Forex mein kuch bhi ho sakta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein kuch bhi ho sakta hai
    Forex business bahut critical business hai aur iss mein agar aap trading ker rahay hotay hain tou aap muktilaf situations ka samna trading mein kertay hain kabhi market up jati hai tou kabhi down jis sae aap ko tension bhi hoti hain iss lye forex aik aise market hai jis mein kabhi bhi kuch bhi ho sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein kuch bhi ho sakta hai

    Dear ap teak kaha rahe Han jis tara Zindagi me kahe more ate Han kabi kushi milti ha aur kabi gham lekn Jo insan en k mokabla karta ha wo yaqean Jeet jata ha aur Jo en see door bhagta ha wo har jata ha aus Tara trading me bhi market har waqt ak Jase nahi rahte aus me har waqt tabdeli ate rahte ha lekn hamy chaea k aus me risk lety rahen insallah hamy faida ho gha
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein kuch bhi ho sakta hai

      G bhai apki bat theak ha forex trading mn kuch bhi hoskta ha mgr hmara liay zrori ha k achhi hikmat amli k sath trade kren mehnat kren baki loss ya profit to trading ka hissa hota ha ap achha kam kren gay to profit bhi zroor milay ga
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein kuch bhi ho sakta hai

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ghulam786 پيغام ديکھيے
        Forex business bahut critical business hai aur iss mein agar aap trading ker rahay hotay hain tou aap muktilaf situations ka samna trading mein kertay hain kabhi market up jati hai tou kabhi down jis sae aap ko tension bhi hoti hain iss lye forex aik aise market hai jis mein kabhi bhi kuch bhi ho sakta hai
        Assalamu alaikum bhai jaan mai aap ki baat Se bilkul agree karta hoon Forex trading equity sensitive or critical business is business mentor hone Se Pehle Aap Ko proper sikhna padta hai agar aap outland business coaching Karenge aap ko confirm nuksaan hoga
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein kuch bhi ho sakta hai

          Dear bro main ap ki bat sy totally agree karta hon..Forex aik complex business hai..agar Forex ko achi tarah learn kar k start kiya jaye to yeh ap ki life ko bhi change kar sakta hai..ap bahut kam time main is sy acha profit earn kar sakty hain lakin agar Forex ko seekhy baghair start kiya jaye to phir yeh ap k lliye big loss ka bais bhi ban sakta hai..
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein kuch bhi ho sakta hai

            Dear forex business online business hai es business ko karny ky liy ap ko har time active rehna parta hai our app trade karny ky bad markeet ko chor nhi sakty ku ky forex main kesi b time markeet ke moment chang ho sakti hai es liy markeet ky sath atach rehna parta bai Ku ky forex main kesi b time kuch b ho sakta hai
            ager app markeet ky sath attach rahin gy to app markeet ke moment samj sakty hain our apni trade close kar sakty hain jo k app ko big loss sy bcha sakti hai
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein kuch bhi ho sakta hai

              jee sir belkul forex mien hamain kuch bee ho saskta hai es mien aa ker hamain profit bee hoi satka hai or amain es mien loss bee ho sakta hai es lye mie her bar try ker k experience level ko increase kerny k lye try kerta hon ta mien es field mien earning hasil kr k behtreen trader ban sako or khud k lye acha fuure bee bana sak.
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein kuch bhi ho sakta hai

                Ye bat bilkul theak hn ky forex mein AGR six LGA gia tu gud otherwise you are zero..es liy forex ki malomat rahkni chahy analysis per grift hu air sath news per bhi nazr hu take gud six lg jahy
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein kuch bhi ho sakta hai

                  G Hn Dosto forex trading aik bht he complicated business hy es ma kisi time b kuch b ho skta hy agr ab ap ko Forex trading sy profit ho rha hy to kuch dhair ma ap ko es loss b ho skta hy es ly Dosto forex trading ma ap hamesha active rhy
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein kuch bhi ho sakta hai

                    Bilkul bhai mere ap ki bat sahi hy forex mein kafi mushkil mushkil situations hoti hein jo k aik trader k liye bohut nazok situations hoti hein aik trader jo apni mistakes ko khtam kar trad karta hy wo trader apni real investment ko forex mein use kar acha khasa profit leta hy
                    ALWAYS BE HAPPY
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein kuch bhi ho sakta hai

                      Assalamu Alaikum Dosto Ye Baat Sahi Hai Ke Forex main kuch bhi ho sakta hai Kyunki yeh ek risky business hai Magar Ye bahut accha source of income hai agar Hum achi strategy Apna Te hain aur Hume forex business car achha experience or knowledge hai Soham is se better aur good earning kar sakte hain Shukriya
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mein kuch bhi ho sakta hai

                        Forex market ko samajhna bahut mushkil kaam hai iss mein market kisi bhi waqt koi bhi movement ker sakti hai jis ki humain koi umeed bhi nahin hoti aur agar iss mein hum apnay analysis complete ker kay trading kerain gay aur news ko bhi follow karain gay tou phir hum apni trade ko market ki movement mein safe rakh saktay hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mein kuch bhi ho sakta hai

                          yes dear ap ki bat thek hai forex main kuch bhe ho skata hai mger aik bat main ap ko smajha dun k forex main ager ap nay khtry say bachna hai tu ap ko forex k rules ko apnana ho ga kyon k ju bhe iss main rules main reh kar kam karta hai woh iss main kabhi bhe nakam nbahi hota iss leya hmain rules main reh kar kam karna cheiay ap kabhi bhe fial nahi ho sakkty.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X