Forex Halal HY
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    Dear sir forex treading duina ka bouth bura buisness hea as mean lakehen log kam kerta hean aur forex buisness nuffa w nuqsan ka hea aslea yeah halal hea
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      han forex aik halal aur islam main jaiz work hai aur yeh bohat hi acha work hai aur bohat profitable bhi hai agar ap ism ain work karen gen to ap ko bohat acha feel ho ga
      • #153 Collapse

        forex hilal ha aor is main jo ka krty hain un ko chahe keh woh apna kam imandari sy krain aor is main bhtr learning k sath kam kr kay is main success lain aor ghlt kam na kia krain tak eh is main trader ko achi income ho loss na ho
        • #154 Collapse

          jee nahi bhai bilkul bhi nahi forex aik bilkul pure online business hai ye koi haraam nahi hai is main boht se log work kar rahe hain or apni mehnat se earning kar rahe hain or log is ko boht tezi se join kar rahe hai kiunke ye aik halaal business hai.
          • #155 Collapse

            je bhai je jis cheez per mehnat karnay kay baad pasay milin woh halal he hoti hai forex app ka daamag kha jati hai
            • #156 Collapse

              yer marey khyal me marey pass is sawal ka koi jawab ni ha mare dost i think that forex trading business market ki trading eik halal thing ha mare dost but is ka dororat koi jawab mare pass abi tak ni ha yer
              • #157 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: sajjad hussain پيغام ديکھيے
                bhut sare log ye sawal karte hien ke forex haram hy ya halal hy to mere bhai
                mera ap sub se ye kehna hy ke forex halal hy is mein koi haram wali bat nhi hy
                siwai is ke ap is ko khud haram karein wo hy juwa samjh kar ke ap is kam ko bgari sekhy karte hine
                jo ke juwa hy or juwa haram hy
                dear bro forex haraam kam ni h agar ham is per bet laga kr apnay friends say ye kahen k ham itnay time itney posting ya itni trading kr layn gay to phir ye haraam ni ho ga to or kya ho ga forex 100%halal kaam h is mn haraam waali koi baat bi ni h...........!!!!!!!!!!!!!!!!!
                • #158 Collapse

                  Yes, Forex trading is totally HALAL in Islam, we can do it and we can easily make profit for our living with Forex trading market. we should not worry about this that it is HALAL or HARAM. It is totally HALAL in Islam.
                  • #159 Collapse

                    dear ap ne bahut acha question kia hy Forex Halal HY wo is lie ke forex pe trading karne ke lie bhi to ap hard work karte hain r ap proper knowledge r experience hasil karte hain tab hi ap ko profit earn hota hy
                    • #160 Collapse

                      dear FOREX ONLINE world wide business hay, FOREX islam me halal es ley hay k jes business me loss or profit hota hay islam me wo halal hay, or forex me b esy hi hay hamy profit b hota hay or loss b.
                      • #161 Collapse

                        Forex trading bilkul halal hai aur chonkeh ye best business hai is liye Islamic point of view se bhi halal hai lekin aik shart hai keh hamara account swap free ho tab. Is liye hamesha swap free account hi use karen ta keh haram se bach sakien.
                         
                        • #162 Collapse

                          bhai jaan forex hilall hay is kon si baat hy haram ki ???? ye aik business hay aur koi bhi business haram nahi hota hy ye to phair bhi insan khoad karta hy jo insan khoad kaam kary wo halall hy hota hy
                          • #163 Collapse

                            forex bilkul hlal buisness hy aur forex aik good business hay aap forex say achi earning kar saktay hay aap ko chayie kay aap daily ziyada say ziyada is ki learning karay takay aap ka knowledge increase ho mein chata hon kay future mein aik acha trader ban jaon takay mein future mein bhi profit made kar sakon aur apnay friends ko bhi teach karon .
                            • #164 Collapse

                              dear is k bary mein meinto nahi keh sakta kio k mugy khud sy nahi maloom k ye sahi hy k nahi hy to ye ap ko koi deni banda hi bta sakta hy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: sajjad hussain پيغام ديکھيے
                                bhut sare log ye sawal karte hien ke forex haram hy ya halal hy to mere bhai
                                mera ap sub se ye kehna hy ke forex halal hy is mein koi haram wali bat nhi hy
                                siwai is ke ap is ko khud haram karein wo hy juwa samjh kar ke ap is kam ko bgari sekhy karte hine
                                jo ke juwa hy or juwa haram hy
                                is to mjhy ni pata k halal hai ya haram hai lekin ye hai kaam ab ye ap ko pata hai k halal k k haram hamen just kisi ne btaya or apni site ap ki site yani forex k add ya banner laga hmne is ko login kia or kaam shuru kr dya

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X