learning ka silsala experience k baad bhi jaari rakhana kamyabi ka raaz .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    learning ka silsala experience k baad bhi jaari rakhana kamyabi ka raaz .
    dear forex members main apko yeh batana chahta hoon k forex markeet main aisa wakt bhi ata hay k is main learning k baad bhi changing aati rehti hay jis ki wajha say hamain is main experince honay k bawjood bhi learning jari rakhni chaye jis say hamain faida he hay koi said lose nai hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: learning ka silsala experience k baad bhi jaari rakhana kamyabi ka raaz .

    Hamen bilkul hi learning ko jari rakhna chahiye tak ham mazeed acha sekh saken, hamen market daily base pe hi aik new sabaq de jati hai isliye hamen zarur learning ko jari rakhna chahiye ta k ham market ki latest se latest position ko bhi ba basani analys kr saken aur always hi kamyab rhen
    • #3 Collapse

      Re: learning ka silsala experience k baad bhi jaari rakhana kamyabi ka raaz .

      Dosto forex trading ma agr ap k ps aik Acha knowledge or experience aa gya hy lkin ap phr b mhenat Kiya rha rhy or learning or practice or kri ja rhy hy to yhe cheezy hy jo ap ko bht zyda kamyab bna dyti hy or aisy trader ko he hm bry trader khety hy
      • #4 Collapse

        Re: learning ka silsala experience k baad bhi jaari rakhana kamyabi ka raaz .

        dear forex trading bahut he waseeh business hai as liay as k baray mn learning kbi bhe ap ki khtm ni ho sukti as liay forex mn kamyab honey k laiy hamsha trading k baray mn learn krty rahen tahnk ap ko kamyabi mil suky
        • #5 Collapse

          Re: learning ka silsala experience k baad bhi jaari rakhana kamyabi ka raaz .

          Han g ap ne thk kaha hmy kbhi bhi apni learning stop nahe krni chahiye hai q k forex basically based hi learning pa hm jitna zayada learn kren gy hmari knowledge or experience increase hoga to hm achi trading kar saken gy lekien jb hm ne khud ko exoert smjh k learning pa fulstop lga dea to hmari nakami wahien se shuru ho jaye gi.
          • #6 Collapse

            Re: learning ka silsala experience k baad bhi jaari rakhana kamyabi ka raaz .

            Definately aik kamyaab trader k lie learning ka process bht lamba hona chahiye learning k balbootay pe hi trader kamyab hota hy is lie app chahay jitne bhi expert ho jain learning ko continue rakhain or apne experience ko kafi na samjhain balkay experience b gain kertay jain app ko roz kuch na kuch naya zaroor mile ga
            • #7 Collapse

              Re: learning ka silsala experience k baad bhi jaari rakhana kamyabi ka raaz .

              forex ai agar hum kam kr rahy hain to hamy daily demo account mai 2 ganty ky liye practice karty rahna chahey is sy hamary experience mai zafa hota rahy ga or hum loss sy bchty rahy gy or acha bonus hasial kar ky apne zarorto ko pura karty rahy gy or aik sal mai success full trader be ban jy gy yai aik international business hain
              • #8 Collapse

                Re: learning ka silsala experience k baad bhi jaari rakhana kamyabi ka raaz .

                humain leraning hasil karnay ka silsala experience kay bad b jarai rkhna chaiye kun kay hum jab tk learning karty rehty hain to humain new new chzain sikhny ko milti hay jis say market main kam karna huamry liye kafi best ho sakta hay humain hard work kar kay trade main achy say kam karna ho ga k loss km ho sakay
                • #9 Collapse

                  Re: learning ka silsala experience k baad bhi jaari rakhana kamyabi ka raaz .

                  G bahi learning hum ko kbi b nai chorna chy q k learning jitni b kam ho wo kam he hoti hy aur humary ley to ya b hy k mother ki Good say lay k qabar tk ilm hasal karo. To bahi experience ho b gya hy to hum ko achi earning ho b rahi hy to b hum ko learning nai chorna cahy.
                  • #10 Collapse

                    Re: learning ka silsala experience k baad bhi jaari rakhana kamyabi ka raaz .

                    forex trading main learning kay silsly ko kabhi bhi stop nahi karna chahiye kyun keh agar hum esmain learning nahi karen gay to hum esmain kamyab nahi ho sakty es business main khoob time daina chahiye aur seekh kar kam karnay main he faida hota hay tab he hum market main regular profit hasil kar sakty hay
                    • #11 Collapse

                      Re: learning ka silsala experience k baad bhi jaari rakhana kamyabi ka raaz .

                      G dears ap ny thik kaha hai forex mai ap ky pas experience orrr knowledge ho pher bhii ap ko learning ka silsila continue rakhna chye new ideas aty rahty hai orr learning krny sy ap ky knowledge mai orr izafa ho ga jo trading ky leye bhout he profitable hai
                      • #12 Collapse

                        Re: learning ka silsala experience k baad bhi jaari rakhana kamyabi ka raaz .

                        hamy achy experience ky be learning hasial karty rahna chahey forex aik online business hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain hmay rozana demo account mai 2 ganty practice karne chahey forex aik world wide business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: learning ka silsala experience k baad bhi jaari rakhana kamyabi ka raaz .

                          Expert ho janay kay bad learning ko chorna be wakoof trader ka kaam hota hay. que kay expert trader kabi bhi market say learning kerna nahi chorta wo nai nai chezon ko learn kernay main laga rehta hay aur wo apni taraf say koshish kerta hay kay wo har cheez kay analysis keray. is say wo har din kuch new seekhta hay. aur yeahi kamyabi hoti hay.
                          • #14 Collapse

                            Re: learning ka silsala experience k baad bhi jaari rakhana kamyabi ka raaz .

                            forex mai learning ke bohat ahmeyat hain hamy rozan demo account mai 2 ganty practice karne chahey is mai kam kar ky acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy hum internet py babypips py be learning hasial kar sakty hain forex aik world wide or kabe be band na hony wala business hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: learning ka silsala experience k baad bhi jaari rakhana kamyabi ka raaz .

                              hello dear brother agar hum esmain learning nahi karen gay to hum esmain kamyab nahi ho sakty es business main khoob time daina chahiye aur seekh kar kam karnay main he hamari kamayabi hoti ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X