Politics in forex forum

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Politics in forex forum
    Dear me ne bht note kea hai k forum posting ma log politics krty hain means logo ne apne groups bnaye huay hain or wo just apne group fellows ki posts pa thanks or threads pa reply krty hain phr chahy wo posts ya threads low quality ki hi q na ho
    Ye galt bat hai forex trading ek fair business hai so fairly work kren es pa or jo post achi quality ki ho unhy hi thanks kren phr chahy wo group fellows ki ho ya na ho or hr achi thread pa reply kren es selog motivate hoty hain or or zayada koshish krty hain apni posts or threads ki quality ko improve krne k liye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Politics in forex forum

    G han forex trading men politics bahut ziyada hey log group men ya team ki shukle men trading kartay hen aur kuch log tu posting men bhi sirf apnay friends ko hi thanks kartay hen aur trading k daoran bhi doston ko hi achay trading tips aur trading updates bhi detey hen aur juniors k sath bilkul apna knowledge aur experience share nhi kartay iss liay koshish karen k forex trading men politics bilkul nah karen
    • #3 Collapse

      Re: Politics in forex forum

      G bhai ap nay achi bat ki hay, agar ham low quality ki threads ya posts ko thanks karain gay to woh members hamesha aisi threads aur posts kartay rahen gay aur kabi ni informative post nai karain gay aur na quality improve karnay ki koshish karain gay, aur agar ham achi quality wali threads karnay walay members ko thanks nai karain gay to woh bi hosla afzai na honay ki waja say kuch share nai karain gay.
      • #4 Collapse

        Re: Politics in forex forum

        G laghta yahi ha ke app ke observation kafi theek ha . Forum per kafi dafa quality posts ko note response aur thanks nai milty hain jitne grouping ke wajha say bohot he aam de post aur thread per mil jaty hain . Lakin grouping say Baqi logon ko problem nai hona chaiye aur apna quality work kar k aur Thora ziada time laga kar iss kami ko pora Karin
        • #5 Collapse

          Re: Politics in forex forum

          Ji sir apki ye observation bilkul theek hai main ne b ye trend notice kia ha hala k aisa bilkul b nahi hona chahye hamain honesty se sab k sath equal rehna chahye aur ye jane begair k samne wala kon ha uske kaam per usko likes daina chahye na k uski personality ko daikh kar.
          • #6 Collapse

            Re: Politics in forex forum

            Maen app ki baat say dost agree hoon maen kafe us baat ko note ksr rahe hoon forex maen forum k ndar humean fair kaam kerna chahy jes ki poat valid hotw hy ache hoti hy us pay xomment bhe kerna chahy oir us ko thanks bhe dena chahybit abhe easa nahe ho raha hy mean nay new members kafe deiakhy hain jo k apany group k members k thread pay comment and thanks merty haen our dosarey members k thread pay reply bhe nahe Kerty haen humean forex maen fair kaam kerna ho ga
            • #7 Collapse

              Re: Politics in forex forum

              Dear user politics in forum apnay arooj pe hy sab aik doosry ko vote day rahay hen or apna reward haasil karnay mn line mn lagay huay hen, yahan kuch ghalt bhi nahin hy yeh , yahan sab ic hath day uc haath lay wala muamlaa hy, koi agar siyasat ko bussiness mn lay k aye ga tou apna he bura karay ga.
              • #8 Collapse

                Re: Politics in forex forum

                Politic ya koi Politic ka platform nahi hay i thinks ya ak treading furm hay yahn hum ko apna km par dehan dana chyia na ka politic karni chyia is thara hum Loss kar sakta han apna km or apna Invest ko Huma apna km ko smj kar kartna chyia na ka fazul ki batu par Busnes na dekhan dan nahi tu end ma asay logu ko loss he face karna parta hay or kuch nahi
                • #9 Collapse

                  Re: Politics in forex forum

                  FoRuM Main HaMen ChaahiYe K taMaam Members k SaTh Aik JeSa RaheN Chaahay Koi Jaanta Hai Ya naHi....agar Koi Nahi Bhi Jaanta oR us Ki Posts Achi or iNfoRmaTive Hain To Ussay ThaNks LaaZmi KaRna ChaahiYe k is ne HaamaAri iNfoRmation Main Kaafi Hadd taK iZaafa kiYa....iSKe iLaawa haMen ChaahiyE K Zyaada se Zyaada nEw meMbers ko Appriciate KaRen taakay WoH Or Zyaada MeHnat Or LaGan se kaam KaRen...
                  • #10 Collapse

                    Re: Politics in forex forum

                    forum mai kam karny sy hamry knowledge or experience mai azafa hota hain is mai trading ky bad jab hum real account mai kam karty hain to hum loss sy bahc jaty hain is mai kam karty howe koi galti kar dety hain to hum isy durust kar dety hain forex kabe be band na hony wala business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Politics in forex forum

                      forum hamara dost hain is mai kam karny sy hamary knowledge or experience mai azafa hota hain is mai kam karny ka hamy bonus be milta hain lakin agar hum is mai kam karny ky bad jab hum real account mai kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain or acha bonus earn kar lety hain forex east wast mai bohat taze sy phal raha hain
                      ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                      • #12 Collapse

                        Re: Politics in forex forum

                        G pak forex forum par is traha hi ho raha hy ziada log un ko thanks kartay han jo group ka member ho aur kise aur ka thread ya post achi quality ka bhi ho tu us ko thanks nhi kartay is traha nhi karna cahaiye hum ko thanks har us post ko karna cahaiye js ki quality achi ho aur knewledge aur experience aur information ki ho
                        • #13 Collapse

                          Re: Politics in forex forum

                          forum hamara dost hain hum is mai kam karty hain to hamy acha bonus milta hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain agar hum is mai tukky kar kam kary gy to loss ho jy ga
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Politics in forex forum

                            Dear mai aap ki baat sey mukamal ittefaq nahi kerta kiyu kay pak forex forum kay rules or moderators ki activeness kay baad aisa mumkin nahi lagta kay forum mai koi politics ho rahi ho ya koi grouping ker kay aisa kernay ki koshish ker raha ho.Moderators takreebun her waqt forum ki posts or activities ko daikh rahey hotay hai even kay takreebun din mai 2 sey 3 baar to posts ya threads delete ker rahey hai iss tarah mumkin nahi kay aisa koi group ya groups un say bach sakey.Achi posts karey or achi posts ko thanks karey to jawab mai bhi thanks miltay hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X