Forex trading say dil bardashta nahe hona chaheiay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading say dil bardashta nahe hona chaheiay
    Dear fellow's aksar members jab trading ke field may enter hothay hay tho wo start may buhut interested hothay hay is business may lek kuch arsa baadh wo Dil bardashta ho jathay hay kionka wo is business ka knowledge ziada nahe rakhtay maray khyal may asa nahe karna chaheiay our apna experience badhana chaheay per kahe jaakar kamyabi hasil hothi hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading say dil bardashta nahe hona chaheiay

    Yes you are right kafi log starting ma bht interest lety hain but jb loss ho Jaye to wo hopeless ho k esy chorny ka decision ly lety hain jo bht hi galt hai
    Agr loss ho bhi Jaye to Lou bt ni loss hmara first step hora hai success ki trf ap apni struggle continuoue rakhen zayada knowledge gain kren ta k ap bhi expert trader ban saken apna confidence kbhi bhi lose na kren
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading say dil bardashta nahe hona chaheiay

      Forex market Mein Jab Kabhi Hame trading karte waqt losses Ho Jaye to Hame Dil bardast Nahi hona chahiye aapko Maloom hona chahiye Ki Jodi forex market Mein losses Hote Hai Ya kadwa Hota Hai Mohammad management ke na hone se account was Hota Hai.
      Janta market me trading karte hain to aapko Apne motions ke upar Puli control karna chahiye market me trading karte waqt aap ko long term trading karna chahiye.
      Forex market me trading aap acche tarike se kar sakte hain lekin aap ko Maloom hona chahiye ki aap surviva karna chahte hain to aapko apni emotions ke upar fully control karna chahiye aur Market Main Long term trading karna chahiye aur Kabhi bi low hone par upar se maza nahi hona chahiye aapko learning Hasil karna chahiye aur aapko try try again karna chahiye aapko Jyada tar losses money management ko follow na karne se Hote Hain.
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading say dil bardashta nahe hona chaheiay

        Aap kisi bhi business mein kaam karain uss mein ounch neech hoti rehti hai lakin agar aap unn sae dilbardashta ho jatay hain tou aap ka woh business kamyab nahin ho sakta iss lye aap forex mein kaam ker rahay hain tou aap ko iss mein mehnat aur lagan sae kaam karain gay tou aap iss mein zaroor kamyab hoon gay
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading say dil bardashta nahe hona chaheiay

          You have done a very good thing ۔If anybody in the forex loses He should not lose his courage Rather than doing it harder If not, then there is some mistake in this regard. Correct your mistake Only when you learn by mistake, only you will succeed .Do not repeat your mistake Learned from your mistakes If you lose courage, you will not learn
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading say dil bardashta nahe hona chaheiay

            Forex trading mein tou dilbardashta hona hi nahin chahyea balkay iss mein kaam kernay kay lye aap mein bardasht bahut zayada honi chahyea aur aap iss mein sakoon sae kaam karain aur agar aap aik waqt mein aik hi trade open kerain gay tou aap ko aisay situation ka samna nahin kerna paray ga
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading say dil bardashta nahe hona chaheiay

              G hum ko forex ma trading karty huway dil chota nai karna chy q k dil hum Tb he chorty hain jab hum ko loss hota hy aur koi b kam ho us ma loss ho he jata hy to as say hum ko wo kam nai chor dena cahy bal k hum ko achy tarky say dubra start karna chy ta k Jo naqsan hwa next time wo na ho.
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading say dil bardashta nahe hona chaheiay

                hanji bhai akasar asa hi hhota hai kay bohat say log is ko bgair knowlege kay shru kar laity hain or phir is mian heavy lossmain ajaty hain jab bar bar loss hota hain to wp isko chor daity hain un ka dill bhar jata hai hala kay asa nahi hona chaea hamen is say dil brdahta nahi karna chaea baky loss say sekh kar next us galti ko nazar main rakh profit hasil karna chea
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading say dil bardashta nahe hona chaheiay

                  Dosto log Forex trading ko jion to bht asani sy kr lyty hy lkin jb un K ps koe Acha knowledge ni ata hy or phr es wja sy un ko loss hota hy to wo forex trading ko dil bardashta ho k chor dyty hy hlakay un ko aisa ni krna chy Bilkay mhenat krni chy Kiun k mhenat he Kam ho skta hy
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading say dil bardashta nahe hona chaheiay

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Haiderafzal پيغام ديکھيے
                    Dear fellow's aksar members jab trading ke field may enter hothay hay tho wo start may buhut interested hothay hay is business may lek kuch arsa baadh wo Dil bardashta ho jathay hay kionka wo is business ka knowledge ziada nahe rakhtay maray khyal may asa nahe karna chaheiay our apna experience badhana chaheay per kahe jaakar kamyabi hasil hothi hay
                    Yes dear apki bat bilkul sahi hai. Loss and profits to hr business ka essential part hota hai. To jb hm aik business me qadam rakhty hain to hmen chahey k loss ko b accept kren ki Himmat paida kren q k ye job ki tarhan ni hota hai jis me loss nai ho.
                    Bl k hmen chahey k loss pr ziada mehnat kren yani usy limit me rakhne or cover kren ki tips and tricks tyar kren or apne strategy ko loss free bnany ki koshish b kren. Taky hm apne profits ko increase kr saken. Loss se dil bardashta nai hona chaye. Nakami hi Kmyabi ka Zeena hoti hai.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X