kya trading signals khareednay se faida hota hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: basim پيغام ديکھيے
    dosto jesa k ap sab jantay hi hien k aaj kal bht si websites agai hien jo monthly charges le kar ap ko forex trding karnay k liye signals provide karti hai wo apko msg k zariye inform karti hien k kab buy karna hai aur kab sell karna hai. to main ap logo se ye jan na chahta hun k ap logo mein se kon kon aisa trder hai jo is rtah ki service use kar raha hai aur signals khareednay se apko trading mein kitna faida hua hai? plz apni raye se zarroor agah kairen.
    may be.,.,.kou k bhut se log signals bechet rehet hain,.aur kaey dost signals kharidte beh ai tu is lihaaz tu mere khayaal mai signal kaafi iham huet hain,.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Friends trading kaysignals hamain kharednaysaynhe miltaybalkayya hamarayinternet key speed say hamain miltay hain or hamara net jitna acha ho ga utna he hamain trading karnaymain madad milaygey.
      • #33 Collapse

        app ka sawal wesay kafi acha hay jnab,,,,,,,,lekin mujy is k bary mai nahi pta hay jnab,,,,,k kia hoo aha hay jnab,,,,,,trading is a very good business jnab,,,lekin kabhi kabhi is mai signal o kahrdna bhi par jata hay jnab,,
        • #34 Collapse

          Hellow my friends.g bahi her kesi ka apna maind hy koi kesy karobar kesy ki madad leta hy .bulkul ap madad le sakty hane or signlas provid ker sakty hane.leken ye nahi k ham us k asry me bet jay hame khoud mahnat kerne ho ge ta k ham bussens ko samaj ker knowledge hasal ker saky.or hame apne per barosa ho jay k ham khoud apna bussens ker saky
          • #35 Collapse

            Brother ager koi bhe bahr ki trusted site hy to app signal purchase kerty ho to pher to app khareed to but kisi bhe local pakistani ki batoun main mat ana our koi bhe app ko achy signal nahe day ga
            • #36 Collapse

              forex kay trading signals ka tabe faida hota hai jab hum kisi achay expert trader say signals buy karty hain is liye hamein is kam mein carefull rehna parta hai because scammers bohat hain.
              • #37 Collapse

                kaafi sary loog hain,jo kay signals pay bhi trading karty hain lekin mery khyaal say to signals pay trading karna theek nahin hai.agar hum khud learn karain gay to he hamary career kay liey better hai.signal pay trading karny say to hum dependent trader bann kar reh jaeyin gay.
                 
                • #38 Collapse

                  g haan ap ny bht achi bat ki haa may es k bary may khna cahu gaa k agr hum trading signals ko khredty haan or hum signals ko smjhny ki salahyat bh rkhty haan to humy bht fidaa hoo sktaa haa...
                  • #39 Collapse

                    bhai signal khareedne se faida to yaqinan hota hai, lekin loss bhi zarur hota hai bhai, signal sare kbhi hit nhi hoty profit main, js main loss bhi hota hai ap khoshish karen fundamental analysis or indicator se trading karen or apne idea se signal bana k trading karen bhai, signals lena k chakro main na pare khoshish karen bhai.
                    • #40 Collapse

                      ji hum trading k lye signals khareed skte ain lekin hum ko signal lene k lye pay krna prta ha. mgr jitna ho ske ap khud se wo strategy use kro jis se ap ko signals na lena pare. bakke ap bhi dosron ko signals provide kren. is lye hum ko apne knowledge main izafa krna chaye or hr trha se experience lena chahye.
                      اللہ آپ کو خوش رکھے ۔ اپنی دعا میں مجھے یاد رکھیے گا۔ شکریہ
                      • #41 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Bilaldawood پيغام ديکھيے
                        bhai signal khareedne se faida to yaqinan hota hai, lekin loss bhi zarur hota hai bhai, signal sare kbhi hit nhi hoty profit main, js main loss bhi hota hai ap khoshish karen fundamental analysis or indicator se trading karen or apne idea se signal bana k trading karen bhai, signals lena k chakro main na pare khoshish karen bhai.
                        boohat sary signal providers hoty hain or in ki help say hum trading kar kay earning kar sakty hain lekin in kay liey pay bhi karna parta hai seekhny ko bhi nahin milta.agar hum khud learn karain gay to phir hum khud bhi ik din signal provider ban sakty hain lekin signal pay trading karny say ye mumkin nahin ho sakta.
                         
                        • #42 Collapse

                          dear mein aisa suna to zaror hai lekin koi website aisi mili nahi hai agr koi mil jati pakistani to mein zaroor us ki info leta lekin koi khas aisi website nahi mili hai ye aik best way hai is say new member ko bahut faida hota hai loss say bacha ja sakta hai aur training bhi ho jati hai dear agr ap ko mil jai to link send kr dena
                          • #43 Collapse

                            dear trading signals khareednay ka koi baida nahi hota siraf apni money zaya karny wali bat hay hamy khud se hi achi trading karni ho gi
                            • #44 Collapse

                              forex trade signal bohat sa people buy karte hain agar kisi expert ache trader sa hum forex trade signal ko buy karye to hum zaroor forex trade sa gain kar sakte hain ayse main humare daye gai money be waste nahi ho gai kisi ache trader sa he signal lane chayea
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                nhe dear aisa bilkul nhe hota hai signals per humay kabi trading nhe karni chaiey kiu k forex mai ap hamesha say he market analysis per depend reh kar chalte ha us say apko forex trading mai idia b hota hai or is say apko profit b hasil hota hai and signals per kabi trading nhe karni chaiye signals per risk hota hai humay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X