Forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading
    Main ap sab ko ye advice krta hun k hamesha market k perspective se or situation ko daikh kr trading kten. Kabhi bhi lalach mt kren. Experience hamesha ghaltion se hi hasil hota ha. Galti ko kabhi bhi overhead na hiny dain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ​G bilkul ap ki suggestion thk hy ke market ko ashy tara dekh bhal ker aur jo order place kerny se pehly requirements hn un ko pora kren then hi trade lagain, apny analysis complete kren different charts ko ghour se dekhin news ko follow kren experts friends se bh advice lain aur phir trade lagain
    • #3 Collapse

      Yes of course, forex market mein kabhi bhi laalach nahi karna chahiye aapko Maloom hona chahiye kya kar Hum forex market Mai Lal Aaj Karenge to Hame Apne instaforex bonus account ke upar.
      Forex trading nahane laalach nahi karna chahiye laalach karne se hum lot size increase karte hain aur Hamari strategy to bilkul perfect hoti hai lekin Hamari trades automatically lost Main Chali jati hai aur Hame kya the profit nahi ho pata.
      • #4 Collapse

        G han ap nay achi bat ki hay forex trading main hamain hamesha market ko analyse kar k trading karni chaheay aur jab hamain market k trend ki samjh aay us k bad hi hamain trend k mutabik hi trade open karni chaheay aur trading kartay hway hamain lalach nai karni chaheay aur hamesha kam lot size say hi trading karni chaheay.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          G biklul apki bat thek hai hamen experience ghaityun sy sekh k he hoga jo ghalti ham sy ek bar ho jay usy dobara karny ki ghalti harges na karen lalach sy to 1000 qadam dur he rhen warna ye apki sari mahnat ka bera gharq kar dy ga

          اب آن لائن

          Working...
          X