hain
`
X
new posts
-
#1 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Hard work is better than greedy -
InstaForex -
#2 Collapse
Re: Hard work is better than greedy
Traders ka trading me greed karny ka maqsad shortcut way se luck par depend kar key profit earn karna hota hay agar hardworking ki jaye to ye greed karny se batter ho sakta hay, hardworking base par regular profit earn karny me kamyabi mil sakti hay jab key greed karny se kesi time to traders happy ho sakty he magar some times big loss ka be samna ho sakta hay. -
#3 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Re: Hard work is better than greedy
Jahan tak mera khayal hey forex trading nakami ki sub se bari waja lalach hota hey jo log sirf profit k chakr men forex join kartay hen aur bagher learning aur experience hasil karnay k trading start kar letey hen aur jaldi ameer honay ki koshish kartay hen iss liay woh bagher mehnat aur hardworking k ziyada profit hasil karnay ki koshish kartay hen jiss ki waja se loss uthatay hen iss liay jitna ho sakay lalach se bachen -
#4 Collapse
Re: Hard work is better than greedy
Yes boss jab ham forex mien hard work kerte hien tu hamain as mien ye pata chl jta h k ye sab sy acha h k agar ham as mien ji jaan laga ker kaam kerte hien aur as mien jab trading kerte hien aur as mien lalach na kerty hien tu hamain as mien lazmi tor per kamaee hasil ho sakti haur ham as mien her bar kamyab ho sakty hien. -
#5 Collapse
Re: Hard work is better than greedy
forex trading mn ziada tr log nakam he isi wja sa ho jatay hn kbonus miltay he ziada profit k lalach mn shortcut k chakr mn big lote size use krtay hn aur nakam ho kr chhor jatay hn mgr mera khial mn agr mehnat ki jay aur trading ko seekha jay to ap forex trading mn kamyab ho kr achhi earning kr sktay hn -
#6 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Re: Hard work is better than greedy
yes sir mn agree krta hun hardworking k through hum acha profit receive kr sakty hain aur lalch say hum loss b kr sakty hain kyu k lalch sy ik dusry sy agy niklny k sochta hai bnda aur is k liye wo ye nehi dekhta k wo sahi kar rha ya nehi aur shortcut use krta hai jo is ko bht loss main b dal deta hai aur hardworking k through hum apni mehnat sey acha profit receive krain gay wo humry liye sahi hai beshak kam chota he q na ho mehnat k zariye agy barhain na k shortcut k through. -
#7 Collapse
Re: Hard work is better than greedy
Friends ap ki bat bilk tak hai hmin lalach nai karna chahiye hmin zad sa zada hardworking Karen chahiy wohi hmiran liye best hai agr ham lalach kary gay to h hamay loss hi ho ga is lea humy lalach say bachna chaya -
#8 Collapse
Re: Hard work is better than greedy
Lalch krna bht bura ha agr insan lalchi ho ky shortcuts dhndny lagy to bht nuqsan ho jaty hain isi liye zarori ha ky hardworking ki jay or lalchi hny sy bacha jay. -
#9 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Re: Hard work is better than greedy
Dear friend forex trading aik aisa business h jis me humen work karne k leye sakht mehnat aur lagan ki zrorat h jo log mehnat karte hn wo kamiyab hote hn aur jo log dilchasbi se work nahen karye wo nakam rehte hn aur work karne k leye knowledge aur experience ki zrorat hoti h -
#10 Collapse
Re: Hard work is better than greedy
g han bilkul theek kaha men is se agree krta hun hard work krny k baad ache ki umeed rakhen kyun k mehnat ka phal dyr se he sahi magar milta zroor hai aur wo hmesha acha he hota hai jab k lalach ka end hnmesha bura he hota hai is men apko siwae nuqsan k kuch hasil ni hota aur maximum log lalach ki wja se apna accoiunt wash krwa bethty hain lehaza lalach se acha hai mehnat se hasil krny ki koshish ki jae. -
#11 Collapse
Re: Hard work is better than greedy
apni aik ahmiaat hy hard work ki har koi hardwork karta hy chahay koi kis field mn he q na ho ya forex ki misaal he laya lejyeh k aap ic pr jitna para hard work karty hen aap ko kiuch bhi nahin milta hy jab tak keh aap ki direction theek na ho jab tk aap ki simt mutayan na ho aap ka kuch bhi aap ko profit nahin day sakta hy, aap ka mind work aap ki tamam raahen batati hy keh kya kiya jaa rha hy . -
#12 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Re: Hard work is better than greedy
ap ne bilkol theak kaha hai ham mehnat kar k apna kamain q k mehnat karny se ham learn karin gy lalach buri bala hai lalach har insan ko lalchata hai magar ham ko us k behkawe main nahe ana chiye hamen apni mehnat karni chiye taa k ham apna bonus earn kar sakin mehnat karin mehnat karny main koi buraai nahe hai hamara apna faida hai ham jitni mehnat karin gy utna ham seekhin gy
- Mentions 0
-
سا0 like
-
#13 Collapse
Re: Hard work is better than greedy
Harwork kerna greed kay nuksan say mehfoz rehna hi trader ko fiday mand hotay hain. pehlay to trader ko forex main hard work ker kay apnay ap ko aik acha trader sabit kerna hota hay aur jab wo acha trader ho jata hay to phir live trading main us ko greed say wasta perta hay jis say wo apnay ap ko ko bacha ker achi trading ker sakta hay. -
#14 Collapse
Re: Hard work is better than greedy
gredd sy bahter hard work hain hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty ho greed ko qabo mai rahky ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or ache earning hasial kar saky gy forex aik real or kabe be band na hony wala business hain yai pakistan mai legal ban cuka hain
- Mentions 0
-
سا0 like
-
InstaForex -
#15 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Re: Hard work is better than greedy
yeah haqiqat hay kay greed say behter hay kay trader wo kam keray aur itna keray ka us ka result trader ko soch say bhi zayada milay. aksar trader kam kerna like nahi kertay aur khayal kertay hain kay bs kisi trah say boht sara profit un kay account main a jaye. ya aik hi trade boht bara profit dey day. hala kay aisa kabhi nah hota. aur yeah laluch hi trader ko achay achay khwab dekha rahi hoti hay.
اب آن لائن
ہم مواصلات کے پلیٹ فارم کے طور پر فاریکس فورم فاریکس پاکستان کے آپ کے انتخاب کی تعریف کرتے ہیں۔
موجودہ وقت 12:18 PM (GMT+5)۔
Working...
X
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим