kiya ap ko tarading aati hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #361 Collapse

    g ati hai sell or buy order place krna wala user be trader hai or wo market chart ma jo kr rha hai wo trading hai ma ya nhi khta k muja trading nhi ati lakin ik new user sa achi ati hai mera ik he view hai jitni information ho wo kam hai ap k lya
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #362 Collapse

      ji han mujy basic trading aati hai jis me meny trend nikalna sekha hai aur support and resistance level aur RSI ko sekha hai . ab me trand me rehty howy in level ky andr hi trading krta hon.
      "PATIENCE IS THE KEY TO SUCCESS"
      • #363 Collapse

        ji bilkul ati hy jabhi yahan par working kar rahi hun janab bax yeh khena chahun gi ky app yahan par zaida se zaida mehnat kartey rahey agr app ko yahanpar kamiyab hona hy tou kyun ky mehnat k bagair kamiyabi hasil nhi ho skahti idher janab
        • #364 Collapse

          Dear sahe baat ye ha k m khud learning kar raha hon mjy itni ziada trading ni ati ha tohri both samjta hon to karta hon par master ni hon simple trading karta hon kabi loss or kabi profit ho jata ha is ly abi b learning kar raha hon
          Be safe .its a dangerous market out there...:D
          • #365 Collapse

            bhai ma y nh khta k ma forex k acha expert hu lakin ma atna earn kar lyta hu jatna sa ma roz ki earning acha ho ma 200 k account per risk free 20 earn easy sa kar lya karta hu muj risk pasend nh as lya kjatna mil jya otna he acha ha
             
            • #366 Collapse

              Forex kis ko aati hy is ka andaza aap key profit aur loss sey lagaya ja sakta hy. Agar aap ka profit ratio loss sey ziada hy to aap aik achey trader ho saktey hain jabkeh agar aap ka loss profit sey ziada hy to aap aik bad trader hain. Hamain learning krna hy aur trading seekhni hy, takeh achey sey acha profit hasil kia ja sakay.
              • #367 Collapse

                jab hum trade karty hain to humain hard work kar kay practice kar kay kam karna ho ga ta kay humain loss km ho ga kun kay trade main learning kay bgyr kam karny main loss ho ga
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #368 Collapse

                  forex trading main mera experince kam hay so agar hum esmain apnay experince ko enhance kar kay trading karen gay to hum esmain kamyab trading ko mumkin kar sakty hay aur humay esmain sahi say time daina chahiey
                  • #369 Collapse

                    dosto ye koi game nahin hai ye ek real business hai. please isko seriously karen aur time waste mat karen. is business men experience hasil karny k lye isko zyada se zyada time dain. kuch b mushkil nahin hai.
                    • #370 Collapse

                      haan jee main nay kafi khuch internet k oper say learn kia hai kafi youtube videos price action k oper diekhe hain pher he mujhey ye siekhna main aeya hai our abhe bhe learning ko continue rakha hoa hai
                      • #371 Collapse

                        main bilkul new ho mujhy trading nhe aati hain main pak froum say trading sekh rahi ho or main jald he trading sekh k aaap sab logo ko dekha dugi k main ne pak froum say trading sekh li hain or main ne pher profit b le liya hain is liye mian pak froum ki taraf i ho k main yaha say bouns le le or jaaab mujhy bouns mil jy tu main pher us say trading akro or main asa he akrogi
                        • #372 Collapse

                          game smjh k to nia kam kr rha ho our muj ko ya ati bhi hy is my my apni trading krta ho apny style sy krta ho kis ko copy nai krta ho our mujy khod pr yaken hota hy our my iss y profit bhi ly raha ho mujy trading ati hy my kh sgta ho kuch sorat my
                          First LEARN Then You Can Remove The "L"
                          • #373 Collapse

                            Pehli baat to ye hai k ye koi game nahi hai ye aik real busi ess hai is main kam kr k hamain profit hota hai jo real money hoti hai or mujhe b thori bohat trading to aa gai hai
                            FRD 07 TRADING JOURNAL
                            • #374 Collapse

                              Ji haan Mujhe trading karna Aati Hai main Pak forum par se kaam kar rahi hoon aur Yahan Par posting karti ho aur yahan se bonus Kiya nahi karti hoon Phir us border se main Forex day trading Karti Hoon aur wahan se profit ko karti karti ho aap bhi yahan par kaam kar sakte hai aur bonus a adding kar sakte hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #375 Collapse

                                mujhy full tradeing nhe aati hainpar yaha mian pak froum say learn kar rahi ho ayha bhot he best member hain jis say hum bhot kuch sekh kste hain main pak froum say bhot he khus ho or main asi tara pak froum pay mhenat karogi or jaaab mujhy mehnat ka sila mil jyg tu main us say pheer profit lugi or yaha sab ko bata dugi k pak froum is very best

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X