ak bar his ay loss ho woh he mistake phir sy krna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ak bar his ay loss ho woh he mistake phir sy krna
    dear bhai agir aap ko ksi mistake ki waja sy loss aap phir sy woh he mistakes agir bar bar krty hain to aap is man kamyab nahi ho skty hain hum agir loss krty hain koi mistake kr k to hum ko apni mistake sy sekhna chaye kun k bar bar loss krny sy hum kamyab nahi hoty
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    loss ho jis bhi mistake se usko repeat karna sab se barri bewkufi hoti hay kyun kay hamay agar mistake ko repeat karna hay then same hamay wohi loss zaroor hoga so mistake avoid karna next time usko dubara na dohranay ka matlab hota hay hum ne trading mei behtri kar li hay so hamay chaiye lazman mistakes jo bhi hon unko hum rok den..
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
    • #3 Collapse

      Brother ap nay bilkul theak kha ha ap NY agr hame hamari mistak ke waja sy loss ho jata ha to phir ap next time wohi mistake karty ha to phir es tarha ham es ma kabi b kamyab nahi ho sakty or na he ham es say Acha profit earn kar sakty ga es liye Jo b hame loss hota ha to next time usay us galti ko theak kary to phir he ap es ma successful ho sakty ha
      • #4 Collapse

        G bhai Ap ki baat theak hy k hum agr aik ar apni mistake say loss utha lety hain to phr next time wohi mistake karna to ya humari market ka knowledge na hony ki vja say hy ap ko Tb trade stop kar k apni galti ka andza karna chay k ma nay asy kia Tha to as ka ya effect Tha to next time apni mistake ko remove kar k trade karni chay.
        • #5 Collapse

          Re: ak bar his ay loss ho woh he mistake phir sy krna

          sahi keh rahy hay aap agar humay jis galti ki waja say nuqsan huwa hay to humay chahiye keh wo galti dubara na karen balkeh apni galti say nasehat lain agar hum es say nasehat lain gay to he hum market main achi earning kar sakty hay es business main khoob mehant karni chahiye tab he achi earning kar sakty hay
          • #6 Collapse

            Re: ak bar his ay loss ho woh he mistake phir sy krna

            dear friend apko agar ksi mistakes say ek bar loss hai to apko apni mistakes clear krni chahye and apni mistakes say seekhna chahye . agar mistakes k baad phir wohi loss krty hein to ap kamyab nahi ho skty. mistakes say insan seekhta hai lekn bar bar mistakes krna apko nakaami ki traf lay jata hai .
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: ak bar his ay loss ho woh he mistake phir sy krna

              ap ke bat theak hye ke loss se learn krna chaye na ke phr se wo mistake krne chaye me ne khud pr ye dekha haye ke kahen bar apne phr se mistake krne pr me ne loss he keya hye forex me mistake he acha tearcher hye js se hum sekh sakte han forex mistake ko maff nahi krta loss de kr phr se sekhata hye ke nahii kro phr se mistake

              اب آن لائن

              Working...
              X