Apni achi abilities aur bad habits ko analyze karna sab sey important ha
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apni achi abilities aur bad habits ko analyze karna sab sey important ha
    Trading mei agar ap ko regular kamyabi na mil rahi ho aur ap ki trading zyada loss mei jati hay tou aap ko lazman chaiye kay apni trading ki achi abilities dekhen aur bad habits ko apni trading se nikaalnay ki fully koshish karain takay aap ki trading achi ho mots important hota hay loss pe trading ko continue rakhnay ki bajaiy trading mei honay wali mistakes ko analyze kar lya jay..
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apni achi abilities aur bad habits ko analyze karna sab sey important ha

    Agar ham apni abilliabi aur bad habbits ko analyse kr lete hain to ham kafi had tak khud ko approved kr pate hain main aap se fully agree hoon aap ne bahot hi achi suggestions di hain
    Hamen zarur apne bad habits aur emotions ko daba kr rakhna chahiye ta k ham sahi tareqe se kaam kr sakesaken jab ham sahi kaam kren ge then hamen bahot hi achay results mille ge
    • #3 Collapse

      Re: Apni achi abilities aur bad habits ko analyze karna sab sey important ha

      apki is bat sy agreed hun humen apni khobion aor khamion ka ilm hona zarori hao forex trading work risky zaroor hai lk is ko manage krna mushkil nhi agr hum achi trading ky leay market ka analysis kren market ky candlestick chart ko smjh kr is sy madad ly ky kam krna satart kren to humen yaqeenan acha profit earning krny ma hosla mily ga forex trading ma stoploss aor take profit pending orders started strategies use krne
      • #4 Collapse

        Re: Apni achi abilities aur bad habits ko analyze karna sab sey important ha

        sir agar hum es mien aa ker aa ker apni achi abalities ko chor dety hien to pher hmain forex miesuccess hasil kerny mien bhut masla ho sakta hai es lye hmain es mien aa ker apni qualites ko improve kerna hota hai jab hum es mien aa ker apni qualities ko imrove ker lety hie to hamain bhut asani ho sakti hai.
        • #5 Collapse

          Re: Apni achi abilities aur bad habits ko analyze karna sab sey important ha

          yes yaha jitne b memerbs hain k sab forex say acha earn karna chahte hain par new trader learn nhe karte hain or forex main bina learn kiye entry karna i thing k account wash kar skte hain hum is liye best hain k jaaab b hum koi b trade le tu lazmi chert ko dekh le k trand kiya chal rha hain har koi forex main kamyab hona chahta hain haar koi forex say achi earning k liye trickes use karte hain par koi b kamyab is waja say nhe ho rha hain k vo jaldbazi karte hain
          • #6 Collapse

            Re: Apni achi abilities aur bad habits ko analyze karna sab sey important ha

            اصل پيغام ارسال کردہ از: ibrahimbilal پيغام ديکھيے
            Trading mei agar ap ko regular kamyabi na mil rahi ho aur ap ki trading zyada loss mei jati hay tou aap ko lazman chaiye kay apni trading ki achi abilities dekhen aur bad habits ko apni trading se nikaalnay ki fully koshish karain takay aap ki trading achi ho mots important hota hay loss pe trading ko continue rakhnay ki bajaiy trading mei honay wali mistakes ko analyze kar lya jay..
            Mery khayal se abhut hi important bat kahi hai ap ne or ye apki bat ki me qadar krta hu har trade me koi nuks or koi achai hoti hai so humain chahye kk hum apni achai or burai dono ko samjhen or in ko thek krny ki koshish kren lekn in sab me apko sirf or sirf learning ki need hogi.
            • #7 Collapse

              Re: Apni achi abilities aur bad habits ko analyze karna sab sey important ha

              humay chahiye keh knowledge main azaa karen kyun keh knowledge main azafa kar kay he hum forex trading main regular base par acha profit hasil kar sakty hay aur humay esmain ye adat bna leni chahiye keh trade karnay say pehlay market ka theak say analysis karen kyun keh analysis kar kay he humay market kay bary main pata chalta hay
              • #8 Collapse

