dear members aj main ap ka sath ya bat share kr raha hon ka jab ham pak forum pai kam krta han tu ham ko us bat ka khyal rakhna chaya ka ham ak post ka do bar tu reply nea da raha han kya ham ak thread ko do dafa to post nea kr raha han forum pai aisa krna sa hamara account block ho jata hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим