Success is not always Easy
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Success is not always Easy
    Dear members life ki kisi b field mei success k liye hamain hamesha bharpoor mehnat aur lagn se kam krna padta ha isi tarah forex b aik trickey business ha iske liye b learning experiance aur guidence se hi ham succeed ho skte hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Success is not always Easy

    G forex trading business mein kaamyaab hone k liye mehnat aur hardwork zaroori hy agr hum forex trading business mein mehnat aur hardwork karain gay tu forex trading business mein learning knewledge aur experience hasil karain gay js se kaamyaab trading kar saktay han aur profit earn kar saktay han is liye kaamyaab trading k liye mehnat zaroori hy
    • #3 Collapse

      Re: Success is not always Easy

      G bahi forex ma Ap nay sai bola k ya aik risky kam hy aur as ma kafi hard work karna parta hy as ley k trading ma hard work Sara mind hy as ley k ya aik hy he mind game. Jis k mind ma aa gai trading to us ko ya bohat easy Lagy gai.
      • #4 Collapse

        Re: Success is not always Easy

        hum jab tak forex ko learn nahe karien gay tb tak us main hum kamyaab nahe ho pain gay forex main success kabhe bhe asann nahe hai us main kamyaabi k leay aik trader ko din raat iak kerna parta hia pher he us ko acha bonus milta hai our pher he wo us main trading ker k acha profit earn ker pain gay humesha hard work kernay wla trader he us main kamyaab ho pta hia
        • #5 Collapse

          Re: Success is not always Easy

          Ye bilkul such h koe bhe kam ho bager mehnat aur lagan se kamiyab nahen hota isi trah forex trading me bhe mehnat aur hordworking karni parti h jab experience hojata h aur mehnat lagti h tab he kamiyabi mumkin h
          • #6 Collapse

            Re: Success is not always Easy

            forex mai agar hum kamyab hona chatey hain to hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik real business hain is mai china or new yok or usa jasy bary bary mumalik sahmil hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Success is not always Easy

              G Bilkul dear ap ne theek kaha hai main ap ki bat se agree krta hon success itna easy nahe hai chahye wo koie bhe field ho har jagah ap ko mehnt krne parte hai ap hamesha practice continue rakhen or jaha se bhe knowledge mile osy zaroor gain kr lain then ap kamiyabi hasil kr paye gyen
              • #8 Collapse

                Re: Success is not always Easy

                koi b kaaam hooo us ko learn karne k liye aapko bhot mehnat karne ki zarorat hoti hain qk koi b kaaam bina learn kiye nhe hota hain asi tara forex b han aagar aap forex ko achi tara learn kre gy tu forex main aaap long time k liye kamyab ho skte hain forex main kamyabi tab he milti hain jaaab hum forex ko bhot time dete hain and forex main apni ghalatiyo ko note kar k again un say bach jate hain
                • #9 Collapse

                  Re: Success is not always Easy

                  success hasil karni hay to is kay lilye humain kafi mehnat karna hoti hay kun kay mehant kay bgyr humain kuch nai milta hay humain ziada hard work karny say hi kuch gain ho sakta hay is kay sath sath humain demo main agr kam karty hain to b trade kay bary main learning hasil ho sakti hay agr to hum live account main planing kar kay kam karty hain loss km ho ga
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Success is not always Easy

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: sanmse پيغام ديکھيے
                    Dear members life ki kisi b field mei success k liye hamain hamesha bharpoor mehnat aur lagn se kam krna padta ha isi tarah forex b aik trickey business ha iske liye b learning experiance aur guidence se hi ham succeed ho skte hain.
                    Assalamualaikum Ji Bhai aapne bilkul theek kaha ke 6s Hamesha Aasan Nahi Hote lekin mujhe aisa lagta hai ki success kabhi bhi Aasan Nahi Hoti uske liye Hum Hamesha hard work karna padta hai aur bahut jyada mehnat karni padti hai aur bahut Sare hurdles bhi Aate Hain jinhe Hamein their karna padta hai aur Unhe over kaam karna padta hai Shukriya

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X