                Re: Apni achi abilities aur bad habits ko analyze karna sab sey important ha

                اصل پيغام ارسال کردہ از: ibrahimbilal پيغام ديکھيے
                Trading mei agar ap ko regular kamyabi na mil rahi ho aur ap ki trading zyada loss mei jati hay tou aap ko lazman chaiye kay apni trading ki achi abilities dekhen aur bad habits ko apni trading se nikaalnay ki fully koshish karain takay aap ki trading achi ho mots important hota hay loss pe trading ko continue rakhnay ki bajaiy trading mei honay wali mistakes ko analyze kar lya jay..
                traders ko chahiye Jumbo trading kar rahe ho so Saath Saath Apne mistakes aur abilities ko Dekhte rahe hain aur unko mistakes ko prapt karne ki koshish Kare sab log Forex trading mein successful ho skty hyn
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  Re: Apni achi abilities aur bad habits ko analyze karna sab sey important ha

                  har bandy kay andar khubiya hoti hay aur humay apni khubio ko trading main use karna chahiye aur esmain humay ziada mehnat karni chahiye kyun keh mehnat ka sila hamesha milta hay humay esmain kabhi bhi baygori nahi karni chahiye esmain sabar aur tahumal ka daman tham kar trading karni chahiye
                  • #10 Collapse

                    Re: Apni achi abilities aur bad habits ko analyze karna sab sey important ha

                    Je ha bilkul sahi kaha apny me apki baat se agree karta ho ku k ager ham apni mistake par ghor ni kart ge to gam kese kamyaab ho sakty hai hamy chahye ke ham apni weakness ko janny ke koshish kary aur unhy bad luck samjh ker apni galtu ko kabhi ni chupana chahye balky unn par hard working karna he best rahye ga tabhi aap kamyaab teader bunn pao fe
                    • #11 Collapse

                      Re: Apni achi abilities aur bad habits ko analyze karna sab sey important ha

                      forex mai hamy ache learning hasial kar ky ache abilities ky sat kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex aik online business hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain agar hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex mai hamy apne bad habits ko analyyze karna chahey
                      • #12 Collapse

                        Re: Apni achi abilities aur bad habits ko analyze karna sab sey important ha

                        Trading ko apni achi abilities ko apnay zehn main rakhna chahye. lakin zayda tawaja trader ko apni bad habit per deni chahye. que kay bad bahit trader kay loss ka sabab banti hain aur ager un habit ko qabo ker lia jaye to trader apnay loss ko kam ker sakta hay. is liye ap ni bad abilities ko hamesha nazar main rakhen aur un say bachnay ki koshish karen.
                        • #13 Collapse

                          Re: Apni achi abilities aur bad habits ko analyze karna sab sey important ha

                          Trader ko apni achi aur buri trading ki adaat ka pata hona chahye que kay kabi kabi trader ko apni achi adaat ko bhi kam main lana perta hay aur kabi kabi buri adaat ko bhi nazar main rakhna hota hay. jesay kay ager trader loss main zayada ja raha hay to us ko apni bad habit ko minimize kerna perta hay. tab hi trading thek hoti hay.
                          • #14 Collapse

                            Re: Apni achi abilities aur bad habits ko analyze karna sab sey important ha

                            G dears thek kaha k k apni trade kerty rahain lakin ja koi loss ho ya wo loss ziyda dair chalay to apni galtyun ko dhondain k kiya mistake ho rahi hai aur apni habit ko bhi define krain un per contro krain en main sab say buree habit and mistake emotaion, and greed hai 1 week main apnay anlyses aur hibits ko recheck ker liya kerain es say loss ko kafi had tak khtam ker sakty hain aur dobra profit main aa jain gay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Apni achi abilities aur bad habits ko analyze karna sab sey important ha

                              forex aik real or international business hai ham is main trading karty hain hamy is ka bonus be milta hain hamy is best experience hasil kar ky apni galtio ko improve kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham is main acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain or loss sy bach sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X