time frame to get cuccess in forex.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    time frame may to may h1 ka frame use karta ho ju ke sab se best hay na to buhut hey slow hay na he kam hay to yahe sab se best hay mayre leyai agar ap be yahe use karay to best hay aur sath may h4 be
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      forex lessons or classes in say insaan boho ach itarhan leankar sakta ha or phi rdemo mein pracitce mein wo amal la sakta hai dmeo accoutn hamein real accoutn ka enviroment daita hai jis say hum bohot kuch seekhty hain
      • #33 Collapse

        yes u right I agree k success hasil krny k liye time to lagta ha .forex trading m practice or time must ha .maximum 2 to 3 years aysa ni k forex trading m insan raton rat ameer ho jata ha is m buht time lag jata ha sekhny m or phir successful hony m
        • #34 Collapse

          Profitable trading krnay k liye time frame b kafi importance rkhta hai hai Q k hr trader apni strategies or target k mutabik hi Time frames ko use krta hai.or agr ap 1 scalper hai to maximum M15 k Time Frames ko use krna chahiye is say zyada short nhi or M30 ka time frame b best rhta hai jb k long term k liye H4 or W1 k time frames ko b use kiya ja skta hai.
          https://t.me/pump_upp
          • #35 Collapse

            forex trading mien apk apni trading ke liye kusna time frame use karna ahi ye apke uepr depend karta ahi is mien apko chahiye ke ap apni pasand ka time frame sue karke us pe hi trading karen.
            • #36 Collapse

              time frame ko set kar kay humain market main kam karna ho ga jis say humain achi earning hasil ho sakti hay magr humain agr success hasil karni hay to humain planing karni ho gi
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #37 Collapse

                Different time frames is leye introduce karwaye jatey hain keh aap in sey market ki movement ko samjh sakain aur us key mutabiq orders laga sakain. Main to ziada tar H1 aur H4 par hi trading karta hoon aur is sey market ko judge krta hoon. Yeh time frames 100% correct nahi hotey aur is main ghalti ki gunjayesh bhi hoti hy.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #38 Collapse

                  agar hum forex trading main kamyab hona chahty hay to zaroori hay esmain short term trading par shuru main focus karen kyun keh short term trading humary liey bohat safe hoti hay aur hum esmian kamyab ho sakty hay

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X