loss man jany wali trade ko phir sy analysis krna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss man jany wali trade ko phir sy analysis krna
    dear agir aap ki trade loss man jati hai to aap os trade ko phir sy analysis krna chaye agir to aap ko qakeen ho k yah trade profit man ay gi tb to aap os trade ka wait kr skty hain agir aap confused hon ua aap ko loss man jany ka chance lg rha ho to trade close kr dani chaye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss man jany wali trade ko phir sy analysis krna

    Phr sy analys kr y ka bhi faida hota hyy us sy hamy pta chalta hy k ham ko hold krna hy ya ham ko phr idr apni tarde ko ckise krna hy wasy to hamy apni trade lgany sg phly hi apna sab kuch dykh lhna chiya lot siz bhi balance bhi our market bhi sab check krna chiya hamy is kam mh
    https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
    • #3 Collapse

      Re: loss man jany wali trade ko phir sy analysis krna

      G bahi Ap ki baat theak hy k hum ko forex ma lagi gai trade ko Jo loss ma chaly Jay us ko re analysis karna chay aur phr us ko check karna chy agr to market Ap ko apny he haq ma nazar aay aur Ap ko yaqeen ho k market profit day gai to Ap ko apni trade ko hold karna chay aur agr Ap ko Lagy k nai market loss ma he jy gai to phr us ko closs kr dena cahy.
      • #4 Collapse

        Re: loss man jany wali trade ko phir sy analysis krna

        Dear friend agar al ki ak trade loss main chaly gai hy to ohef as trade ko oher say analeses kren aur agar ap ko as bat ka yaqeen ho k trade profet main ay gi to chalny dain warna loss bhi ho gay to as trade ko band kar dena hi bahter hy hamesha apny opar hi bharosa karen
        • #5 Collapse

          Re: loss man jany wali trade ko phir sy analysis krna

          apni loss mai chalnay wali trades ka ager traders achi trah say analysis karin tu iss say inko kafi advantage hasil ho sakta hai . traders ko apni loss wali trades mai say apni mistakes ka analysis zaroor karna chaiye . jab tak traders apni mistakes ka analysts nai karin gaay woh same mistakes kar kay apna loss he karty rahy gaay.
          • #6 Collapse

            Re: loss man jany wali trade ko phir sy analysis krna

            AGR ap ne kisi trade p jaldbazi mai entry lay laitay hain aor apki trade loss mai Jana start ho jaati hai to ap laazmi apne account ko save krne k lye market ka analysis karein agar apko apni trade mai 50% se above
            Yeh lagay k apki trade ghalt lag gye hai to ap bilkul b chance na lain aor trade ko close kar dain
            Agar ap ne market k best analysis and experts k views ko saamne rakhtay hoye koe trade lgae and woh loss mai Jana start ho gye to ap trade close na karein aor market k reversal ka wait karein ap ki trade profit ki taraf zarori aye gi bus ap ne 2 kaam krne hain aik stop loss accurate lgana hai and second patience rakhna hai
            • #7 Collapse

              Re: loss man jany wali trade ko phir sy analysis krna

              Loss Mein jane wali train score Ami analysis karna chahiye Kyunki aap ko Maloom hona chahiye ke Agar Hum Apne life mein jane wali train score analyse Karte Hai To Hame market Mein Kafi accha income achha profit Haasil hone ke chance Aise Hote Hain.
              Hame chahiye ke hum Apna experiences Road share Karein chatting karte waqt aur Market Mein Apne.
              Forex market Mein Hame accha income Hasil karne ke liye Chahiye Hota Hai Kya market Main Long term trading Kare aur apne Naal Sabhi Karte Rahe acche tarike se.
              Apni lost wallet red score analyse karne ke liye Hame Chahiye Hota Hai Yahan baar baar analysis Kaat Rahe Ta ke Hame Jada income yadalo Naaku trading karte waqt.
              • #8 Collapse

