orders lagay hon to leverage change karnay say cut ho jatay hain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    orders lagay hon to leverage change karnay say cut ho jatay hain.
    dear jub hamain is baat ki zaurat feel ho k ham ko leverage change karni hay to hamain apnay orders chart say free kar lainya chayen agar ham aisa nai kartay to hamaray orders leverage change karnay say cut jayengay aur hamain ziada lose hoga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: orders lagay hon to leverage change karnay say cut ho jatay hain.

    G bhai ap nay achi bat share ki hay, jab ham apnay account k edit kartay hain aur es main koi changing kartay hain to es say hamari trades jo chal rahi hoti hain woh close ho jati hain chahay woh profit main hon ya loss main, esleay agar leverage change karni ho ya kuch aur es tarah ka karna ho to trades close karnay k bad karna chaheay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: orders lagay hon to leverage change karnay say cut ho jatay hain.

      jab hum order lagaty hain to ahmy is py leverage ko use karna hota hain lakin agar hum isy change kary gy to yai cut ho jaty hain forex aik online business hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai raat ami ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain
      ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ

      اب آن لائن

      Working...
      X