Dear members mai ap s shair krna chata hon ka jab market ka trend change hota hai tu kasa pata chalta hai kia sign hota hai jab hum trade kr raha hota hain tu huma lagta hai ka market apna trend change kr rahi hai mai na kuch ceezahin note ki hain jab market ki trend change hoti hai
1. Trend change hona s pahla market ki movement slow ho jaya gi
2. Market apna latest high or low ko again touch nahi kara gi
3. Market ak range mai kuch dar tk movement krti rahti hai
4. Mai support ya resistance pr market struggle kr rahi hoti hai os ko break krna ka lia or struggle krta krta market os ko break kr dati hai
Yah ceezain mai na note ki hai or jab ap ya chezain dahkain tu samaj jayain ka market apna trend change kr rahi hai ap log kai kahta hain is bara mai apna views dain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим