Buy Ya sell ka kasy pata chalky ga?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Buy Ya sell ka kasy pata chalky ga?
    Bhai mera swal hy k hum ko kasy pata chaly ga k kis trade ma buy ma faida hy aur kis trade ma sell ma faida ho ga?jab usd dollars ki qeemet bar rahi hy to kia us k buy ma faida ho ga k sell ma?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear forex trading member i think ap ny new join kia hao ma apko btata hun ky but trade aor sell trade ka andaza lgany ky leay apko market ma trading ka analysis krna hota hai two type ky analysis hoty hain technical analysis jo ky chart ki madad sy aor trading indicators ki madad sy hasil hoti hai is ma indicators aor oscillators use hoty ha8n
    jub ky fundamental analysis ky leay economic calendar bahot he best hai is ma apko mew schedule mil jata hai new forcast bhi mil jati hai aor previous reading bhi milti hai
    • #3 Collapse

      Bhai pehly to ap ko forex forum mein khush amdeed kehty hain. Ye trading mein basic cheez hai. Ap ne market ko analyse kasy kerna hai. Jab market up ja rahi ho to ap ne buy ki trade lagani hai. Aur jab market down ja rahi ho to ap ny sell ki trade open kerni hai. Is trah se ap ne trading ka aghaaz kerna hai.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Dearfriend as keleye ap ko sekhna hoga serf sell aur buy say earning nahi ho gaty bak k forex ko sekhny say hi ao ko pata chaly ga k as ko sell karna hy aur as ko buy karna hy har pear ka analeses karna hota hy aur ak k bad hi hum desetion lety hain k as ko sell karna hy ya buy

        اب آن لائن

        Working...
        X