Jab market support or resistance break out karti hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jab market support or resistance break out karti hay
    Dear friends, zayada tar traders us wakt trades open kartay hain jab market support aur resistance k kareb hoti hay q kah waha par market k support aur resistance cross karnay k chances bahut kam hotay hain, but sometimes market support aur resistance ko break out kar deti hay aur aisi conditions main hamain apni trades ko close kar dena chaheay q kah market support aur resistance ko cross karti hay jab to bahut agay tak jati hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jab market support or resistance break out karti hay

    Forex market aksar apni move mai support and resistance ko follow krti hai ya to up trend bnae gi ya down aor aik chanel mai rehtay hoye move krti hai bahot kam market chanel se bhr nikalti hai hamein apni trade lgane se pehlay yeah daikhna chaye k market jab aik trend start kar rhe ho support se resistance ki taraf ya vice versa to us waqat hamein apni trade lgaani chaye and apni trade tab tak continue rehnay dain jab tak market next support ya resistance level tak na pnchay matlb ap next support ya resistance p take profit LGA lia karein
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Jab market support or resistance break out karti hay

      jee han aap ne sahi kaha forex market kabhi kabhi boht ziada move krti hai jab market support aur resistance ko breakout kry tu hamein apni trade close kr deni chahiye kionkeh us waqt market ka pata nahi hota k agy kitna jayegi.

      اب آن لائن

      Working...
      X