Kea Rozana tarding k sath posting zarori hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    jab hum apnay bonus say trading ker rahay hoon.to hamain sat sat is forum main kam kerna cahiya.is tarha hum apni trading ko bi time dain pain gay.or is forum ko bi time dain pain gay.is say hamain do faiday hoon gay.1 to hamain trading kay liya acha bonus earn ho jay ga.or dosra apni trading ko time day ker hum is business main acha experience hasil ker sakin gay.jis ka trading main hona buhat hi zarori hota ha..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Ji dear bilkul trading ke sth posts krna zori hai bcz posts see hamen bonus ziada milta hai posts kr ke hum bonus ziada hasil KR skty Hain isi liye hamen posts krty rehna chahye
      • #18 Collapse

        Jee dosto rzana triding ksath posting bhi zruri hi yhe es lie k ager apnla acont wash ho jay tu aglay munth tk instar ma kerna pary. Es sy ap lgatar business ker skty hin .ager ap treading k sath postings bhi krny gy tu ap ko acha bonus ata rhay ga .
        • #19 Collapse

          Dear friend trading k sath sath ap oosting bhi kart rahen as say ap ka acount bara hoga aur ap ziada say ziada earninh hasel karo gay as leye trading karty howy posting ko choro mat bal k ak hadaf bana lo aur kam say kam 20post daily zaror karo
          • #20 Collapse

            G friend ap bilkul thk kah rahy han k trading k sath posting b bohat zarori ha keu k jab post kary gay gay toh phr us say jo bonus mily ga phr hum us say trading karty han is lea humy posting karty rahna chaya ta k hamara account khali na ho
            • #21 Collapse

              Dear koi bhi kaam hai uss main consistancy bohat zaruri hai iss liye hum ko chahiye k hum daily apna target rekhain k hum ne daily itni posting kerni hai iss se aap ka interest bhi continue rehy hai aur postin ap ko bhoj bhi nahi lagy gi aur ager hum poora mahina trading kerty rehain aur phir last k dino main posting kerain to ye mushkil ho jata hai.
              • #22 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: HOOriya پيغام ديکھيے
                Dear rozana tarding k sath posting b zarori hai hm ko jab bunas milta hai us k bad ham tarding pr zeyada time daty hai or jab account wash hota hai tu phr posting yad ati hai asa ni hona cheya sath posting kren gya tu account khali ni hoga
                nahi bhai Kundali aur posting karna zaroori Nahi Hai Hum daily trading kar sakte hain lekin daily posting karna zaroori Nahi Hai Jain traders podri Chahe Woh posting kar sakte hain isme Koi issue Nahi Hai Jab Aapka Dil Kare aap posting Kare Kisi bhi time Pompeii posting ki Ja sakti hai
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #23 Collapse

                  trading hum krtay hai earning k liye aur posting krtay hain knowledge k liye mere khayal main aap posting to roz krni chahiye kisi na kisi nayey sawal k sath takay hum iss k sath kuch na kuch sekh lain aur trading to waisay b earning k liye zaruri hai knowledge achi ho ghi to trading main earning b achi ho jaye ghi.
                  www.instaforex.com/?x=HFVY join instaforex by my link
                  :1f609: and get free signals 90% accuracy
                  Add me on skype furqan.ramey
                  • #24 Collapse

                    Brother ap ke bat bikul theak ha hame trading k sath sath posting b zada sy zada karni chahiye to phir he ham trading kar k acha profit earn kar sakty ha or Jo log b jab posting sy bones milta ha to WO phir posting chor dayty ha or trading karty ha or jab trading ma loss hota to phir hamra bones na hony par loss b ho sakta ha es liye trading k sath sath hame posting b karni chahiye to phir he ham es ma kamyab ho sakty ha
                    • #25 Collapse

                      Zarori tu nahi ha lekin har din agr ap posting kry gy tua p ka he faida ha is ma ap ko bonus acha mily ga or ap os sy trading b achi kr ly gy lekin ap par ye lazam nahi ha k lazmi he krni hain post trading tu lazmi kry q k is ap ko faida ha or post b ki jae sath sath ap k lye e acha ha
                      • #26 Collapse

                        bhai ye to ap par depend karta he k ap trading k sath sath posting bhi karna chahte ho k nai lakin posting zaroori nahi he agar ap posting nai bhi karte to ap ko trading me koi problem nai ho ghi lakin agar ap posting karte ho to ap ko sath sath me earning bhi hoti rahe ghi or sath sath me learning bhi hoti rahe ghi ku k is forum par trading k bare me bohat sara knowledge milta he.
                        • #27 Collapse

                          je han daily ki trading main agar ham pak forum ko bhi time daen to hmary lea hi ziada faida hai kyun kay forum ko use karny say hmri bohat hlep hoti hain hmri problems ka slution mila jata is lea hmen apna kuch wakt daily routine ma pak froum ko dana cahea or sab say bri bat hmra isko use karna na kay knowledge ma azafa balky bonus say trading or achi hosakti
                          • #28 Collapse

                            humay rozana posts karen gay to eska humay he faida hota hay keh hum market main trade karnay kay liye acha bonus lay sakty hay aur agar humary pass balance acha ho ga to humari trading bhi achi ho sakti hay es liye humay chahiye keh rules ko follow karty huway esmain theak say kam karen yahe humay faida daiti hay
                            • #29 Collapse

                              Ap Pakistan forex forum mai jo posting krtay ho tou wo ap bonuses earning kay lye krtay ho. Jab k trading ap earning kay lye krtay ho. Ap posting aur trading regular bhe kr sakty ho. Ya phr ap apnay plan kay mutabique bhe trade kr sakty ho. Kyu k ap ka plan he important hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                han humain daily trade karny kay sath sath posts b karna parti hay kun kay humain monthly achi avrage say posts karna ho gi to is kay liye thori thori kar kkay humain daily forum kay account main kam karty rehna chahiye jis say ziada achi posts likh kar kay ziada acha bonus hasil kar sakty hain ta kay next month kam kia ja skaya

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X