Dear forex business aik sensitive business hai aur agar iss mein koi over confidence ho ga tou woh yaqeenan loss karay ga kyun kay over confident log choti choti mistakes kertay hain aur forex mein tou ghalti ki koi gunjaish nahin hai tou aap bhi iss mein over confident na hua karain aur normal reh ker trading kya karain
`
X
new posts
-
#1 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Forex mein over confidence loss ko yaqeeni banata hai -
InstaForex -
#2 Collapse
Re: Forex mein over confidence loss ko yaqeeni banata hai
Gee bhai aksar log forex mein over confident ho ker loss ker rahay hain tou aap ko iss mein kuch soch ker kaam kerna chahyea humain iss mein over confident ho ker nahin balkay market kay apnay analysis ker kay aur poori tayari kay sath yahan trade lagani chahyea jis sae humain loss nahin balkay yaqeeni kamyabi milni chahyea -
#3 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Re: Forex mein over confidence loss ko yaqeeni banata hai
G bhai apki bat bahot achhi ha forex trading mn kam brra soch smjh kr krna prhta new join krnay walon ko agr shro mn thora profit a jay to aksr apnay ap ko expert smjhnay lgtay hn aur over confidence ki waja sa loss kr jatay hn -
#4 Collapse
Re: Forex mein over confidence loss ko yaqeeni banata hai
Dear Friends, Forex aik stable business hai jis main kamyabi k liye ap ka normal attitude lazmi hai.. over confidence Forex main nakami ki waja ban sakta hai. Forex main ap ko kamyabi k liiye technical aur fundamental analysis per depend karna parta hai.. jo log over confidence hoty hain woh market ka achi tarah analysis nhi karty jis ki wja sy un ka account wash ho jata hai -
#5 Collapse
Re: Forex mein over confidence loss ko yaqeeni banata hai
Overconfidence to kisi b field men ho dangerous hota hai Q k is se ap samajhtay hain k mera andaza to ghalat ho he nahin sakta. Forex business men to ye aur b dangerous ho jata hai Q k is business men ghalti ki koi gunjaish nahin hai. Apki koi choti c ghalti b apko bohat bara nuqsan karwa sakti hai. Islye kabi b over overconfidence ka shikar na hon aur soch samajh kar trade karen. -
InstaForex -
#6 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Re: Forex mein over confidence loss ko yaqeeni banata hai
agar hum overconfidence ho kar trading karen gay to hum market main achi earning nahi kar sakty humay chahiye keh forex trading main ziada sy ziada mehnat karen aur seekhain es business ko kyun keh seekh kar he humari trading achi ho sakti hay aur hum market main behtreen perform kar sakty hay
اب آن لائن
ہم مواصلات کے پلیٹ فارم کے طور پر فاریکس فورم فاریکس پاکستان کے آپ کے انتخاب کی تعریف کرتے ہیں۔
موجودہ وقت 03:08 PM (GMT+5)۔
Working...
X
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим