Hamesha jald bazi men hi mistakes hoti hen ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Hamesha jald bazi men hi mistakes hoti hen ?

    hanji dear jaldi main he hum say mistakes hoti hain kyon k market main jald bazi say kam nahi karn achhaieay ap ko wait kar k kam karn chhaieay phir he ap ko acha level mil skta hai trade karny k lieay new trader yahn he galti kar jaty hain k woh is main wait nahi karty aur galt trades lga lga kar apna account khali kar laity hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Hamesha jald bazi men hi mistakes hoti hen ?

      g han is business main jald bazi kabhi nahi kerni cahiya.ager ap is forum main kam ker rahay hai.to wo bi apko buhat souch samaj ker kerna cahiya.kue kay jasi apki post ki quality hoti ha.wesa hi apko is forum say trading ka bonus diya jata ha.or jaha tek bat ha trading ki trade kernay main kabhi bi jald bazi nahi kerni cahiya.jald bazi say is business main loss hota ha..apni trade kernay say pahlay market ko achi tarha say watch zaror karain.or jab apko sahi tarha sy ya pata lag jay.kay market main trend bye ka ha ya phir sell ka.or us kay baad hi ap apni trade ko open karain..
      • #18 Collapse

        Re: Hamesha jald bazi men hi mistakes hoti hen ?

        Brother ap ke bat bilkul theak ha ham Jan posting karty ha to phir us posting ma jaldbazi sy posting karty ha to phir hamri mistake kadi hoti ha or phir samjna b mushkil ho jata ha es liye jab b posting kary to phir achi tarha par lay or trading ma b jaldbazi jab ham karty ha to phir hamari mistake he hoti ha or hame loss he hota ha hame apni mistake ko theak karna chahiye ta k ham achay trader ban saky
        • #19 Collapse

          Re: Hamesha jald bazi men hi mistakes hoti hen ?

          G haan aisa hee haaìihmaain chahaiyaii k jbb bhe posting kr rhai hn to jld baazi nhee krne chahiyaii q k is ke wajah se hmare posts mein bht sarri speeling ke aur us k sath sath line mein hum ki btana chhtai hain iske bhe smjhh nhee atee haii isliye araam se likhna chahiyaii ta k hmare posts smjh mein a jain aur prhnai walai ko faida hoo aur phr wo thansk dee ta k hmaain maximum profit milai
          • #20 Collapse

            Re: Hamesha jald bazi men hi mistakes hoti hen ?

            dear ap ne bilkul theek kaha hai main ap ki bat se agree krta hun esy boht se log hain jo posting krte waqat bhe jaldbazi krte hain or trading krte waqat bhe wo hamesha loss mian he jaty hain ager ap forum ke rules ke mutabiq posting nahe krte tu ap ka account blocked bhe ho skta hai or ager ap forum ke rules ke mutabik posting krte ho or jo thread hai os se relative comments dyte ho tu ap ko izafi bonus bhe diya jata hai hamesha rules follow krne chahye
            • #21 Collapse

              Re: Hamesha jald bazi men hi mistakes hoti hen ?

              Bro trading aik nashay ki tarha hai issay bhi bohat say log yehi samjh kay kartay hai lekin un ko apni sehat ka bhi khiyal rakhna chahiye taa kay wo trading main full focus kar sakain.. Trading bhi aik sabar ka phal hai jitna aram say aur samjh kay karo gy utna hi iss ka phal mile ga. Iss liye trading main jald bazi nahi karni chahiye
              • #22 Collapse

                Re: Hamesha jald bazi men hi mistakes hoti hen ?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
                Kuch log trading aur posting kartay waqt bahut jald bazi men kam kartay hen ta k ziyada kam kar k ziyada se ziyada profit hasil kiya ja sakay jiss ki waja se woh mistakes bhi ziyada kartay hen jiss ki waja se loss ho jata hey aur posting men bhi jaldi men spelling ki mistakes kar detey hen jiss ki waja se post ki samaj nhi aati iss liay reply karna bhi mushkil hota hey
                Apki bat se me agree kata hun k jald bazi me humesha loss hota ha beshak wo trade me ho ya yahan posting me humain chahye k sabr se kaam len qk sabar se kaam me hi faida hai warna apko. Loss. Hoga jaldi me trade krty waqat ho sakta hai ap galt faisla kr jayen.
                • #23 Collapse

