jab hum apnay bonus say trading ker rahay hoon.to hamain sat sat is forum main kam kerna cahiya.is tarha hum apni trading ko bi time dain pain gay.or is forum ko bi time dain pain gay.is say hamain do faiday hoon gay.1 to hamain trading kay liya acha bonus earn ho jay ga.or dosra apni trading ko time day ker hum is business main acha experience hasil ker sakin gay.jis ka trading main hona buhat hi zarori hota ha..
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим