Forex main aik kaam jo aksar trader ghalt kerty hain wo hai k aik he pair main jeasy k GBPNZD hai ya koi bhe pair lay lain us main aik trade open kerty hain to wo loss main jati hai to us main double lot k sath our trades lagaty jaty hain to wo our against jata hai to humean loss hota jata hai hum lots barhaty jaty hain lekin easa nahe kerna cahay humean different pairs main trades open kerni chahain tak ta k aik loss main jaey ge to dosare main profit ho jatay hain to app ka account balance rheta hai but aik he pair main sab capital nahe lagana chahy
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим