How long i can keep my trade open?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    dear jab tak app ka lagaya howa trade profit me nahi ajata app ko close nahi karna chaye app ko chaye k kam se kam b 1 din tak intezar karen ho sakta hay us trade me app ko acha profit ho saky
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      ager ap k account man margin or free margin ki space hai tu ap trade open ker sakty hain or unlimited time k liye ic ku open bhi rekh sakty hain. jub tuk ye itni loss man na chali jai k equity zero k karib chali jai tub khud cut jai gi. account phir bhi open hu ga.
      • #18 Collapse

        Is ka saheeh tareeqa yeh hy keh aap aik target set krain aur jab aap ka goal achieve ho jaye to trades ko close kr dain aur extra trading na karain. Yeh aik risky business hy aur over confident ho kar over trading krna dangerous ho sakta hy. Is leye aik limit main reh kar hi kam kia jaye to saheeh hy.
        • #19 Collapse

          bahi jab tak ap ny tp y sl set na kiya hu tu broker khud trade close nahi kar skta yeh jitna ap chaho y ap k account main jitni limit hu utna tak ap ki trade open hu gi es leyeh humy chaiyeh slow slow kaam karain
          • #20 Collapse

            jee main nay abhi tak forex main apni trade open nahin ki hai because abhi main new member hun forex main abhi iss chezz ka experience karna baki hai.
            • #21 Collapse

              trades ko target hit hone se pehle bhi close manually kara ja sakta hai jab aap ko lagta ho ke itna profit enough hai or is se ziada wait nahi karna chahiye to aap manually close kar sakte hain warna to aap take profit and stop loss set kar sakte hain .
              • #22 Collapse

                jab hum long term main kam karty hain to humain achi earning hasil hos akti hay magr humain short term main kai achi earning hasil ho sakti hay hard work kar kay kam karna ho ga
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #23 Collapse

                  Hamain aik target bana kar kam karna chaheye aur trades ko utna hi open rakhna chaheye jitna keh zarori hoti hain. Jo log profit lenay key bad unncessary trades ko open rakhtey hain, woh profit ko destroy kr detay hain. Trading key doran ziada profit ka lalach nahi krna chaheye aur small profit ko accept krna chaheye.
                  • #24 Collapse

                    ap aik month tak apni trade ko open rakh sakty hein is k bad ap ki trade autometicaly close ho jati hai ap is se zada arsy k liey apni trade ko open nahi ker skaty hein
                    • #25 Collapse

                      humay trade open karnay say market ka theak say analysis karna chahiey agar hum theka sya analysis karnay say trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay chahiey keh wait karen jo hum nay trade open ki hoti hay
                      • #26 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Yazdan Memon
                        Dear instaforex trading ma phela tu ap demo per kam karah taka apko pata tu chale ka forex trading market ma kasa earn kar sakhta ha aur agr ap demo per loss bhi karahan ga tu koi farak nahi parah ga aur apko demo per zada knowlege mili gai..
                        ge han bhai hmein apne trading mein demo account pr trading krne se faida hota he aur hm demo account se apne trading ka knowledge acha hasil krte hien aur hmein apne trading ka experience milta he aur hmein live trading ke practice hote he aur demo account se hm apne trading ke hr tareeqe ko ache trah se smjh skte hien
                        • #27 Collapse

                          Ap forex market mai trade ko long trem kay lye bhe open kr sakty ho aur short trem kay lye bhe likan es kay lye ap ko forex market mai strategy bana hai tou ap forex market mai long trem trade open kr sakty ho.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            forex market mai ap jab trade shoro krtay hotou es waqat ap long time trade bhe open kr sakty ho. esmai time / period ki koi limit nahi hoti. eslye ap es market mai long trem trade open kr sakty ho.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X