Be humble and patient. Do not fight the markets
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Be humble and patient. Do not fight the markets
    Asalam u alikum friends mera aaj ka topic hy k forex trading ma hum ko apny failure ko analysis karna cahy. Aur un failure ko hum ko khtm karny ki try karni chy. Ta k hum ko loss kam say kam ho q k agr hum market say fight na karna pary aur hum apny he loss say seek kar apny Ap ko improve kar sakin.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Be humble and patient. Do not fight the markets

    g han bilkul janab ap ko saber sy kam lena chaeay aurbkbi market sy ler ky kbi bhi kam naibkerna chaeay kuen ky ap jab bhi market sy panga lo gy tobus main market ka kuch nai jana jo bhi nuksan hona hy wo ap ka hona hy is leay tahamal sy kam lo aur bilkul saber sy kam kerty rahao is trha ap ky loss main kami ho gibaur profit main izafa
    • #3 Collapse

      Re: Be humble and patient. Do not fight the markets

      G bhai ap thek kah rahay hain, forex trading main agar hamain loss aa jaay to hamain apni mistakes ko accept karna chaheay jen ki waja say loss ata ho but hamain market say fight start nai karni chaheay yani aisa koi kam nai karna chaheay jis say haman aur zayada loss ho bas sabar k sath apni analysis ko mazed strong karna chaheay.
      • #4 Collapse

        Re: Be humble and patient. Do not fight the markets

        Agar trading mein apko loss ho jata hy to bardashat karen aur dobara market ko new strategy k sath join karen jald bazi se kam na lain bajey loss recovery k ye increse ho jae, agar contnue loss mein trade chal rahi ho to kisi senior member se help lain aur loss recover karny ki koshash karen,
        • #5 Collapse

          Re: Be humble and patient. Do not fight the markets

          yes of course aapki baat bilkul theek hai hame chahiye ke hum market Mein trending Karte market opportunities avail Kiya kare aap ko Maloom hona chahiye ki agar humne forex market Mein trending karni hai.
          toh Hame chahiye kya market Mein Hamesha stop loss or take profit limit Lagaye.
          Hame market ke sath fight bilkul bhi nahi karni chahiye aur Hame patients Sawera karna chahiye market Mein trending karte waqt Tha Main Long term trading Karni chahiye aur apne motions ko control Mein karte huye Hame Hamesha stop 900 take profit limit laga ke rehna chahiye.
          aap ko Maloom hona chahiye ki market Main Agar Saamne Aa Gaya next level par jana hai aur apne Andar Se achi karne hai to Hame market Mein Hamesha Chahiye Hota Hai ke hum long term trading Kare aur apne motions ko control Mein Rakhe.
          forex market in Kacha trading business hota hai agar aap market Mein trading Karte Hain.
          aur aap market ke sath fight nahi karte small volume of lot size open karte hain to aapko market Mein Kafi achha in commercial ho jata hai aur achi tarike se trading Karke doughnuts achha Hasil kar lete hain take profit b8 ho jata hai aur aap ka kharcha bhi nikal Aata Hai.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Be humble and patient. Do not fight the markets

            Yes dear agar hum baat kary to ais market mai hum ko trend k sath kaam karna parta hai agar hum ais market mai kaam kar rahy hai to hum ko hamesha trend k sath chalna parta hai agar hum trend k sath ni chalty to ais market mai hum apna loss hi karty hai kun k market jab aik dafa apny trend mai moment start kar deti hai to aus time hum ko market ki maan leni chaye aus k opposite koi trade ni lagani chaye kun k hum market k opposite trades laga rahy hoty hai jis ki waja se humra loss zayda hota jata hai aor hum ais market mai apna kafi loss kar lety hai ais market mai ap ne agar acha kaam karna hai to sirf trend mai trade kary.

            اب آن لائن

            Working...
            X