Forex is a blessing for us.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    G han app ne sahi kaha ha ye business aik asa business ha jis se hm achi earning kr skaty hain or ye business hmary liye kisi nemat se kam nahi ha hm is business se jb chahe or jitna chahe utna hm is business se earn kr skaty hain or success ho sakty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      salam and yes bilkul forex hamarey lia Allah ki taraf sai aik acha tohfa hai forex sai hameyy aik acha income potential milta hai
      • #138 Collapse

        is business nay hume is kadar zyada behter kuch diya hai k hum soch nahi saktay hain yeh business he hai jiss ki waja say hum kamyabi ki taraf barh rahay hain kamyab honay k liye bhot saray mehnat karni parti hai or us mehnat k bal pay he sub kuch kar lena acha kuch sikha deta hota hai.
        • #139 Collapse

          ofcousres yes jo ye kaam kar rae hain wo bilkul samjh sakte hain ye kaam kitnii bleesing hai hmare liye k gher bethee hue hum is kaam kar sakte hain aur hardwork k zariye bohot earn kar sakte aur successful bun sakte
          • #140 Collapse

            Yes of course that the Forex us the best opportunity. We are work the market with the planning and we are successful trader.
            • #141 Collapse

              ji han forex ka business hamare lye blessing hai agar forex ka business na ho to life me woh maza he na rahe kiun ke yahi business hai jis me ham thore time kaam kar ke acha profit bana sakte hain is lye forex mere khayal se sab se best hai .
              • #142 Collapse

                yah yah bat theak hai k forex main kam karna or is se agr ham earning kar skaty hai to forex hamary lai aik blessing ki manda hai per agr ham yahan per loss karian to hamary lai yah curse se allwa kuch nahe hai.
                • #143 Collapse

                  G han forex bhot ache business ha aur hamare leye blessing hai..forex ma apne time k mutabeq kam kar sakte han aur earning kar sakte han ,daily basis pe forex ko time dena chayhe aur learning karne chayhe
                  • #144 Collapse

                    forex is a blessing for us kyoun k forex me hum bhot sari earning karty han bina kesi kisam ki islye to sab khety han k forex beh humary lye kesi blessing se kam nahe jis business me humen sekhne k lye bhot kuch milta hai
                    • #145 Collapse

                      We are lucky keh forex hamarey leye aik gift sabit ho raha hy aur hum is sey earning kr key apni life ko shandar aur easy bana rahay hain aur apni family ko support kr rahay hain. Aaj kal key dor main sub ko koi na koi part time job ya business ki zaroorat hoti hy. Yeh aik aisa business hy keh jo aap key leye aik best source of income sabit ho sakta hy.
                      • #146 Collapse

                        G han app ne sahi kaha ha ye aik asa business ha jis se best or koi business nahi ha or ye business aik asa business ha jis se hmen kafi achi eanring ho skati ha isi liye ye best business ha or is business se hm apna experince b hm asani se hi hasil kr skaty hain
                        • #147 Collapse

                          haan forex k earning k ilawa bhi bohot se faidy hain jo zindagi k toor tareeky k mutabiq hoty hain jaisa k is baat ka andaza lag jana k lalach kitni buri cheez hai aur sabar se kaam lene ka kya faida hota sabar behter hota hai etc. ap ke skill beter ho jati hai. aap dunya ky crnciyo ky bary me news bhi jan lety hain kye dunya me kya ho rha hai kon sa mulk kitna kama rha etc...
                          • #148 Collapse

                            G haan sae kaha ap n ager hum forex ko acha mathod sa learn karna ka bad join karta haan tu huma bhot zada profit huta ha forex trading sa is leya forex trading hum pee blessing he ha hum kafi zada earn kar sakt haan forex trading sa.
                            • #149 Collapse

                              Assalam u alikum friend jee haan forex hamare liye ek blessing hai jis se hamari life change ho sakti hai or trading kerne se hum acha profit earn ker sakty hain, forex me success hasil kerne k liye humein hard work kerna parta hai or humein demo per practice kerty rehna chahiye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                g han jesa business es me unlimited profit ho bahot sary logo k problems yahi 1 business solve kar sakta hay es me hamy mehnt karni chaye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X