Is loss is necessary to get profit in the forex??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    loss sy aap seektay hain aur forex mein aap success ho saktay hay but is kay liye aap ko mehnat ki need hogi yeh aik real business hay aap forex say achi earning kar saktay hay mein chata hon kay aap bhi forex ko ziyada say ziyada learn karay takay aap ka knowledge increase hota rahay .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Nahi aisa nahi hai forex main loss karna zarori nhi hai ap loss ka begaire bhi profit bana sakty ho. agar ap ka pas knowledge aur achi trading skills hun gi tu ap ziada profit bana sakty ho aur loss ko bil khtam bhi kar sakty ho.
      • #78 Collapse

        me is bat sy agree nhe kerta k forex me profit ke ly loss ka hona zarori hy ager ap achy trader hen ap k pas forex ka good knowledge hy to pher zarori nhe k ap ko loss ho
        • #79 Collapse

          han gg bilkl agar hmein loss hota hai yeh hmary liye buht profitable hota hai kyun ky baz dfa hmara loss hmein profit kee tarf ly ky jaty hein
          • #80 Collapse

            no loss karna zarurey nahey hay bhai ap par depend karta hay lakina agar ap ka loss ho jaye to koye barey bat nahey hay pher se recover kar saktey ho easily ap ke loss se ap ko sabaq melta hay.....
            • #81 Collapse

              Stock trading is definitely not a new concept and the first instance of share trading occurred way back in the golden age of the Roman Republic. However, the modern concept of stock emerged with the issue of shares by the Dutch East India Trading Company in the early 17th century. Over the past three centuries, the stock market has moved from t
              • #82 Collapse

                جی ہاں، کیونکہ فوریکس ٹریڈنگ بہت خطرناک ہے اور نئے تاجر تو اس لئے سب سے پہلے وہ سب سے پہلے پیسے کھو سب کا منافع ہر وقت بنانے کے لئے اور اس کے بعد مارکیٹ میں منافع شروع کرنے کے لئے کافی علم نہیں ہے کے طور پر. آج کے ہارے ہوئے غیر ملکی کرنسی میں مستقبل فاتح ہے.
                • #83 Collapse

                  its a common thing kisi b cheez ko hasil karny k liye ap ko kuch na kuch khona parta h or forex trading main hum yehi cheez ko dekhty hain new kamer is main nuqsan uthty hain or nuqasan uthaty uthaty bht kuch seekh kar apny knowleage main izafa karty ahin or or bht kuch seekh jaty hain or earn karny lagty hain, yun keh lein k pehly wo zameen par girty hain or phir asman ki bulandiyoon ko chuny lagty hain
                  • #84 Collapse

                    lazme nhe he keh trader loss kre tu us ku profit hota he blkh trader ku ache trading krna chahe aur trading mein bhtr kam krna chahe ta keh wuh loss mein na jae aur apne trading mein shaih trading kr ke profit earn kre aur us ku success phir trading mein milte he
                    • #85 Collapse

                      no, loss is not necessary to get profit in the forex trading. but for earning from forex every new trader are lose a lot of money form trading
                      • #86 Collapse

                        ji haan bhai jaan agar bandy ko business na ata ho to aap us main losses he khao ga lakin agar is main achi tarah say seekh kar kaam kiya jaye to bhot faida hai lakin is main risk bi hai or humay chahye ka is ko pela seekh kar karen or pratic is main bhot lazmi hai
                        • #87 Collapse

                          My dear friend ye zrori ni hai k ap loss k bad he profit earn kr sakty hain ,may b ap profit k bad loss kr rhy houn ,lekin loss ho ya profit ap ko apni learning sy sekahana zror cahy or again wo mistake na ho is liye ap jab b trade karo money managment kar k karo jataky ap ko profit hi ho.
                          • #88 Collapse

                            han g ha to shi lakin is ma zayada nahi na karna chahya k ap ko backup hi na mila or is ma ap apna account hi loss kar do or ap ko yahan par ho sakta ha dobara ana ka moka thora sa late mila or ap is ma real ma loss kar batho
                            • #89 Collapse

                              forex me loss lazmi nahi hai loss aap ko aap ki mistakes se he hota hai agar aap theek se kam karen ge is me or ap ki mehnat achi ho gi is business me to aap bohat kamyabi ke sath kam kar payen ge is business me or apni life settle kar saken ge .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                loss neccessary nahee hota lekin is ka chance zaroor hota hai kiu k profit hasil karne k liye risk lena parta hai is k bager profit bhi hasil nahee ho sakta

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X