                Re: loss man jany wali trade ko phir sy analysis krna

                agar hum trade lgany say pehlay analysis karen gay to humari trade safe ho jati hay aur humay aisy he blind trade place nahi karni chahiye balkeh trade tab he karni chahiye jab humay market main acha moqa milay aur analysis kay mutabiq achi trade milay tab he trade karnay say hum market main acha profit hasil kar sakty hay
                • #9 Collapse

                  Re: loss man jany wali trade ko phir sy analysis krna

                  jab loss main jati hay trade to humain is main hard work kar kay achy say kam karna ho ga kun kay jab b loss hota hay to is ki koi na koi reason hoti hay agr to huma is reason ko sort out nai karty hain to humain kabhi faida nai ho ga so humain planing kar kay stratgy ka use kar kay market main enter hoty hain
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: loss man jany wali trade ko phir sy analysis krna

                    forex aik online business hain ham is main trading karty hain or ham is main amount be invest karty hain hamy market ko achy sy samaj kar is ki movement ko dekh kar profitably analysis ko use karty howy is main trade ko apen karna chahey is thara hamari trade loss sy bach jati hain or ham isy apna life time professional be bana sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: loss man jany wali trade ko phir sy analysis krna

                      G han bilkul jnb ap na bilkul thk khaa ha aksar hm aisy krty hain k trade loss ma jati ha to hm dill chota kr laity hain or apni mistakes b ni daikhty hmen chae k agar hmari trade loss ma chali jae to hmen ananlyse krna chae k hmen ya loss kiss wjaa sa howa ha or ainda un chezoo sa bachna chae
                      • #12 Collapse

                        Re: loss man jany wali trade ko phir sy analysis krna

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: hassan4832 پيغام ديکھيے
                        dear agir aap ki trade loss man jati hai to aap os trade ko phir sy analysis krna chaye agir to aap ko qakeen ho k yah trade profit man ay gi tb to aap os trade ka wait kr skty hain agir aap confused hon ua aap ko loss man jany ka chance lg rha ho to trade close kr dani chaye
                        Yeh Bata Ti bilkul theek hai Jab Hame Kisi trade par lock ho raha ho to Hame chahiye ki Uske analyser speed se karle aur ja Deccan ke market Jahan Se Wapas aa sakti hai ya nahin
                        • #13 Collapse

                          Re: loss man jany wali trade ko phir sy analysis krna

                          jab trade loss main ja rahi ho to market ko doabara ghour say analysis kerna chahye. ta kay trader ko clear ho jaye kay ab next market say kia tawaqa ki ja sakti hay. ager trader ko yeah lagay kay wait kerna chahye aur market reverse ho gi to wait karen. aur ager wait kernay say loss zayada honay kay chances hain to sahi point per exit ho jana chahye.
                          • #14 Collapse

                            Re: loss man jany wali trade ko phir sy analysis krna

                            DEAR ham as main jab bi trade lagane tu hamen sab se pahleas main market ko analysis karna chahiy hai aor as ka trend dekh kar bad main hamen as main trade kllagna chahiy hai tu hi ham as main kamyab ho sake gee aor hamen cahiy hai kee am as main ache se kam lare aor hamen as main bohat hi ache se bi kam karna chahiy hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss man jany wali trade ko phir sy analysis krna

                              Joker aapke smart Ness hone ki ek bahut badi Nishani Hai Forex ko chodne Ki Sabse Badi bagayatdar nuksan hota hai agar aap Yahan Par Jada nuksan Karte Hain To aap ko kam karne ke liye capital available Nahin Hota Hai Jiski wajah se Aap Yahan Par Pareshan ho Jate Hain aur aap Yahan Par working karna Chod Dete Hain Forex trading Mein investment karna Chod Dete Hain aur Forex ke business ko leave kar Jate Hain aap ko chahiye kya aap Yahan Par Apne mind ko fresh Rakhe

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X