                  Re: Hamesha jald bazi men hi mistakes hoti hen ?

                  g han bhai jan ap ne bilkul theek hi farmaya he dekho jald bazi me ham bahut se nuksaan me aa jate hen posing me bhi ham jald bazi karte hen aor hmara post sahi nhe hota to delete kia jata he aor trad open karte hen agar jald bazi me to hamen loss ho jata he is se bihtar he ke ham jald bazi bilkul na karen aor soch smajh kar kam kia karen taky ham har mushkil se bach saken
                  • #24 Collapse

                    Re: Hamesha jald bazi men hi mistakes hoti hen ?

                    forex man jald bazi hamesha new trader kerta ha ya wu trader kerta ha ju learning man hota ha ju trader expert hota ha wu market ka wait kerta ha k kis waqt market co k favor man aye or wu trade open kery.
                    • #25 Collapse

                      Re: Hamesha jald bazi men hi mistakes hoti hen ?

                      forex mai jab hum kam karty hain to hamy bonsu mlta hain lakin kuch traders bonus milty he emotional ho jaty hain or zada paisa hasial karny ky cahker mai jald baze mai apne galtiyo ko ignore karty howe kam karty hain or unhy loss ho jata hain or is mai market ka koi qasur naho hota is liye hamy jald baze sy kam nahi karna chahey
                      • #26 Collapse

                        Re: Hamesha jald bazi men hi mistakes hoti hen ?

                        trading karty time jaldi bazi karnay say aksar bohot ziada loss ho sakta ha. traders jab jald bazi karty hain tu woh market ka analysis karna bhool jatay hain. aur ager trading mai market ka analysis kiye baghir jaldi mai trading position open kar de jiye tu iss ke waja say trader ko loss kay elawa kuch b hasil nai hota hai, iss liye trading mai jald bazi nai karna chaiye.
                        • #27 Collapse

                          Re: Hamesha jald bazi men hi mistakes hoti hen ?

                          bi l kul bhai ap n zbrdst bat ki h k hm jb soch smj k kam krein ge to hm ek ache targit ko pa skein ge or agr hm misteke krein ge to loss ko dkhna pare ga to is mistake se bchna chahye or in se ehtyat se krein ge to hm ek acha porofit hasil krein ge
                          • #28 Collapse

                            Re: Hamesha jald bazi men hi mistakes hoti hen ?

                            Forex trading business main hume choti se be mistake bhara nuqsan de sakti ha is liye hume is main sabro tahamal se kam krna chaiye agr hum apni mistake is main tab hoti ha jab hum jaldbazi se kam krte hein hum eik din main ameer nai ho sakte hein kafi time lag jata ha successful bane main lalach se door rehna hi hamri success ha
                            • #29 Collapse

                              Re: Hamesha jald bazi men hi mistakes hoti hen ?

                              hello dear brother ap ki bat bilkul tek ha jald bazi mein positing kartay han is post ki samjh hi nhi lagti aur forex trading business mein trade open karne mein kabhi bhi jald bazi mein trading nhi karni cahaiye q is sa hamara account wash b ho sakta ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Hamesha jald bazi men hi mistakes hoti hen ?

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
                                Kuch log trading aur posting kartay waqt bahut jald bazi men kam kartay hen ta k ziyada kam kar k ziyada se ziyada profit hasil kiya ja sakay jiss ki waja se woh mistakes bhi ziyada kartay hen jiss ki waja se loss ho jata hey aur posting men bhi jaldi men spelling ki mistakes kar detey hen jiss ki waja se post ki samaj nhi aati iss liay reply karna bhi mushkil hota hey
                                Traders ko chahiye Kaise Soch Samajh Kar kaam Karen aur kabhi bhi jaldbazi Karke trading na Karen agar aap jaldbaazi na Kar Ke trading Karenge to acche trading kar Sakenge

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X