The More You Learn So That The More You Earn

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    g bhai main ap ki bat sy agree krta hn kitna ap seekho gy utna he apko faida ho ga ap ko chahye k learning process kbi na choro aur learn krty rho aur jitna dill lga learn kro gy utna he earn b kro gy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: hm307104
      mein ess ko boht zyadh like krta hoon. lekin jahan tk ap k thread k jwab ka talaq hy to mein abi new hoon mujh ko sai trh sy pta nai hy ess liy ai mein sirf study kr rha hoon jitna ham learn karengey outna hi hna earn karengey aur learning is very important for traddingaur yeah sab kam depend kartey hein
      Friends Forex in an exceedingly secure approach i would like to measure my independent life that's why I actually have several wishes from Forex that i hope Forex can fulfill. kindly friends comments pass karien.ta kay dosron ko faida ho
      • #48 Collapse

        They say that knoweldge is a great power and i think in forex trading knowledge is everything. If you have the proper knowleldge in forex than you can not go in loss but you must have to learn the knowledge properly and when you do have learned lot of knowledge than you can earn a lot more also
        • #49 Collapse

          je han learining jitne be perfect karo aur pher us k bahd app earin gmain agoe tu app ko es main be utne he perfection milege aur app es man successful aur ache trader ban skte ho so forex main ager app es main jitna parhoge utna he app es main taruki karoge
          • #50 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: patriotic125 پيغام ديکھيے
            yeh aik boht acha forum hy aur jo log forex mein new hoty hein un k liy boht acha hy aur ap ka thread bi boht acha hy muj ko ess mein seekhny k liy boht kuch mila hy aur mein ess ko boht zyadh like krta hoon. lekin jahan tk ap k thread k jwab ka talaq hy to mein abi new hoon mujh ko sai trh sy pta nai hy ess liy ai mein sirf study kr rha hoon!!!!!
            Friends Forex in an exceedingly secure approach i would like to measure my independent life that's why I actually have several wishes from Forex that i hope Forex can fulfill. kindly friends comments pass karien.ta kay dosron ko faida ho
            • #51 Collapse

              Insan k learning ka process to hamesha jari rehta hai aur insan jub tak kisi cheez k baray me jan na le, wo us cheez me maharat nahi hasil karsakta aur dunya me kamyab hune k liye its necessary k ap ko maharat hasil ho ta k ap logon se compete karsaken
               
              • #52 Collapse

                Learning bohat zaroori hai agar insan is dunya me dusroon se agay barhna chahta hai aur is dunya me dusroon ki waja se loss nae lena chahta to agar kisi bhi insan ko proper knowledge hogi to he can identify good and bad and focus kam pe ziada
                   
                • #53 Collapse

                  Ye ek bohat mashhhoor saying hai k learni it to earn it kyun k agar hume us k baray me pata nahi huga to hum us talent ko ya skill ko use kese kar paenge effectively aur isi waja se phir log loss me ajate hain kyun k unhe proper knowledge nahi hoti
                     
                  • #54 Collapse

                    Is ki best misaal ye hai k me forex forum k kisi post pe comment kar rah that about how nice this is, and the banda jis ne post ki the said k ye kam acha nahi hai aur is se faeda nahi hai us pe I had commented k brother agar kisi ko kamyab huna hai to uski knowledge bhi rakhni hogi
                       
                    • #55 Collapse

                      Jub tak learning nahi hogi tab tak ap us profession k baray me jan nahi paop gay aur agar you dont know about the profession then how will you work on it aur agar kam nahi huga to insan financially stable kese huga wo bhi aj kal k daur me
                         
                      • #56 Collapse

                        We see doctors, engineers, lawyers waghera wo log bhi parh k he profession ko adopt jarte hain aese nahi karte kyun k unhe pata hai k knowledge nahi huge to wo us profession ko kese adopt kar paenge agar knowledge nahi huge to loss k chances ziada hujaenge
                           
                        • #57 Collapse

                          Mujhe ye lagta hai k wese profit and loss to luck pe depend karta hai magar is me major part insan ki kotaahi hoti hai aur insaan is kotaahi ko shuru me to ugnore karleta hai par agay ja kay wo musibat bun jati hai jis ki waja se loss ajata hai last me
                             
                          • #58 Collapse

                            I personally believe k learn it to earn it ek bohat strong sa phrase hai jis ko log aksar samajh nahi patay ya interpret nahi karte sahi k jis ki waja se log jo hain basic knowledge nahi rakh patay regarding any work ya un ko sae guidance nahi hoti
                               
                            • #59 Collapse

                              Agar kisi insan ko shoq huga k wo taraqqi karay aur us ka mind ek profession ki taraf hoga to wo us kam ya us profession k baray me sikhe ga zaroor apni shoq k mutabik field me ta k usay loss na ho aur wo cometition k is daur me agay nikal jaey
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Learning ka process to insan ka hamesha jari rehta hai aur learn jub tak nahi karta koi insan to wo tab tak us profession k key points ko nahi samajh payega jis ki waja se insan aksar apni limited knowledge me trap ho jata hai. Forex he ki example le li jae since this is a forex forum
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X