Trading ke liay Konsa currency pair best hai ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading ke liay Konsa currency pair best hai ?
    Dear members Assalam alakum, konsa currency pair trading ke lialy behtar hai jis mai ham assani ke sat trading karsakay, profit ke chances be ziada ho aor nuqsan ke kam chances ho. Pl reply
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading ke liay Konsa currency pair best hai ?

    wasay tou sab sey zyada use honay wala pair currency pair EURUSD major pair ha aik asa pair hay jispe sab sey zyada trading ki jaati hay lakin mai samjhta hun currency pair aap aik select karlo apni trading kay liye uskay bad aap ko chahiye aap aci mehnat karain achay trading analysis karna samjah jao phir aap sab pairs kay he analysis kar sako gay
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
    • #3 Collapse

      Re: Trading ke liay Konsa currency pair best hai ?

      Agar ap trading start kar rahy hai to Eur Usd best pair hai is k ilawa USD CHF b acha pair hai or aj kal in ki movement b theek hai agar ap in par analysis kary gy to ap asani sy daily ki trading kar sakty ho.
      • #4 Collapse

        Re: Trading ke liay Konsa currency pair best hai ?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: arifalishah پيغام ديکھيے
        Dear members Assalam alakum, konsa currency pair trading ke lialy behtar hai jis mai ham assani ke sat trading karsakay, profit ke chances be ziada ho aor nuqsan ke kam chances ho. Pl reply
        hm Forex trading market mein kisi bhi currency pair ya Kisi bhi commodities day trading Kare uske liye Hame hardworking Karni Hogi aur plan karna hoga Bina planning ke hum breastfeeding se successful trading nahi kar sakte
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Re: Trading ke liay Konsa currency pair best hai ?

          Jyada crude oil aur gold par trade Karte Hain lekin currency pair ki baat ki Jaaye to gbpusd aur GBP JPY bhai Jyada acche Wale Hain Inka trade Karke aap acchi karne ki kar lenge Kyunki yaha par technical analysis ke mutabik Jyada mood Karte Hain.
          • #6 Collapse

            Re: Trading ke liay Konsa currency pair best hai ?

            Mere experience ke mutabik Euro USD currency pair bahut hi Jabardast Rahega to main Chand Ek currency per trading Ki Hai To Mujhe jo sabse best Laga Hai Wahi USD Aur Ek Aur tha New Zealand ki currency e wah pair bahut hi Jabardast hai Sabse Jyada jo hai Euro USD
            • #7 Collapse

              Re: Trading ke liay Konsa currency pair best hai ?

              Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek he kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke Agar Hum Jab Bhi trading karne ke liye Aate Hain To hamein chahiye ki hum itne bahut Khayal Se trading Karen Kyunki Agar Hum is main jaldbazi Karenge aur jaldbazi mein trading Karenge to Fir Hamen loss Kyon Ki gold ki bahut jyada moment hai hamara account wash bhi kar sakte hain isliye Hami ki en Chahiyei ke as main acchi Tarah Se Soch Samajh Kar kaam Karen
              • #8 Collapse

                Re: Trading ke liay Konsa currency pair best hai ?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: ibrahimbilal پيغام ديکھيے
                wasay tou sab sey zyada use honay wala pair currency pair EURUSD major pair ha aik asa pair hay jispe sab sey zyada trading ki jaati hay lakin mai samjhta hun currency pair aap aik select karlo apni trading kay liye uskay bad aap ko chahiye aap aci mehnat karain achay trading analysis karna samjah jao phir aap sab pairs kay he analysis kar sako gay
                Assalamu Alaikum waise to Kisi bhi currency pair trading ki Ja sakti hai trading ke liye Sabhi currency pair bahut song best hai lekin Euro USD major pair of currency high oxylog easy bear ke upar chat karte hain aur profit and Karte Hain Shukriya
                • #9 Collapse

                  Re: Trading ke liay Konsa currency pair best hai ?

                  wala pair currency pair EURUSD major pair ha aik asa pair hay jispe sab sey zyada trading ki jaati hay lakin mai samjhta hun currency pair aap aik select karlo apni trading kay liye uskay bad aap ko chahiye aap aci mehnat karain achay trading analysis karna samjah jao phir aap theek he kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke Agar Hum Jab Bhi trading karne ke liye Aate Hain To hamein chahiye ki hum itne bahut Khayal Se trading Karen Kyunki Agar Hum is main jaldbazi Karenge aur jaldbazi mein trading Karenge to Fir Hamen loss Kyon Ki gold ki bahut jyada moment hai hamara account wash bhi kar sakte hain isliye Hami ki en Chahiyei ke as main
                  Click On Name And Visit My Journal
                  Naseer953 Trading Journal
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading ke liay Konsa currency pair best hai ?

                    forex aik online business hain hamy best experience or knoiwledge hasil kar ky is main achy or profitably pairs par trading karni chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha profit haisl kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain yai aik real business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading ke liay Konsa currency pair best hai ?

                      forex aik wasee business hain hum is mai currency mai kam karty hain forex aik international business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading ke liay Konsa currency pair best hai ?

                        hamein chahiye ki hum itne Naat Karen aur itne Bhi Mat kabhi bhi aa rahe hain aur ismein lalach na Karen kyo ke lalach Seema Ki Tarah Rakha Jata Hai lalchi Insan kabhi bhi kam Yaad Nahin ho sakta

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X