Stoploss k bhair trade karna kitna dangerous ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stoploss k bhair trade karna kitna dangerous ha
    Dear friends umeed ha k ap sub teak ho gay aur acha profit book kar rahay ho gay. may yh batana chata ha k jub be hum forex may koe trade layty hain aur us k stoploss nahe lagaty to us k bohat zada nuqsan hum ko ho sakta ha sub say main nuqsan yh ha k hamara account wash tak ho sata ha kau k hum market k reversal ka bar bar wait karty hain es leyh new member k leyh better ha k jub be wo trade karin to sl ka zaroor use karin.
    Thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stoploss k bhair trade karna kitna dangerous ha

    sir meri nazar mien yeh bhut zayada danger ho sakta hai jab hum log forex mien aa ker bina stop loss k trade laga dety hien to es say hamain bhut zaada khatra hotta hai hum log es mien aa ker apna as had tak loss bee ker sakty hen k hamara account wsh bee ho sakta hai as lye hamain her bar trade open kerny k bad stop loss use kerna zaror chahye.
    • #3 Collapse

      Re: Stoploss k bhair trade karna kitna dangerous ha

      Dear stop loss k baghair trading krna bht hi dangerous hai q k akser ESA hora hai k hm market trend ko achi trha smjh nahe paty or trade LGA dety hain or busy ho jaty hain bar bar trade open kar k nahe dekh sakty to esy ma stop loss bht hi helpful hora hai zayada loss se bachane k liye or account safe rkhny k liye.
      • #4 Collapse

        Re: Stoploss k bhair trade karna kitna dangerous ha

        g ha dear stoploss ke bager buhat khatarnaak hota hy ham is k tarade ko samaj nahi paty or laga dety hy or apny kaam ko lag jaty hy is se hamy buhat nuqsaan uthana parta hy hamy chahiye k ham is ko laga kar is ka khaas khayaal rakhy ta k hamary acount ko is se ko nuqsaan na uthana pary us ka kayal rakhany se hi ham loos se bach sakty hy
        • #5 Collapse

          Re: Stoploss k bhair trade karna kitna dangerous ha

          market main kam karna dangerous hai so hamain is k bary main planing karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain markt main bi enter hony say pahly is k bary main learning karni ho gi tab hi hum achy say trade karny k kabil ho sakty hain aur market main stop loss say loss say bachs akty hain aur hamain market main bi trade karny main asani ho saky gi
          • #6 Collapse

            Re: Stoploss k bhair trade karna kitna dangerous ha

            اصل پيغام ارسال کردہ از: ufjanjua پيغام ديکھيے
            Dear friends umeed ha k ap sub teak ho gay aur acha profit book kar rahay ho gay. may yh batana chata ha k jub be hum forex may koe trade layty hain aur us k stoploss nahe lagaty to us k bohat zada nuqsan hum ko ho sakta ha sub say main nuqsan yh ha k hamara account wash tak ho sata ha kau k hum market k reversal ka bar bar wait karty hain es leyh new member k leyh better ha k jub be wo trade karin to sl ka zaroor use karin.
            Thanks
            Bina stop loss Ho use kiye trading karna bahut jyada dangerous ho jata hai Kyunki agar humne stop loss use nahin kiya hua hai aur Maa Ko sambhal ke din se Chali Jaati Hai To Hamen bahut jyada nuksan ho sakta hai isliye Jab Bhi kam karen to use Karke Jarur kam Karen
            • #7 Collapse

              Re: Stoploss k bhair trade karna kitna dangerous ha

              forex main hum live kam karty hain market main be hum tbhe kam kar skaty hain jb hum es kay bary main koch pta ho ga es kay ley humain es main achay say learning karna ho ge to he hum es main acha kam kar skty hain our hum es main tridr bn skty hain our hum phir market main stop los say bach skty hain our hum es main acha kam kar kay acha bons hasl kar skty hain
              • #8 Collapse

                Re: Stoploss k bhair trade karna kitna dangerous ha

                hamy stop loss ko laga kar market main trade lagani chahey pher hi ham los sy bach sakty hain hamy aik time table bana kr is main daily base par kam karna chahey pher hi ham success gain kar sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarrot ko apni marzi sy pora kar sakty hain ham isy apna life time professional bana sakty hain yai aik best business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Stoploss k bhair trade karna kitna dangerous ha

                  Stop loss ke bagair trade karna bahut risky hota hai aur aapko bahut loss hota hai Kyunki aap apni green ko control nahin kar sakte aap ko bahut problem hoti Hai Jab aapko bahut jyada loss najar aata Hai Aap market Mein apna order close nahin kar sakte. isliye stop-loss aapko har Hal Mein lagana chahie aur Jo Bhi Ho aapane apna achcha kam karna hai rules ke mutabik rules per kam karoge To hi aap munafa le sakoge
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Stoploss k bhair trade karna kitna dangerous ha

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: ufjanjua پيغام ديکھيے
                    Dear friends umeed ha k ap sub teak ho gay aur acha profit book kar rahay ho gay. may yh batana chata ha k jub be hum forex may koe trade layty hain aur us k stoploss nahe lagaty to us k bohat zada nuqsan hum ko ho sakta ha sub say main nuqsan yh ha k hamara account wash tak ho sata ha kau k hum market k reversal ka bar bar wait karty hain es leyh new member k leyh better ha k jub be wo trade karin to sl ka zaroor use karin.
                    Thanks
                    Bina stop loss k trading karna total dangerous hai iska main reason yah Hai Ke Jab aap stop loss use nahin karta hai aur aap ek trade loss Mein Jaati Hai to Aapka account balance khatam hone ke chances bahut jyada increase Ho Jaate Hain Hamen try Karni chahie Ke Jab Bhi trading karen to stop loss aur take profit use Karke Jarur kam Karen aur apne account ko big losses rakhen
                    FRD 07 TRADING JOURNAL

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X