Forex mein kya learn kerain kay loss na ho

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein kya learn kerain kay loss na ho
    Forex aik bahut hi zayada critical business hai tou iss mein aisa kya learn kya jaye kay humain iss mein loss na ho aur humari maximum trades profit mein hi close hoon please share your experiance
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein kya learn kerain kay loss na ho

    Nuqsaan or munaafa to business ka hissa hotay hain kabhi munaafa zada hota hay to kabhi nuqsaan yeh toh chaltaa hii rehta hay laikin hum is ko kum zarur kar sakty hain or us ka wahid raasta mehnat hay agr hum mehnat say apny knowledge ko enhance karny ki koshish karain zada say zada training or practice par tawajjah dain to nuqsaan ki sharah ko kum kiya ja sakta hay..
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein kya learn kerain kay loss na ho

      Bhai agar aap forex mein nuqsaan sae bachna chahtay hain tou aap sub sae pahele forex ko learn kerain aur uss kay baad iss mein kaam kerain aur start demo account sae lain uss mein zayada practice kerain aur uss kay baad real trade ki taraf jayain aur youn step by step seekhnay sae aap forex mein kamyab ho saktay hain
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein kya learn kerain kay loss na ho

        AGer ap nay forex main loss say bachna hai to ap ko chiye ka ziyada say ziyada ap market ko learn karyn or dem9 account ka istaml karyn ager ap nay ye kaam kiya to ap ko ik to market kay utar charhao ka pata chal jata hai or trading ka best time bhi pata chaljata hai ka kab hai...
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein kya learn kerain kay loss na ho

          Dear fellow forex trading ka business learning ka he behtareen zarea hay our is business ka experience aap ko is business ka hisa ban nay say khod ba khod hoga is liay is business may koi be trade lagathay waqth khob is pair ko ya oske previous movement ko study karay per trade lagaay tho aap ko kabhi be loss nahe hoga
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein kya learn kerain kay loss na ho

            g haan bhai jaan ap ne thek hi kaha hai kee agar ham a main learn karen gee tu ham ko as main loss ho ga likn as main ham ko km loss ho gaa as liy ha m ko as main learning karny chahiy hai tu hi apas main se earning kar sake gee as main ham ko aesa hi karnma chahiy hai yany mihnat ham ko as main zarir hi karna chahiy hai tu hi ap asforex trading main kamyab ho sakte hai
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein kya learn kerain kay loss na ho

              bhai forex me loss hone ki waja learn karne se loss nahi hota agar ap ko loss ho jay or ap loss hone ki waja ko learn kar lain to ap ko dubara usi kam karne ki waja se loss nahi ho ga lakin agar ap bat kare k ap ko loss bilkul na ho to ye jhooth hai ku k forex me senior traders ko bhi loss hota hai lakin loss ho control kiya ja sakta hai or wo yehi tareeqa hai k loss hone ki waja ko learn kiya jay.
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein kya learn kerain kay loss na ho

                forex ma agr ap ko market k herket k ilam ho gaya ha to ap ko loss nahe ho ga isleya ak ko market k news dakhne chaheya jis sa agr koi b faraq ho ap ko juldi sa pata chal jaye or ap is ke mutabik apne trade ko change kar deta han.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein kya learn kerain kay loss na ho

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                  Forex aik bahut hi zayada critical business hai tou iss mein aisa kya learn kya jaye kay humain iss mein loss na ho aur humari maximum trades profit mein hi close hoon please share your experiance
                  Forex trading business Mein Hum Log ko bilkul to avoid nahi kar sakte lekin loss ke chances kokum zaroor kar sakte hain iske liye traders ko chahiye ke hardworking Kare aur Forex trading ke baare mein sari Lali Jale
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein kya learn kerain kay loss na ho

                    Forex ma sab sa phala os ko proper learn karn os ma Skill hasal karn Experience karn Forex ma bot sa method han lakan koy be method ho loss hota ha q ka ya market ha ak kasam ka bussines ha aor bussines ma loss profit bussines ka hasa han to kam sa kam loss ho to as ka lya Experience aor Skill lani ho gen aor An par Commend lani para ge tab ja ka loss ko kam sa kam kar sagta han lakan loss kuch be na to asa mumkin ni.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X