Timing Ko Ehmiyat dain
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Timing Ko Ehmiyat dain
    Dear Members Jesa Ke ap sub log jante ho without timing ke koie bhe business kamiyab nahe ho sakta jub tk ap os business ko proper time na dain forex bhe kuch esy tarah ka business hai jis main ap ko time dena parta hai or knowledge gain krne parte hai then ap forex se profit earn kr paye gyen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Timing Ko Ehmiyat dain

    Apki bat bilkul theak ha forex trading aik complicated business ha is kamyabi k liay bahot ziada mehnat krni prhti ha jitna ziada ap forex trading ko time dy kr learning kren gay aur knowledge gain kren gay aur jitna ziada time dy kr demo account pr practice kren gay ap itna he jaldi kamyabi hasil kr sken gay
    • #3 Collapse

      Re: Timing Ko Ehmiyat dain

      G han bhai ap thek kah rahay hain, forex main kamyabi k leay usay time dena parta hay aur usay mehnat kar k learn karna parta hay, aur yah sirf forex hi nai koi bi business ho us main ap ko time dena parta hay aur dosray business main to ap time denay k sath sath daily office bi jana parta hay but forex ko ap ko sirf ghar beth kar hi time dena parta hay.
      • #4 Collapse

        Re: Timing Ko Ehmiyat dain

        Yes dear ye to ap sahe keh rahy hai kun k ais market mai jab banda kaam karta hai to ais market mai hum ko ye pata ni hota k ais market mai ap ne kis time kaam karna hai kun k ho sakta hai k jis trading strategy par kaam kar rahy ho wo aisi ho k aus k liay ap ko aik khas time kaam karna pary aor ais market mai moment change hoti rehti hai time k hisab se ais liay jab market trend mai move kar rahe ho aor bahot zayda slow na ho tab ais market mai kaam karna chaye tab ap ko ais market mai faida hota hai agar ap ais market mai her time kaam karo gay to ap ais mai ghaltian karo gay ais liay thora sa time kaam karo aor ais mai profit bana k side par ho jao.
        • #5 Collapse

          Re: Timing Ko Ehmiyat dain

          G han bhai zindagi mei har kam mei time ki bohat ahmiyat hai or hamein bhi chahaye K time ko importance dein kyo k Jo hamein Waqat sekhata hai woh koi bhi nhi sekha saqta, to hamein chahaye K forex ko time dein or experience hasil karein.
          • #6 Collapse

            Re: Timing Ko Ehmiyat dain

            G bahi ap ki baat theak hy k koi b kam ho agr us ko us k sai wkt par na kia Jay to us ka itna faida nai hota jitna theak time par karny say hota hy.as ley forex MA jab b koi trade open karin to time ko khas note karin k kis time enter huwa tb market ki kia move the as say hum sai trade open kar sakin gay.
            • #7 Collapse

              Re: Timing Ko Ehmiyat dain

              G brother main aapse agree karta hoon Duniya ke kisi bhi business ke liye time ki bahut ahmiyat hi jb ap properly us business ko time Denge aapko profit bhi achha Milega forex main trading karne ke liye bhi aapko time Ki Zaroorat Hoti Hai Forex main jitne ziada mehnat kariny gy ap es ko ziada time dainy to ap ko bonus bhi asha milay ga
              • #8 Collapse

                Re: Timing Ko Ehmiyat dain

                G hn dosto hr kam ma timing ki bht sy zyda importance hy ap jis kam ko jitna zyda time dy gy ap ko utni ahci os sy output mily gi dosto forex trading ma b aisa he hy agr ap forex trading ko proper time dy gy to ap es sy acha profit earn kr ly gy lkin agr ap ny es ko proper time na dia to ap ko es sy loss k elwa kuch hsal na ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: Timing Ko Ehmiyat dain

                  G bhai jan dunia main aysa shaide bahoot kaam he business ho jos ko time diye baghir hi success hasil ho jiye or forex to ik bahot he bara platform hai or yahan per is ko time dena must hai ager time nahi deyn to ap kabhi bhi achye trader nahi ban paiyn gye so forex per time ko bahot ziyada ehmiyat deni chaiye
                  • #10 Collapse

                    Re: Timing Ko Ehmiyat dain

                    FoRex Main TiMe ail BhoT Hii zaRoori or Behtreen inVestment Hai iSLiye Hamen ChaahiYe K time Ko Ehmiyat Den Or KoShiSh kaRen K Zyaada Se Zyaada TiMe FoRum ko Den Or Posts karen Taa K acha boNus haasil kiYa jaa Sakay isKe iLaawa Hamen KoShish kaRni Chaahiye K TiMe free Ho To usay Zaaya Na kaRtay Huay maRkdt Ko Bhi TiMe deN Or zYaada se zyaaDa KoShish kaRni chaahiYe k tiMe Ko Zaaya Nahi kaRna ChaahiyE BaLKe foRex Py Kaam KaRna chaahiYe...
                    • #11 Collapse

                      Re: Timing Ko Ehmiyat dain

                      forex mai hamy time table bana kar kam karna chahey hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain forex mai hamy weekly target bana kar kam karna chahey is mai hamara koi boss nahi hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Timing Ko Ehmiyat dain

                        forex trading online business ko karnay k leya ap ko chaye k ap apnai timing select karin taky ap us routine say apnay business ko time dain taky ap gain kar sakyn ar ap bohat zayda seek sakty hyn is traha say
                        • #13 Collapse

                          Re: Timing Ko Ehmiyat dain

                          Assalamualaikum Yeh Baat tacka haika Duniya ka koi aisa Kam Nahi Jo Khud Ho Jaye Har Kaam karne ke liye time nikalna parthi tabhi Wo Kaam Mukammal Hota Hi ISI Tarah Forex trading karne ke liye b Hame time nikalna hoga Kyunki Forex trading Ek Aisa kaam hai Jiske Liye Hame bahutzyada knowledge aur experience bahut zaroori hi Agar Hum Forex trading Ho fixtime nahi Dengeto Kabhi b acche trader nahi ban sak gay Phir hi Hame kamyabi milegi isliye Hame Forex trading Jab Karte Hain To Humne Apne time table kaKhayal rakhna chahiye Taake Zindagi Main kamyabi mile
                          • #14 Collapse

                            Re: Timing Ko Ehmiyat dain

                            Dear friend ap bilkul thek kah rahy ha k humy Chaya k hum forex ko zaida say zaida time day. Pher hi hum kuch hasil kr sakaty ha is Lea sub member ko Chaya k Forex ko time day or hi hum kmyab ho Sakty ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Timing Ko Ehmiyat dain

                              G hain bhai jan apko is mein zada se zada mehnat karni chahye aur is mein apoko ihtiyt se kam karna chahye aur is mein post apne time par hi karna chahye aopko is mein zada se zada mehnat karni chahye tab ja kaer ap is mmin earn kars akte hainb timing ki ihmiayt se hi apko is mein faida uthana chahye apko is mein zada se zada mehnat karni chahye tab ja kar ap is mein earn kars akte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X