Forex Tradeing Main Mews Ko Ignore Karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Tradeing Main Mews Ko Ignore Karna
    Aslam O Alikum dear forex members main ap ko yh batna chta hon kh news ka forex main bohat aham kardar hay hum jab be trading kay lay market ko analysis karin to news ka lazmi dekhna chay
    Agar hum news ko nazar andaz kar kay tradeing karty hain to es main kamyab hona bohat mushkal hay es lay news ko samjny ki zeyda say zeyda koshsh karni cahy
    Ap sab members ki keya ray hay
    All The Best Dear Friends
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Tradeing Main Mews Ko Ignore Karna

    G Han ap ne thk kaha hmy news ko kbhi bhi ignore nahe krna chahiye hai q k agr hm news se pehly esy hi koi trade LGA den gy to jb news ati hai to market bht taizi se move krny lg jati hai to hmy loss ho jata hai so hmesha news ko follow kren ye bht helpful hoti hain achi earning ma
    • #3 Collapse

      Re: Forex Tradeing Main Mews Ko Ignore Karna

      Theek ksha hey dost ap ney. Fundamental analysis bahut hi zarori hoty hain. Technical ki nisbat yeh is leay zarori hain keon keh trade per news ka effect imediate perta hey khas ker high impact news ka. News ko bilkul bhi ignor nhen kerna werna iska effect nuqsan deh bhi ho sekta hy.
      • #4 Collapse

        Re: Forex Tradeing Main Mews Ko Ignore Karna

        g ha ap ne buhat achi baat shaire ki hy forex trading ka bisiness buhat acha bisiness hy or is men news ko ignore nahi karna vhahiye kiyun k is se hamy buht faida hota hy kiyun k is news se hamy buht si knowledge mil jata hy or is se hamy koi nuqsaan bhi nahi hota is liye hamy is news ko ignore nahi karna chahiye
        • #5 Collapse

          Re: Forex Tradeing Main Mews Ko Ignore Karna

          forum main planing karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur is forum main enter hony say pahly is k bary main earn karin gay aur hamain market main news ko dekh k hi hum achi trade kar k hi hum planing karni ho gi tab hi hum trade karny main bia sani ho saky gi aur hamain is forum main up aur down ko dekh k hi hum achy say trade karny main bi asani ho saky gi
          • #6 Collapse

            Re: Forex Tradeing Main Mews Ko Ignore Karna

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Arshad76 پيغام ديکھيے
            Aslam O Alikum dear forex members main ap ko yh batna chta hon kh news ka forex main bohat aham kardar hay hum jab be trading kay lay market ko analysis karin to news ka lazmi dekhna chay
            Agar hum news ko nazar andaz kar kay tradeing karty hain to es main kamyab hona bohat mushkal hay es lay news ko samjny ki zeyda say zeyda koshsh karni cahy
            Ap sab members ki keya ray hay
            News ke time pet reading karna bahut jyada risky ho sakta hai traders ko chahie ke kabhi bhi news ke time par trading na Karen Kyunki Jab Bhi market Mein Koi news aati hai to market ka behaviour bahut jyada kharab ho sakta hai aur Market ke friend ko bhi use time samajhna bahut jyada Mushkil Hota Hai
             
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: Forex Tradeing Main Mews Ko Ignore Karna

              g han hamain news ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k earn karien agy aur boht say log is forum main kam karty hain so hamain market main bi trade kar k hi hum achi trade karin gay aur hamain expeince ho ga tba hi hum achy say trade kar k hi hum trade karin gay aur is forum main emotion ko kabo main rakh k hi hum achy say trade kar k h hum trade karien gay
              • #8 Collapse

                Re: Forex Tradeing Main Mews Ko Ignore Karna

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Arshad76 پيغام ديکھيے
                Aslam O Alikum dear forex members main ap ko yh batna chta hon kh news ka forex main bohat aham kardar hay hum jab be trading kay lay market ko analysis karin to news ka lazmi dekhna chay
                Agar hum news ko nazar andaz kar kay tradeing karty hain to es main kamyab hona bohat mushkal hay es lay news ko samjny ki zeyda say zeyda koshsh karni cahy
                Ap sab members ki keya ray hay
                News ko ignore karna kabhi bhi achcha Nahin Hota Hai news ka impact market per bahut jyada hota hai aur Agar traders news ko ignore Karte Hain To unko bahut jyada nuksan ho sakta hai Baithe to yah hai ki Jab news ka time ho to use time per trading Hi Na Karen
                • #9 Collapse

                  Re: Forex Tradeing Main Mews Ko Ignore Karna

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Arshad76 پيغام ديکھيے
                  Aslam O Alikum dear forex members main ap ko yh batna chta hon kh news ka forex main bohat aham kardar hay hum jab be trading kay lay market ko analysis karin to news ka lazmi dekhna chay
                  Agar hum news ko nazar andaz kar kay tradeing karty hain to es main kamyab hona bohat mushkal hay es lay news ko samjny ki zeyda say zeyda koshsh karni cahy
                  Ap sab members ki keya ray hay
                  News ko ignore karna kabhi bhi achcha Nahin Hota Hai news ka impact market per bahut jyada hota hai aur Agar traders news ko ignore Karte Hain Tumko bahut jyada nuksan ho sakta hai Baithe to yah hai ki Jab news ka time ho to use time per trading Hi Na Karen
                   
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex Tradeing Main Mews Ko Ignore Karna

                    Dear sir jo bi news ko ignor kar raha hota hay to phir us ko iss ka loss zaror hota hay quen kay trend bi news hi ki waja say banta hay baaz dafa buy ka hi trend nazar aaraha hota hay laykin aik dam say buy say sell may chala jaata hay jay say iss wakat eur ki halat hay us nay buy may trend banaya tha laykin phir sell may convert ho giya hay.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex Tradeing Main Mews Ko Ignore Karna

                      hamein forex trading main news ko kabhi bhi ignore nhn kerna chy hamein trader lagane say phle funndamental analyses zaroor kerny chahein wesay fundamental our technical analyses dono best hain q keh iss say he hum aik achi trading ker sakty hain hamein tukky bazi wali trading nhn kerni chy q k hum iss say loss he ker sakty hain sirf..

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X