Kis chez ko madd e nazar rakh kar order lagana chahiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    dear brother........wesay to bukhat si chezo ko madd-e-nazar rakh kr hi trading krni chahiye.......jesay k business may zayada greed na kry ......money management k sath chaly.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      Hum market ki sari position ko nazar min rakhin aur market k mazi k behavior ko bhi deikhin to hum kafi achi tarha se market humin bataei gi k ab next kis taraf market jeaei gi aur hum keise us time pe behave akrin en sab cheezon ko mad e nazar rakh kar humin trading karni chahye.
      • #93 Collapse

        forex trading main m new user hu mjhy is bary main knowledge nai hy m ap k question ka answer nai dy akti.qk m just posting kr rahe hu m ne ubhi trading start nai ki.
        • #94 Collapse

          g han bhai jna humain forex market ka trend aur news ko read kar kay forex main order lagana cahiay jis sy hum forex main success hasil kar sakty hain,
          • #95 Collapse

            assalam-o-alikum...
            dear...
            forex ma trading krty waqt humy sab sy zyada market analysis ki zarort hoti ha us ko madd e nazar rkha jaya our dosra news ko follow karna chahya ...........
            • #96 Collapse

              mere bhai agar hum ne forex keliye apna experience barraya hai to hum har waqt acha trading kar sakte hai hu se kabhi bee trding me ghaltia nahi hosakti hai .hame apna balance dek kar trading karna chahiye aur moneymanagment ke sath trading karna chahiye
              • #97 Collapse

                mere dost forex market main order lagany se pehly market k analysis karna zarori hota hai aur phr market ka trend chack kar k agr stop order lagta ho tu laga de aur agr instant order lagta hai tu instant order laga de her trader ka apna ak style hota hai wo apny style aur strategy k mutabik trade lagata hai
                • #98 Collapse

                  We are work on the Forex market hen we are follow the points.
                  Analysis
                  Market trend
                  Money management
                  Target pips
                  No freely
                  • #99 Collapse

                    mujhy tu ap ki swal ki samjh nhi ai pta nhi ap ka kiya murad hy chez sy .ap ko just market trend ko achi trha conform kr k entry lyni chahya agher ap market trend ko follow karein ghy tu ap zaror es me kamyab hon ghy
                    • #100 Collapse

                      aap ko chaiye hai k aap market ki pori knowledge rakhte hue koi se bhi order lgaen aur news bhi sunte rahen jis se aap ko bhi sari madad milegi aur aap apni trading me proper way me order lga kr aik achi aur zabardast income hasil krskte hain.
                       
                      • #101 Collapse

                        hamen chahiye k ham forex ki market ko completely learn karen aur ek acha knowledge aur experience hasal karne k bad he trading start kren to phir humen ek achi kamyabi mil sake gi is buisness k zariye se
                        • #102 Collapse

                          Technically, we are confident that we will win in the forex trade is not technically we should be doing, but we just close your eyes and open your trading to ensure that we not only with the loss of ...
                          • #103 Collapse

                            G bhi main ye smjhta hon kay market ki movement ko madd e nazar rakhtay howay hamain order lagana chaye or is per behtar say behtar kam bhi karna cheye orp jab hum oerder place akr detay haon to phir hum so jaien jo hoga so dekha jaye ga
                            • #104 Collapse

                              Aik achha trend jab bhi aap ko miley aap trade open kar len. Yeh trend aap H4 aur H1 time frame ke charts se judge kar sakte ho.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                may dear brother only ik hi kam say trading may enter hona must nahi hai is may bahot say important question howa kartay hai brother learning k our agar us may ap learning karo gay tu must success ho gaya gar learning nahi karo gay tu may be you success most powerful information add kar k market may enter hona must hai warna loss tu pak ahi paher

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X