how much cost that you spend to learn forex?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    Dear Brother! forex business aik online business hai. Forex aik risky business bhi hai. jis main risky kay bina hum trading nahi kar sakty. Expert trader wo hi hai jo cost spend karta achi learning kay liye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Dear brother mukhtalif Feweses hoti hen in ki 100% sy start hoti hen and then pta nh kahan tk jaati hen . aap aesy kisi ko payment send naa karen zyda tar scam hota raha hy is tranning k maamly men . aap is forum men apny masly bayan karen "Inshallah aap ko acha hal mily ga,.
      "The Best Way To Find Yourself Is To Lose Yourself In The Service Of Others"
      Buy/Sell Exchange $: +92-308-3035935

      Join us for Trading Signals & Analysis

      For Registration: Click Here
      Monthly Bonus Limit: 250$
      Per Post Bonus: 0.20$
      Note: Copy & Paste Not Allowed, if You do Copy Paste Then You Will Be Banned Shortly.
      • #78 Collapse

        forex ko learn karnay kay liye mein nay koi cost spend nahi ki hy yeh aik great business he and forex mein knowledge bahot important hota hay agr aap kay pass knowledge nahi hay tu forex ko sab say pehly learn karay takay aap forex ko understand kar sakay is tarha aap aik achay trader ban jayn gayn aur aap daily good money made kar skay gayn .
        • #79 Collapse

          me nay koi cost spend nahi ki hay for learn forex aur loss forex ka hissa hay is mein loss tu hota rehta hay lekin ap ko loss kam karna chayie kiyon kay ziyada loss say ap ka account bhi wash ho jay ga aur ap ko chayie hoga kay ap is ko sekh lay takay ap forex mein profit bhi make kar sakay .
          • #80 Collapse

            g han is ma app ko profit b ho sakta ha or loss b or risky business hoaaana ki waja saa loss ko b khatra ha to is ma risk invlove hota ha is liya app ko ziada risk nahi lana chaya
            • #81 Collapse

              K Apnay Mind say Generate hotaa hai,Asal Main Kisi K signal par Ap trade lagatay hain or loss ho Jataa hai tou aap Kehtay hain K yar kash Signal na use Kiyaa hotaa,so main Samajhtaa hon K trader Ko Apnay Analysis par he bharosaa Karnaa Chahiyee na K Signal k chakar Main rahay.
              • #82 Collapse

                mainay to abhi tak kuch bhi kharach nahi kia q k main net se hi kafi kuch seeekh samajh laita hoon aur dosra pehlay bhi ye kaam mainay seekha huwa hay
                • #83 Collapse

                  mein ne forex ko hud he learn kia ha kamal ki baat yhe ha k mein ne kisi se nhi seekhi kuch websites hain jin se mjhy help mili yahn wahn se ekh kr market ko mein ne hud smjha aur is learnings ko jo mein hud seekhi 3 saal lg gaye mjhy aur aj ja kr mein market mein kafi had tk ache moves pehchan leta hn trade kr leta hon ache se
                  • #84 Collapse

                    ja hum trade karty hain to humain hard work kar kay kam karna ho ga jis say humain achi earning hasil ho sakti hay leanring kar kay practice kar kay kam karna ho ga k loss km ho
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • #85 Collapse

                      Main ney forex ko learn krney key leye koi investment nahi ki hy aur khud hi internet pr forex ko samjha hy aur seekha hy. Internet hamara sub sey bara teacher hy aur hamain is pr trust kr key is ko time dena hy aur forex ko jitna ho sakay seekhna hy.Youtube pr aap forex training ki videos ko bhi dekh saktey hain aur demo account open kr key is main practically forex ko seekh saktey hain.
                      • #86 Collapse

                        me ne tu aik rupia bhi bhi nahi llgaya hai forex ko learn kerny per men tu khud hi net se forex k bare men search kerti hon or wahan se learn ker rahi hon or mere pas itny pesy hi nahi k men kisi ko don
                        Success is the Best Revenge
                        • #87 Collapse

                          hum forex trading main agar ziada time spend karen gay to eska humay faida he hota hay aur humay chahiey keh esmain sahi say sabar kay sath kam karen kyun keh sabar kay sath kam karnay main he humay faida hota hay
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #88 Collapse

                            Forex market kilearning ki bohat zada fee hai. esmarket mai jo trader zada successful hai tou es ki fee bhe zada hai har ak trader ki apni fee hai. aur forex market i training fee 100$ say shoro hoti hai aur 2000$ tk hai.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X