Kya Humen english Men Posting karni Chahye ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    G nahe aisa nahe he pak forum Pakistani forum he is pe aap Urdu men bhe posting kar sakt hen is se apka account block nahe hoga aur aga hum chahen to English men bhe post kar sakte hen.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      g nahin hamin engilsh mein posting nahin krni chahiye q k is forum pay bohat se aisy log b hoty han jo k zyda tr engilsh ko nahin samjty or wo phr trading k liye kuch seekny k liye is forum ka sahara lety han is liye agr posting english mein ho gi to bohat se log is ko nahin samaj skin gy hmian posting urdu mein hi krni chahiye
      • #78 Collapse

        G nahe aisa nahe he pak forum Pakistani forum he is pe aap Urdu men bhe posting kar sakt hen is se apka account block nahe hoga aur aga hum chahen to English men bhe post kar sakte hen.
         
        • #79 Collapse

          nhi jee yeh pakistani forum hai yahan par ap english mein post karo ya urdu mein koi masla nhi bas ap ki post achi honi chahy aur Thread k mutabaq honi chahy is se koi fark nhi parhta k ap k post english mein hai ya urdu mein
          • #80 Collapse

            pak forum me posting karnay walo ke liye pak forum hame ye facility deta hay ke ham english or urdu dono languages me posting kar saktay hen agar ham english me psoting kartay hen to hame ye fayda hay ke hamri english language improve ho gi or agar ham urdu me poating kartay hen to is se hamari posts ka un logo ko bhi fayda hoag jo log english nai jantay but forex trading se related hen so it is up to you that you want to get benefit or give.
            • #81 Collapse

              yes dear according to my view we should posting in english because if you posting in english then our english language will be improved but posting in english not necessary in pak forum if we can not comment in english then we can do it in urdu according to forum rules and regulations
              • #82 Collapse

                bhai is mai ap jasa chay ap post kar sak tha hay is mai koai porblem nahe hay koai hay wo english mai post kar tha hay us wo english ayti hay wasay ap kasce mai bhe post kar sak thay ho forex acha bussiness hay wo ap work mang tha hay ..............................
                • #83 Collapse

                  yup brother humein english main post karni chahiye agara humein english ata ha / bc english hamari language nhe nha ha. par humein urdu k elawa english main bhe post krani chahiye....
                  • #84 Collapse

                    hum forex per english ma posting kar sakty hai mager hum ko wo laguage use karne chaye jis se hum ko samj a jay ya jis ko hum asani se perh sakty ho is liye urdu ma posting karne chaye
                    • #85 Collapse

                      Aslam O Alikum brother .Pakistan min forum min zuban urdu min hai .Aap is min aap par koi pabndi nhi hai kay aap is min urdu min post karo ya eanglish min karo yeh buhat ashi side hai free min aap ko bonus point mil jaty hain aap tradin kar kay ashi khsi income kar sakty hain .
                      • #86 Collapse

                        Hum Pakforex me urdu ya eng dono me post kar sakten hen it is depend on user k wo kis language ko prefer karte hen, or wo kon si language baasani likh sakten hen,
                        • #87 Collapse

                          I think with the post with english language so much to understand and it's the international language and this forum is open to a person from any country and all need a process and we have to be focused and can always wait it would be nice.
                          :(
                          • #88 Collapse

                            Yes right we can do the post in English and also we can make our English so strong and do the post more fast, so we should do the post in English more and then we can easily do the post and can get the success from it.
                             
                            • #89 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: ab123
                              you can post on forex in both languages english as well as urdu.but as everyone knows that english is the official language of pakistand and it is internationally used so its better for traders to use english as communication language
                              agar hum posting ke rules ko sahi tarhan se follow karahen hain toh phir hum kisi bhi language men posting karsaktehain english men bhi aur urdu men bhi lein humari national language urdu hai islea ziada tar log urdu language hi prefer karte hain posting ke liye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                g nahi aisa kuch nahi hota agar ap ki english achi hai to ap english mein b posting kr sakte ho lekan agar ap ki english ziada achi nahi hai to behtar hai k ap urdu mein hi post kr do ap ko utna hi bonus milley ga jitna k english mein post kro gey to milley ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X