Trading ka lya sai waqt

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading ka lya sai waqt
    Assalam alaikum bhai forex ak bahut acha online business hai us main ham ko sai waqt dakh kr he trade open krni chaya kiun ka agr ham sai waqt dakha bagair he trade open kr dan ga tu ham ko lose ho jaye ga aur agr ham thk waqt pai trading kran ga tu profit ho ga ab hamain sai waqt ka kaisa pta chala ga us ka lya zrori hai ka ham daily analysis kran aur market ko watch kran us trah ham ko sai waqt ka pta chalta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalam o Alikum g es may koe shuk nahe k forex ek bohat acha business ha hum aur ko sahe time dak kar he tarde put karni caheyh hum ko trading k duran en bato ka khyal rakhna caheyh
    1) us waqat koe heigh news na hoo
    2) market trend may hoo
    3)candle close honay ka wait karin aur phir trade put karin
    • #3 Collapse

      Pakistani time K mutabak forex online trading business ka sab se acha time sham 6pm bje se raat 10pm tak ka ha. Es doran sab market movements boht fast hoti ha aor good earning ka zeada chance hota ha.
      • #4 Collapse

        G Hn Dosto forex trading aik profitable business hy es ma whi trader kamyab hota hy jo sai wakt py sai trade lgata hy sai wakt py sai trade whe lgata hy jis k ps Acha knowledge or acha experience hota hy kiun ko wo apny knowledge or experience sy hamesha sai time py sai trade lgaty hy
        • #5 Collapse

          forex mai hum 24 ganty mai sy kese be wakt trading kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain pakistan sy mutabik tradign ka best time sham 3 bajt sy raat 9 bajy tak hain is time mai kam karny sy hamy bohat acha bonus milta hain
          • #6 Collapse

            Aaj Ke Baad bilkul sahi hai Forex main aapko Har Waqt trade nahi karni hoti Sahi Waqt aane par itrane Lagai Jati Hai Toh Kya aapko foreign munafa ho sake aur Jyada der trade close Karne Ka Intezar Na Karna Pade
            • #7 Collapse

              Jab ap market ko musalsal watch kar rhay hotay ho to market apko apni moments se bta daiti hai k kn se pair p kis time trade lgane hai but is k lye shart yeh hai k apko market analysis aana chaein k kis candle ka kia effect hota hai forex market is a game of candles agr ap is game ko ko seekh gye to apko trading ka accurate time market se hi pata chalay ga
              • #8 Collapse

                forex trading business tu 24 hours 5 din k liye open rehta hy aur ye zaroori nhi hy k hum har waqt apni trade open rakhen is k liye zaroori hy k hum market ko dekhen aur sabar se market ka analysis karain aur jab market faveor mein ho trade open kar daini cahaiye is traha hi profit earn kar saktay han
                • #9 Collapse

                  dears friends mn ap ki bts ya gree hon waisy tu trade ko ap har time wach karty rahin jub bhi ap koacha signal mely ap tradeb laga den e=es kliya koi makhsos time nh liken jub ap musalsal watch kar rhay hotay ho to market apko apni moments se bta daiti hai k kn se pair p kis time trade lgane hai but is k lye shart yeh hai k apko market analysis aana chaein k kis candle ka kia effect hota hai forex market is a game of candles agr ap is game ko ko seekh gye to apko trading ka accurate time market se hi pata chalay ga
                  • #10 Collapse

                    Forex trading business ki market 5 din k liye 24 hours open rehti hy aur ye zaroori nhi hy k hum har waqt apni trade open rakhen kiok market up down hoti rehti hy trading karne k liye theek waqt wo hy Jab market trend mein ho aik hi side ko move karti ho tab ap us mein trade open kar k profit earn kar saktay han
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading ka lya sai waqt

                      forex trading main agar hum sahi say time dain gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main humay demo account par ziada say ziada practice karni chahiye aur jab hum esmain achi practice kar kay aur seekh kar kam karen gay to he humari trading skill enhance hoti hay aur hum regular acha profit bhi bna sakty hay market main
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading ka lya sai waqt

                        forex aik online business hain hamy acha knowledge or experience hasial kar ky mahet sy kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik aam jon ke nisbat bohat ache job hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading ka lya sai waqt

                          Trading main trade kay liye sahi waqat kon sa hota hay. aksar yeah sawal is forum main pocha jata hay. meray khayal main trading ka sahi wakat tab hi hota hay jab trader ko trading setup mil jata hay aur wo trade ka trding setup market ki long aur short move ki direction main hota hay to wohi time sahi trading ka hota hay. que kay setup kay baghair trading risky hoti hay.
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading ka lya sai waqt

                            forex main ham trading karty hain pakistani time ky mutabiq saam 3 bajy sy le kar raat 9 bajy tak best time hain is time main kam kar kay ham acha bonus hasil kar sakty hain or apni zarorto ko pora kar sakty hain or hamy is time main loss be bohat hi km hota hain yai east or wast main tezi sy phel raha hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading ka lya sai waqt

                              forex mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain pakistan ky mutabik trading ka best time sham 3 bajy sy raat 9 bajy tak hain is time mai kam karny sy hamy acha bonus milta hain forex aik bohat bara business hain hum is mai learning ky sat earning be hasial kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X